Forex ku ap kitni impotance dety hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex ku ap kitni impotance dety hain ?
    Tera doston kaise hain aap sab meri taraf se Salam Walekum mere doston mein aap sabse Ek Sawal puchna chahta hun ki aap apni Jindagi Mein Forex ko Kitni importance de rahi hai yah Kitna important work hai jo aapko fayda De sakta hai kindly Sab Apne Apne reviews Yahan per share Kijiye Forex ke related Agar aapko Forex Achcha lagta hai to Kyon lagta hai aur isase Kitna fayda uthaya Ja sakta hai mere doston
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

    Mere Pyare dost aap ne Sawal poochha hai ki Forex ko aap kitne importance dete Ho Tum Mere Pyare dost Main Agar aapko apni story sunao to let totally forward trading business pay depend karta hun Kyunki a forest Ek Aisa business hai jo lifetime profitable business hai aur yah Ek home business hai Ham Ghar Baithe bhi forest market Mein trading kar sakte hain aur ham Jab Jaane apne liye paise Hasil kar sakte Kyunki Bharat market 24 ghante open hoti hai isliye forest business bahut jyada important hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

      Thoda hamare liye bahut hi important hai kyunki is business mein hamen bahut hi good profit mil sakta hai isliye hamen is business ko importance Deni chahie jab Ham is business ko importance denge to den hi hamari working good ho sake gi aur agar Ham is business ko importance nahin dete Hain to hamari working kabhi bhi good nahin ho sakti hai isliye hamen is business ko jarur importance Deni chahie Ham jitni importance denge ham utani hi success milegi
      • #4 Collapse

        Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

        is forum main hamain kam kar k hi hum achy say trade kar sakty hain so hamain is k bary main pahly learning karni ho gi aur hamain forum main emotion ko kabo main rakhna ho ga tab hi hum achy say trade karny main bi asnai ho saky gi aur hamain is frum main part time main bi job kar k hi hum achy say trade kar k hi hum achi trade kar k hi hum achy say earning ho saky gi
        • #5 Collapse

          Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

          forex aik am busienss jasa nahi hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is maidin mai be kam kar sakty hain hum is mai agr lalach ban ky kam kary gy to hhamara account baned ho jy ga hum is mai agat lalachi ban ky kam ary gy to hamara acount baned ho jy ga yai aik best busienss hain
          Last edited by ; 30-05-2020, 09:37 AM.
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Riskytrader9 پيغام ديکھيے
            Tera doston kaise hain aap sab meri taraf se Salam Walekum mere doston mein aap sabse Ek Sawal puchna chahta hun ki aap apni Jindagi Mein Forex ko Kitni importance de rahi hai yah Kitna important work hai jo aapko fayda De sakta hai kindly Sab Apne Apne reviews Yahan per share Kijiye Forex ke related Agar aapko Forex Achcha lagta hai to Kyon lagta hai aur isase Kitna fayda uthaya Ja sakta hai mere doston
            Dear aapane Jo question poochha hai hai uske response mein main main aapko yah Kahana Chahunga ki isko Ham Ek percentage Mein Maihar to nahin kar sakte ki Ham isko Kitni percent importance Dete Hain lekin Jaise aap apni job ko importance Dete Hain ya apne business ko importance Dete Hain Forex ko Itni hi importance Deni chahie Kyunki yah bhi aapka source of income Hai Jahan per aap kam karte hain mehnat karte hain aur apni e-income Mein izafa karte hain isliye aapko is platform Ko Bhi Jyada importance Deni chahie
            • #7 Collapse

              Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

              Dear pak forex forum ki bhit zyada ahmeyat hy .yh aik aisa forum hy jisy hm khi bhty bhi kr skty hn ishpr bhrosy krny ki aik or ahm or mzidar wja yh hy khish pr kam krny klyi kisi bhi degree ki zrort nhi huti hy .ju bmda msg tupe kr skta hy wh ish pr kam kr skta hy or sath sath huty exp sy
              • #8 Collapse

                Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

                forex aik acah busienss hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain ham is main amount be invest kar sakty hain hamy aik time table bana kar is main daily base par kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonsu hasil akr sakty hain ham is main apni amrzi sy time table bana kar is main part itme be kam kar sakty hain or full time be kam kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

