Hardworking & knowledge.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    hard work and knowledge both are very much important in forex trading business. without one of this you can not earn money from forex trading business and also you can not become a successful trader. you need to combine both of this to become successful.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Bohat achi baat ki aap ne. Mehnat to forex main bohat zyada zaroori hai or is k saath sabar bhi zaroori hai zyada tar trader sabar se kaam nahin letay is liye forex main nakaam ho jaatay hain
       
      • #78 Collapse

        asslam o alikum my alll friend agar hum harding working ka sath learning bi karty han forex trading ka bary ma tu huma us sa bhoat sara expirence hasil hoga
        • #79 Collapse

          Aksar log forex ko aik short cut bussness samajh letay hain is ki waja sirf yehi hoti hai k un ko is kaam k baaray main poori tarha knowledge nahin hota or nateeja ye nikalta hai k un ka account jaldi khaali ho jaata hai
             
          • #80 Collapse

            Agar ham forex k ilawa koi or kaam bhi karain to mehnat to hamain us kaam main bhi karni paray gi is liye hamain chahiye k ham forex ko bhi aik proper bussiness ki tarha samjhain or mehnat karain
               
            • #81 Collapse

              Forex k baray main logon main bohat si ghalt fehmiyan pai jaati hain aksar log samjhtay hain k forex computer pe beth kar sirf buying selling karnay ka naam hai halankay forex main technical anylasis bhi bohat zaroori hai
                 
              • #82 Collapse

                I think Forex is just not good it is best for students because students do not have time for full time job they need a job which do not required time so Forex is the best work for them. a student should take it as a part time job only i think it will be batter for their studies.
                • #83 Collapse

                  Forex main koi bhi insaan an thak mehnat k bagher kamyaab nahin hua bohat se log jab ye suntay hain k forex ka kaam ghar main beth kar bhi kiya ja sakta hai to wo is kaam ko aik asaan ka samjhna shuru kar detay hain
                   
                  • #84 Collapse

                    g han forex trading ma successful hone k leye hardwork karne chayhe aur daily basis pe learning karne chayhe ta k knowledge hasil kar saken...forex ma hardwork karne se experience hasil hota aur forex trading ma profit earn karne k leye experience hona zarori ha
                    • #85 Collapse

                      Assalam u alikum friend jee haan me agree kerta hun k hum forex me ache trader ban sakty hain ager hum achi practice ke sath sath learing ko bhi jaari rakhen to yun hmari knowledge me izaafa hota hai or hum trading ko achy se kerty hain, hard working bohat zaroori hai forex me.
                      • #86 Collapse

                        Forex trading me ap ko aik to boht harworking ki zarorat ha or dosri knowledge bohat honi chahey. jitni ap ko knowledge ho gi utni he achi earning ho gi
                        • #87 Collapse

                          hard work tu zarori ha lakin us k sath sath knowledge bohat zeada zarori ha jitna zeada knowledge ho ga ap utna zeada earn kar pay gy varna loss k chance zeada hain....
                          • #88 Collapse

                            dekhein forex ka business do cheexon per mery nazdeek ziada depend krta h ek tou hardwork aur dusa knowledge aur agar dusre nazariye se dekha jaye tou unhi do cheexon k directly proportional h humara profit jitni ziada knowledge aur hardwork utna hi ziada profit
                             
                            • #89 Collapse

                              g bilkul dear ap ne theek kaha main ap ki bat se agree krta hun ager hard-working ke sath forex main acha knowledge ho tu ap ek achi income earn kr sakte hian
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                g agree hain aap ki baat hai knowledge k bagair to aap kuch b nahi karsaktey . aap k pass knowledge hogi to hi aap us ka istimal kar k hardwork kar saktey ho warna aap k time hi zaya hoga..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X