Trading mein trend kis ko kehty hain ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein trend kis ko kehty hain ???
    Forex trading mein train ke bare mein bahut zyada sab log Karte Hain to mujhe Sab logon se sawal karna hai ki trend kisko kahte Hain aur Forex Mein Ham agar trend ko follow nahin Karte to Ham Kya Karte Hain hamen kis tarah se trend ko dekhna chahiye aur kon se time frame ki help se Ham trend ko easily dekh sakte hain aur dekh Kar trade open kar sakte hain har time frame Mein trend alag alag dikhai deta Hai h1 mein bhi alag dikhai deta Hai h4 mein bhi alag dikhai deta hai aur daily time frame main bhi trending ka alag hi system hota hai isliye mujhe bahut zyada confusion hoti hai mujhe bataen ke mein kiss time frame Mein trend ko judge kar sakun ke mujhe trading ke bare mein zyada knowledge nahin Hai lekin time frame ki help se main thora bahut market ko judge karti hun lekin sahi nahin hota aap log help kar denge to bahut acha ho jaega
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

    market jis side per movement kar rahi hoti Hai aam is site ko market current kahate Hain isliye hamen always market ke friend ke sath working karni chahie market jis site per bhi movement karti Hai to Ham isko market CarTrade kahate Hain hamen market ke sath friend mein working karne se good success milati hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

      market jab upar se niche niche se upar jati hai to Ham isko market ka trend kahate Hain hamen koshish karni chahie ki Ham hamesha market ko samajh Kar kam Karen tab kamyabi milegi aur hamen market ko dekhna chahie ki market kidhar ja Rahi hai market ki jaisi movement Ho hamen vaisi hi trading karni chahie tab hi hamen kamyabi mil sakti hai Varna kamyabi mumkin nahin hoti hai
      SOME THING IS BETTER THEN NOTHING
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

        trading kara ky hum pasia kama sakty hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din maai be kam kair sakaty aain hum is mai agar greedy ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga yai aik lega business hain hum is mai pairs maa or currncy mai trading kar sakaty hain ya kabe be bnd na hony wala acah or unque business hain
        • #5 Collapse

          Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

          hamain trend ko use kar k hi hum achy say trade kar ksaty hain aur hamain acha trader banany say pahly is k rules ko follow karna ho ga ab hi hum achi earning ho saky gi aur hamain market main bi knowldge ho ga tab hi hum achi trade karni ho gi aur hamain is forum main knowldge acha ho g atba hi hum acy say perform karny main bi asnai ho saky gi it is best ob
          • #6 Collapse

            Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

            mere bhai aap ka sawaal hay market main trend say ki ya muraad hay to mere khiyaal main forex forum main market k movement ko analysis karna oar jaaza lenaa kay market ka rujhaan kess taraf hay ye baat bahot experience ki hay jab ham ziyaada time forex forum ko dain oar market ki movement ko samjhain to hamain trend ka idea hota hay kay trend kessy kehty hain
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

              Dosto forex men tin tran k trend hote hen side way trend or uptrend down trend side way use kehte hen jo side pe chale uptrend use jo kehte hen niche se oper jaen or down trend use kehte hen jo uper se nichi ahe trend ko smjna bht asan he koshsh krke ap log trend ko draw krna siken
              Do what the clock does:- KEEP MOVING!!!!
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

                Market Jis Taraf Jyada movement kah rahi hoti hai use trend Kahate Hain aur Jisne mostly member Ne order place Kiya hota hai Jitna Achcha trend nikalkar market Mein trade open Karenge utna hi Achcha profit bhi nikalenge market ko time Dena chahie analysis Karte Rahega market Mein Koi acche entry Mile tab trade open Karni chahie all the time market Mein best condition Nahin Hoti
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

