Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #31 Collapse

    Re: Jaiza: nuqsan ki kaya wajoohat hain?

    assalam o alaikum dear friends , Forex trading aik esa business hai jis main ham agar mehnat karen to buhat zayda earning kar sakte hai our apne tamam dreams bhi pore kar sakte hai ku k ye aik profitable business hai lekin ye aik risky business b hai our is mai profit and loss dono hi business ka hisa hain lekin hamara profit hamari good trading kar depends hota hai agar ham mehnat kare our trading ko sekeh samjh kar kare our is ka mukamal knowledge hasil kare our phi apne experience ko use kare k trade kare to ham acha profit hasil kar sakte hai lekin agar ham trading ko sekhne ki bjay blind trade kare our big lot ka use kare to ham just small time main bara loss hasil kar sakte hai so is business mai loss ki beshumar wajohat hai lekin un sab ka hall bas ek hi hai k ham trading ko proper learning and experience k bad hi start karen ham market k abouthar chiz ka pata hona zaroori hai dear friends trading business mai loss ki mandrja zail majohat ho sakti hai

    lack of knowledge and experience
    bagair market ko analyse karne se trade karna
    big lot ka use small capital par karna
    stop loss ka use na karna
    proper strategy ka mojood na hona
    confused mind k sat trading karna
    blind trade karna

    Lack of knowledge and experience :
    dear friends lack of knowledge and experience trading main loss ki sab se bari wja hai agar ham trading ki success ratio dekhe to just 30% traders hi success hasil karte hai is ki bari wja ust achy knowledge ya experience ka na hona hai is lie jaha tak mumkin ho trading ka knowledge and experience hasil karen

    Market analysis :
    dear friends dosri bari wja market ki analysis hai dear friends agar ham trading market ko analyse kiye bagair trade kare ge to hame trading main entry and exit poits ka hi pata na ho ga na hi hame market k basic trend ka andaza ho ga is trha ham loss hi hasil karen ge

    Big lot size :
    dear friends small capital k sat big lot size ka use b bari waja ha loss ki agar ham trading main small lot size ka use kare to ham zayda der tak market main survive kar sakte hai our achi earning b kar sakte hai is liye hamsha koshish karen k LOT size choota rakhe

    Stop loss :
    dear friends Stop loss ka use na karna b hame loss deta hai ku k stop loss ek esa tool hai o hamare loss ko control krta ha our hame bare loss se bachata hai agar ham is ka use na kre ge to koi b bari news hame loss de sakti hai

    Trading strategy :
    dear friends achi trading strategy ka na hona bhi loss ki sab se bari wja hai ku k koi b business ho use kamyab karne k liye hame planing ki zarorat hoti ha our trading business main kamyabi k liye hame Good strategy ki zarorat hoti hai agr hamare pass achi strategy nahi hai to ham is business mina achi earning nahi kar sakte hai
    Ayisha Cutey's Trading Journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037

    اب آن لائن

    Working...
    X