Paid signal
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Paid signal
    Wesy tu ap sub janty hon ge k telegram our what's up group per aajkal bohat ziyada signal dekhny ko milty hain woh bhi balkul free.akhir jo humain free signal de raha hai us ka kya faida hai.haa un signal ka zaror faida hota jo ap se signal ki fee lety hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Paid signal

    Paid signal sy AP trading main improvement la sakty hain kio k Jo members apko trading k liy signal dety Hain unko trading ka kafi knowledge aur experience hota Hy aur wo apko aik positive guidelines bi dety Hain trading main earning k liy per aik mashwara deti hon k ap ko chahiy k ap khud bi koshish kro k AP annylsis kr k trading kro kio k doosron p inhasar km krna chahiy khud koi na koi signal bannay chahiy
    Last edited by ; 30-05-2020, 01:55 PM.
    • #3 Collapse

      Re: Paid signal

      hamen apni mehnat karni chahie aur kisi ke signal nahin lene jaenge jab Ham apni mehnat karenge to hamen bahut hi achcha fayda milega isliye hamen hamesha hi apni mehnat karni chahie apni mehnat se hamen kamyabi milati hai aur hamen bahut achcha munafa Mil jata Hai hamen kisi aur ke signal per Kam nahin karna chahie aur na hi hamen kamyabi mil sakti hai
      💖اللهم صل على سيدنا محمد💖
      • #4 Collapse

        Re: Paid signal

        hamain is forum main siganl ko dekh k hi hum achy say perform karny main b i asnai ho saky gi aur hamain siganl fake bi mil jaty hain so hamain is foruum main part time main bi job kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain market main knowldge hasil kar k hi hum achy say trade karni ho gi aur hamain knowldge ho ga tab hi hum achys ay earn ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Paid signal

          Assalam o Alaikum..!
          Friends paid signels Forex main faida dety hain .lakin loss bhi day skty hain.phli baat hay kh aap yay koshish krain kh khud market ko analays krain khud signels create krain.Lakin agr ap paid signels lena chaty hu tu kisi expert aur kisi trusted trader say lo jo buhat hi expert hu aur apko thk thk signels day.apka loss na kry.
          Thanks..
          • #6 Collapse

            Re: Paid signal

            bhai sahab aapane bahut acchi baat ki hai Hamen French mein ped signal Lene chahie Agar Ham ped signal Lenge to Hamari trading bahut acchi Hogi aur Jis Ke Paas paise Honge Vahi ped signal a sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Paid signal

              Social media per aajkal bahut jyada groups Bane hue hain Facebook per WhatsApp per bahut se Aise groups Bane hue hain Jahan per paid signals Diye Jaate Hain aur members in signals per bahut acchi earning bhi kar rahe hain lekin is baat ka Hasya Rakha Jaaye ki Aise group ko join Karen Jaoge trust members ki taraf se Banaya Gaya Ho Agar aapko trust members ki taraf se signals mil rahe ho Abhishek vah ped ho to aap UN per trade kar sakte hain Agar Unse acche signal mil rahe ho to aap in signals ki base per Har manth bahut Achcha profits market se Hasil kar sakte hain lekin Iske Saath Saath Apne analyse ko bhi strong Karte jaen Kyunki ISI was per aap future ke expert trader Ban sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Paid signal

                signals pe kaam nahi karna chahiye agar ham signals pe kaam karan ge to hmain kuch faeda nahi ho ga aur ham loss karan ge kyon ke jab tak ham practice nahi karain ge ham earn nahi kar sakte hain hmain mehnat se kaam karna ho ga tab ham kameayb ho sakte hain hmain chahiye ke ham ache se kaam karain learn karain aur achi practice ko focus karain
                • #9 Collapse

                  Re: Paid signal

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Waseem316011 پيغام ديکھيے
                  Wesy tu ap sub janty hon ge k telegram our what's up group per aajkal bohat ziyada signal dekhny ko milty hain woh bhi balkul free.akhir jo humain free signal de raha hai us ka kya faida hai.haa un signal ka zaror faida hota jo ap se signal ki fee lety hain
                  Mere khayal Mein Hamen trading Soch Samajh Kar aur mehnat Karke Karni chahie agar aap signals ko use Karke trading karte ho to aap kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakte aur na hi professional trader Ban sakte ho
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Re: Paid signal

                    bahut tariko se signal liye ja sakte hain indicator bhi hote hain aur search kar ke bich signal liye ja sakte hain lekin jo market mein apne analysis kiye jaate Hain vah sabse best hote hain apna knowledge increase Karen aur current situation market ki khud dekhni chahie
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Paid signal

                      Dosto apko sb ko me mutlah krna chahta hun yeh paid signal say bach jaen yeh bahut khtrnaak chez ha. Asal mn yeh paid signal walay ap say free mn pesay batornay k chakr mn hotay hain. Aur dosra paid signal provider apki apnay broker ki trf attract krnay k leay tarha tarha k lalach detay hain. Paid signal denay k banhay ap say wo apni IB k under broekr shift krwa letay hain. So mera khyal ha har kisim k paid signal waly logo say bach jaye aur isku bjye khud analysis kr k trading ko seekha jaye.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X