                  Agar members ko trading se related jyada experience hasil karna hai to unke liye yah bahut jaruri hai ki vah trading ke liye practice ko continue kar le aur is tarah se fir unko acche se idea ho jaega ki friend kisko kahate hain isi tarah se hi members ko agar har ek chij ke bare mein hi achcha knowledge chahie to unko chahie ki vah account per bhi apne practice ko acche se continue karen aur iske alava unko apne senior ke sath bhi connected jakar kam karte rahana chahie
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

                    Trading Mein trend usko Kahate Hain Jo market ke lihaj se chalta hai Hamen market ke Trend ke mutabik trade Lagani chahie agar humne Khud Se trade Lagaye Jiska Ham analysis Bhi Na Karen To Hamen lajme Mein nuksan Hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

                      Aap ne acha sawal kia hai.. Trend market ki movement par impact dalta hai agar Ham trading mn trend ko follow karte hain to hmain acha profit hota hai ye btata ha kkis tarah se trend ko dekhna chahiye aur kon se time frame ki help se Ham trend ko easily dekh sakte hain aur dekh Kar trade open kar sakte hain har time frame Mein trend alag alag dikhai deta Hai h1 mein bhi alag dikhai deta Hai h4 mein bhi alag dikhai deta hai aur daily time frame main bhi trending ka alag hi system hota hai isliye mujhe bahut zyada confusion hoti hai mujhe bataen ke mein kiss time frame Mein trend ko judge kar sakun ke mujhe trading ke bare mein knowing fraham krta hai.. Is liay trend ko lazmi follow krain bohat shukria
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

                        forex trading main market jis side pe move kr rahe hoti hmy trde b us side pe krni chaiy ar ye market ka trend hota ha k market kis side pe mive kr rhe ha market ki movements ko analysi kr k kisi b wqt asani sy trade ki ja skti ha ar trend ek friend ki sort main ha jo k market ki dierection btta ha jis side pe mrket ho gi direction us side pe ho gi ar asani sy trend k hisab sy trade ki ja skti h
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

                          Trading market ke andar market Jis direction Mein move kar rahi hoti hai usko market ka train Kahate Hain ya Ham yah bhi kah sakte hain ki market 1 pattern banati hai aur uske according Jab vah move karne ki koshish karti hai to vah bhi market ka trend hota hai agar Hamen market Mein Apni successful trading co possible banana hai To Hamen market ki history ko watch karna hoga analyse karna hoga aur Usi ke according market ka Ham aasani se trend and find kar sakte hain aur jitni jaldi Ham trend ko find Karenge utna hi Hamare liye successful trading karna Aasan ho jaega isliye kabhi bhi market ki movement ke against trade open karke Khud Ko nuksan ki taraf Lekar Jaane Ki Koshish Na Karen
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

                            trading me trend kis ko kahte hai ya hume samjne ki zarort hasi jub b hum daikhte hai ke market up move kar rahi hai or musalsal up side hi move kar rahi hai tu hum is ko up trend bolte hai ya down side hi move karti rahti hai tu hum is ko bolte hai ke market down side ke trend me hai expert trader kahte hai ke hume trend ko follow karna chahiye achi profit wali trading ke liye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading mein trend kis ko kehty hain ???

                              Forex trading Mein trend ko follow karna bahut Jaruri hota hai agar Ham market Mein train ko follow Karte Hain To trading karne mein Hamen bahut fayda ho jata hai trader ko chahie kya Forex mein jyada mehnat Karen aur train ko follow Karen Kyunki Jyada mehnat Karne Ki vajah Se Hi market mein jo experience aata hai aur Hamen experience ki vajah Se Hi market Mein Kamyab hote hain Jyada Se Jyada learning karna Hamare liye jaruri hai market Mein learning Karenge to market Mein successful Honge trader ko Hamesha forex market Mein knowledge ki jarurat Hoti Hai Jyada knowledge Hasil karne wala trader hi Hamesha Kamyab hota hai Achcha profit lene ke liye knowledge Hasil karna bahut jaruri hai agar mehnat Karenge to market Mein trend ko follow karne mein aasani ho

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X