Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai
    Bade loss ko recover karna bahut Mushkil hota hai lekin Agar small loss Ho To Ham Badi aasani se isko recover bhi kar sakte hain Hamen lost co Limited karne ke liye stop-loss Jarur Lagana chahie ki Ham selected limit Taki loss Karen aur FIR usko acchi strategy use Karke recover bhi kar sake Agar loss bahut jyada ho jaaye to Fir account wash hi karna padta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai

    Ji bilkul agar hamara nuksan kam Ho to Ham unse aasani ke sath recover kar lete hain lekin jab hamara nuksan bahut bada ho jata hai to fir Ham usse recovery bhi nahin kar sakte hain hamari koshish honi chahie ki Ham apne nuksan ko kam Karen to Ham use recover bhi kar sake agar Ham apne nuksan ko recover karna chahte hain hamari koshish honi chahie ki Ham kam nuksan Karen tabhi recover ho sakta hai
    SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
    • #3 Collapse

      Re: Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai

      hamy loss ko apny expernece ky mutbaik cover karna ho ga pher he hum passia kaama skay gy hum is mai raat mai be kam kar saakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain hum gar mai bat karis mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office ma jany ke need nahi hote yai kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nai
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        Re: Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai

        agr hamy kam loss ho to is ko cover karna asan hota hain hamy apni galtio ko improve kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha bonsu hasil kar ky apna life style chnage kar sakty hain ham is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai online ki dunya main aik king busienss hain
        • #5 Collapse

          Re: Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai

          forex 1 acha business hain our hum es maion kam karty howay humian es main loss ho jata hain to humain es main mahant say hum es main our boht sbr say humain es main kam karna ho ga to he hum es main sucess ho skty hain oure hum es main part time be kam kar skty hain our hum es main full time be kma kar skty hain our hum es main live tarding kar kay hum bioht sa pisa kma skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai

            Loss agar bahut jyada ho jaaye to fir usko recover karna bhi bahut jyada mushkil ho jata hai isliye members ko chahie ki vah apne loss ko jyada na ho jaane den aur iske liye sabse ek best idea yah hai ki vah apni friend ko acche se plan karen aur vah kabhi bhi apne trading co risky na karen is tarah se agar unko loss ho bhi jaaye to members ko loss kam ho jata hai aur use kam loss ko recover karna bhi jyada aasan hota hai aur mushkil nahin hota
            • #7 Collapse

              Re: Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai

              g han agr humy zadya loss hota hy to huumy wo recover krna b mushkil hota hy.likn humy zadya loss tb he hota hy jb hum Stop Loss ka use nahe krty.or agr hum stop loss ka use krty hn to humy zadya loss nahe hota.likn asa b ho jata hy k humary zadya stop loss he hit ho,to is humari learning kamzor hoti hy.
              • #8 Collapse

                Re: Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai

                loss ap ki money management pe ho to ap us ko asani ke sath recover kar sakte hain aur ap ko us ka faeda bhi ho ga lekin agar ap aesa nahi karain ge to ap ke liye buhat masela ho ga aur ap mehnat se kaam nahi karain ge balke ap jo bhi karain ge us mein ap ko loss ho ga is liye mehnat se kaam karain learn karain aur acha kaam karain demo pe kaam karain lean karain
                • #9 Collapse

                  Re: Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai

                  Losses tab he limited ho sakti hai jab aap har trade kay sath stop loss ka option use karay agar koi stop loss nahe lagata tab maira nahe khyal kay oskay losses limited ho saktay hai lehaza es bath ka zaror aor khas khyal rakna chaheye kay jab be trade lagaye jaye stop loss ka estimal zaror kiya jaye dosre apki bath bilkul teek hai jab losses limited ho tu osko recovers karna asaan hota hai aor buhot kam waqt mai losses ko recovers kar deya jata hai
                  Zuhaib9988 Trading journal
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
                  • #10 Collapse

                    Re: Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai

                    Ji han bilkul loss Ho jaaye To hamen loss ko recover karna chahie loss agar limited Ho toh recover karna aasan ho jata hai agar aap Forex mein mehnat Karenge tabhi acchi tarah se kamyabi asan kar sakte hain hamen stop loss ko use karna chahie toh hamen loss nahin karunga hamen chahie ki jyada se jyada mehnat Kare tab bhi acchi tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss agar limited ho tou recover kerna asan hota hai

                      forex main loss tu har kisi ko ho he jata hai mager loss karny main kafi fark hota hai ager ap kam loss karty hain tu ap ko kam tention hoti hai aur loss recover bhi ho jata hai mager jab bhi hamra loss hamri soch say ya hamri capacity say ziada ho jata hai tu us say ham ko tention ziada hoti hai aur jab ham recovery akrty hain tu us tention ki wajah say mazeed loss karty hain is lea ap ko money mangement aur risk mangement ko dekh kar forex market main kam karna chahye phir he ap kamyab ho sakty hain.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X