                  Forex trading bahut hi behtarin online Ki Duniya Mein sabse best business hai jismein Ham apni mehnat ke according Jitna Chahe earn kar sakte hain aur is Jaisi facilities is Jaisi qualities Kisi Aur Business mein maujud nahin hai isliye Hamen chahie ki is business se Jitna ho sake fayda Hasil karne ki koshish karen Ham is business Mein Apni desired ke according earning kar sakte hain apni mehnat ke according Achcha result Hasil karne mein Kamyab ho sakte hain isliye Hamen is business ko importance dekar Khud Ko Kamyab banane ke liye koshish Karte Rahana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

                    Apnay bht khobsurt sawal kia ha insaan ko hmeasha sy hi is cheez ki zaroorat rahi ha k us ki bhi koi ahmiyat ho to bilkull isi trha forex mein apki ahmiayt apki progress per depend krti ha ap forex ko jitni ziada ahmiyat dain gay forex apko itna ziada balky double ahmiyat day ga q k ye to hum sab log janty hi hain k insan wo hi kaamyab or ahmiyat ka hamil hota hain jo hardworker hota hai or apni slahiyato ko show krta ha din raat mehnat krta ha to apka kaam hi hoga jo show kray ga k ap forex ko kitni ahmiyat daty hn jitna ap forex ko ahmiyat dain gay utna ziada apko knowledge milay gay experience milay ga or ap acha bonus or profit bhi earn kr skty hn islia depend krta ha ap k oper ap jitna ziada forex per kaam karay gay forex bhi apko utna ziada profit day islia forex ko importance day tak acha or double profit apka hoskay
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

                      Dear forex business ki kadar wahi janta hay jo is say related hay jis nay is business say acha earn kia hota hay jo iski realoty kojanta hay, agar ham kisi aisay banday say is markeet kbaray main kehtay hain to wo yahi samjhay ga k koi uska paisa zaya karnay ki soch raha hay aur jisko iska pata hay wo is main din aur raat k hisaab say kaam karta hay qk wo iski reality ko janta hay aur is markeet say acha earn bhi karta hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

                        Dear sir forex ek bahoot he acha business Hy hum es me jitna zeyada mehnat kren gy jitna zeyada time dengy utna zeyada hum yahan se earning KR sakte Hain yeh esa business Hy hum es ko jitna zeyada sekhen gy utna zeyada faida utha sakte Hain es lye hum ko chahye k hum es ko zeyada important kren or res business se faida uthaen or yahan se achi earning hasil kren es jisa or business ni Hy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

                          yahi bat hai ke hum forex trading ko kitani importance dete hai agr tu hum is me mahant kar rahe hai or is me apni zaindagi bana rahe hai yani hum apne future ko daikh rahe hai tu hum is me mahamtr kar ke kamyabi le sakte hai jo log is me plaing kar ke kam karte hai wohi log is me kamyabi le sakte hai hume b mahant karni ho gi kam ko kam samj kar kare gy tu kamyabi hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

                            Yah har ek member se khud hi depend karta hai ki vah apne kam ko kitni jyada important de raha hai aur aise members ke jo apne kaam ko jyada important dete hain unko fayda bhi jyada ho jata hai aur aise members ke jo yahan per online bhi kabhi kabhi hote hain iska matlab hai ki vah apne Kam ko jyada importance nahin dete hain aur yahi vajah hai ki unko form se bonus bhi achcha nahin mil sakta hai Members ko apna kam jyada dil lagakar aur importance dekar hi karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex ku ap kitni impotance dety hain ?

                              Forex koi aam sa buisness nhi hai jis ko importance na di jaye forex me bohat se log ise mushkil samaj kr chod dete hai . forex bilkul be muskil nhi hai bas hume thori si mehnat ki zarrorat hoti hai mehnat kare ge to life me koi bhi kam mushkil nhi lage ga . bas insan kbi himat nhi harni chahie aur jo kam bhi karen us ko bohat importance dein tabi ap successful ho sakte hain . successful hone ke liye buisness koimportance de aur is me bohat zyada mehnat karen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X