leverage kia hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    brother. leverage. apko hamesha kam hi rakhni chaye gai coz agr ap leverage ko zayadah karain gy to apko. loss k chances b zayadah ho jain gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      g dear maine yaha per itna learn nhe kia hai is bare mai mje itna ilam b nhe hai kiu k maine forex ko aik he month mje huwa y hai maine join kia hai
      • #468 Collapse

        bro mujhy ye nahi pat k laverage kya hain or is main kese ratio lagti hai is liye main apko itna hi kaho ga k ap is kaam ko agar shuru karna chahty ho tu ap is kaam main achy se mahnat karo..
        • #469 Collapse

          bhai leverage hamre capital ko secuer aur unsecure karne k lea use hoti ha agar levegrae zyada hogi to hamri invest ka most of part investment k lea avaible hoga.
          • #470 Collapse

            my best friend apne bhut hi acha sawal kiya hai man ap ki bat sy agree karta hu my friend forex main leverage aik bhut hi achi cheez hai hum leverege k zariy zy bhut thori amount sy trading kar sakty hai or zayada profit earn kar skaty hai 1.1000 ki rakhni chahiy
            • #471 Collapse

              leverage dar asal aik aisi chez hai jis sat apki trade ko considered kiya jata hai yani kay ager app chahtay hu kay apki trade 1$ kay hisab say lag jay aur apkay pass balance bhi kam hu tu ap leverage ko berha ker trade 1$ say laga saktay hun aur leverage ka aksar faida hi huta hai kuch jagah hai jaha es ka loss hai
              • #472 Collapse

                ap ne acahsawal poscha ha main apko bat ho k forex ek real busines ha si main hum ko loss us waqt hota ha jab um ismain greedkarty hain agr hum simain greed nhakarai to hum ko ismain bhout foida ho is ley ismain greed nahkarain
                • #473 Collapse

                  my dear brother is ke bagair forex trading nahi ho sakti jb tak ratio ka hisab nahi ho ga khu ke ye rahkna zaroori haota hai aur marketing ki ratio ke mutalik hota hai
                  • #474 Collapse

                    g bhai jaan mje b leaverge ka nhe pata hai kiu k mai to yaha per new member he hu and mai to yaha per daily basis per learning kar raha hu
                    • #475 Collapse

                      Dear brother leverage humein broker frame karte hai ager hum 100$ ki investment karte hai or hamari leverage 1-200 par select hai to hum 0.20 say zeyada lot size nahi kar saktey humein us kay liye leverage ko high karna hoga 1-1000 leverage high hoti hai jiss par humein 2$ lot tak volum milta hai lekin yeh bohat hi risky hota hai is say trading nahi karni chahiye
                      • #476 Collapse

                        jab aap new account banatay hain to aap ko ziada se ziada leverage rakhna chahiay ta k aap har currency pair aur metals waghera main trading kr sakain aur koi rukawat na ho
                        • #477 Collapse

                          jee leverage ke bgair forex me kam toh ho sakta he lakin ham bari lot me trade nahi kar paate or phir profit bhe kam hi hota he jese 1:50 ki leverge he is me 50 ne hamari investment se multi ply hona he or jis se hamare pass total amount hoti he or ham bari lot me trade kar skate hen
                          • #478 Collapse

                            wo definition hai jo hum nay MBA main study ki thi aur abb market kay hisab forex mein new user hoon abhi mein forex ke bare mein knowledge or experince gain
                            • #479 Collapse

                              leverage kam lena hi bhtr hota hy baki agr apko risk lena zarori hy or ap lay skty hain to zada leverage bhi ly skty hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                dear mje is k bary me itna nai pata kun k men new hun yahn is liye itna nai bata skti lakin kch doston k coments parhy hen to un sy pata laga hai k kia hai yeh..

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X