Live and demo trading are same.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #2491 Collapse

    hmain market main plane kar k hi hum achi trade karein gay aur demo main practice kar k hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur market main rules ko follow kar k hii hum achi trade karny k kabil hon gay aur market main greed ko avoid kar k hi hum sucess hon gay aur market main trend ko use karny main bi asani ho saky gi aur market main emotion ko kabo main rakhn ho ga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #2492 Collapse

      Demo or real acvounr main trading same hoti hai or har cheez same hoti hai or is main movement b wesy he hoti hai jesa real account main hoti hai is main frk sirf profit or loss k real na honat ka hota hai is k elawa sb same hai
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #2493 Collapse

        demo account main kam karna aik practice kay liye hi hota hay humain demo main pratice karna hoti hay magr humain live account ko use karna hay to is main practice nai hoti hay is main jo kam hota hay real kam hota hay humain kafi learning kar kay ahcy say kam karna ho ga magr humain hard work kar kay achy say trade karna ho ga
        • #2494 Collapse

          g ap ny sahi kha hai forex trading main aik tu live trading karty hain or aik demo trading karty hain or bohat se log ayse hoty hain jo k demo account ko use karty hain trading ko sikhny k liye or os k bad hmain real account main trading karny ki asani hoti hai es main trading ka method same hai maghr demo acount main loss nahi hota hai or real account main loss k cahnces hoty hain
          • #2495 Collapse

            bhai baat kuch asi kay dono same hi ha just farq withdraw ka hota ha ham real account mahar profit withdraw krwa sakty ha lakin demo account ma baki sub kuch same ha islay phlay apko demo account ma tarde krni chahiye qk agar ap asa krty ha tb hi to apko experince bhi milta ha jis say ap tarding kr sakty ha
            • #2496 Collapse

              agar hum new hay forex trading main to humay chahiey keh demo account par practice karen kyun keh demo account par practice karnay say he hum real account par trading karna seekh sakty hay aur humari trading bohat achi tab he ho sakti hay jab hum trading skill ko enhance kar kay trading karen gay
              ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
              • #2497 Collapse

                demo account ko asal main hum practice kay liey use karty hay humay chahiey keh koi bhi trading streategy pehlay demo account par test ki jaye tab he hum real account par us trading stratgy ko use karty huway profit earn kar sakty hay aur real account par kamyab ho sakty hay
                • #2498 Collapse

                  nhi janab demo account men aur real account men kadi changing hay demo account ko jab ham use kartay hain trading k lye to tab hamary demag men na emotional use hota hay na greed is trah say hamari soch ek dam fet hoti hay demag fresh hone par ham sochty huwe trade lgaty hain jis say hamen profit b melta hay aur jab ham real account men ajaty hain aur trade lagaty hain to ham apny emotional ko sath dety hain greed ko b is trah say hamara account loss men par jata hay so demo account aur real men bahut changing hay
                  • #2499 Collapse

                    forex trading main demo aur real account dono par market ki movement same hoti hai..demo account par q keh investment nhi hoti hai is liye loss ka koi khadsha nhi hota aur is main emotions bhi shamil nhi hoty.lakin jaha tak bat real account ki hai..is main hmara capital hota hai aur loss ka bhi khadsha hota hai jis ki wja emotions bhi shamil ho jaty hain..
                    • #2500 Collapse

                      G han demo account aur easal account k markrt ki movment bilkul same hi hoti hy per bahut sy log demo ko aasan samjty hain aur asal account k doran trading kr k loss kr bethty hain to un sy yrhi guzarish hy k wo hosla k sath forex trading main trading karain aur kbi bi yeh na socho k ap bahut jald ammer ho jao gy forex sy is k liy time lagta hy
                      • #2501 Collapse

                        Live aur demo acount same tarah se hi chalte hain, live acount men aur demo men market bhi aik hi tarah se open hoti hai dekhne men live aur demo dono same hain lekin phir bhi inme bahot farq hai.
                        Demo pe trading hamare liye aasan isliye hoti hai k demo men hamare koi emotions ninhote hain aur ismen hamari invest fake hoti hai hamen demo men loss ka koi fear ni hota hai.
                        Real acount men hamen ziada earn krne ka lalach hota hai ismen hamare emotions aa jate hai, iske elawa hamen real avount men loss ka fear hota hai jiski waja se ham apni skills ko correct use ni kr sakte hain aur real trading hamare liye mushkil ho jati hai.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #2502 Collapse

                          live and demo counts Dono he same account Hote Hain aap ko chahiye kya aap galat demo practice practice karne ke baad real account Ki TarahWhisper help ki jarurat hoti hai phir kaam ban jata phi
                           
                          • #2503 Collapse

                            Live aur demo account men ye farq h k demo men jo raqm hoti h jis pe trade krte hyn wo real nh hoti wo sirf practice k liye hoti h ta k log apne skills ko behtar kr sken jb k real account men real amount hoti h jis ka apko profit loss ho wo b real hota h
                            • #2504 Collapse

                              hum jab trade karty hain to is main learning kar kay achy say kam karna ho ga kun kay market ko use karty hain to kafi practice karna ho ga is main live account main kam karny main kafi risk hota hay magr is main demo account ko use karny say ziada loss nai hota hay magr humain hard work karny say hi trade ko use karna kafi sai ho sakta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #2505 Collapse

                                agar hum demo account par ziada say ziada practice karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur humay chahiey keh esmain khoob mehnat karen kyun keh mehnat karnay say he humari trading kamyab ho sakti hay humay es business main focus karna chahiey

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X