Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen
    Dear traders, akser aisa hota hai ke market mein aik strong trade setup tu banta hai lekin hum kisi na kisi wajah se late ho jate haen trade laine mein. Jab hum late Hote haen tu faisla kerte haen ke trade nahi laen ge lekin jab hum us pair ko under observation rakhte haen aur bar bar us ki movement ko daikh te haen tu emotional ho jate haen ke mein kha makha dollers ka nuqsan ker raha hoon aur jab hum trade open kerte haen tu stoploss proper nahi rakh pate kyon ke stoploss bahut berha Ben raha hota hai es liye hum ghalt stoploss laga ke apna nuqsan ker daite haen. Es liye jab ap late ho jao tu trade bilkul nahi laini chahyea aur us pair ko dobara nahi daikhna chahyea.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

    Market ki movement ko dekh kar acche tarike se apni trade open karna bahut hi acchi tarike se apne aapko trading Mein Har kam karna acchi trader Ki Nishani Hai Aksar Ham market ki moment ko dekh kar emotional Ho Jaate Hain aur ham Chahte Hain Ki Ek Biga lot size ke sath trade open karke bahut Yad a profit Hasil Karen joki possible Nahin Hai Jab tak ki Ham Forex trading se apne Ek analysis aur apni production ki base per acche aur perfect result Nahin cal Karle option trading Main Apne aapko head at retropod improve karna hai aur kabhi bhi jawab nahin karna.
    • #3 Collapse

      Re: Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

      hamy leanring gain kar kya ik tim table bana kar market ke movement ko samj kar kam karn ho ga hum ismai raat mai be kam kar sakty hain hum iss ma din mai be kamm kar sakty hain yai aik legal usiness hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be bnd na hony wala business hain is mai hamara koi be boss nahi
      • #4 Collapse

        Re: Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

        hamy makrert ki movemnt ko dekh kar emotional nahi hona chahey hamy is ko achy sy samaj kar is ky rules ko follow kawr ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamayb ho sakty hain or acha bonus hasil akr sakty hain ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain ham isy apan life time professioanl be bana sakty hain yai aik real business hain
        • #5 Collapse

          Re: Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

          Bilkul market Ki Maut Ko Dekhkar Karte Hain aur lot size ko increase Karke trailer Khan ki koshish Karte Hain Kyon Itni Tej hoti hai kya hota hai aur Sheela Lakshmi Ham Apna account was kar Baithe Hain
          • #6 Collapse

            Re: Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
            Dear traders, akser aisa hota hai ke market mein aik strong trade setup tu banta hai lekin hum kisi na kisi wajah se late ho jate haen trade laine mein. Jab hum late Hote haen tu faisla kerte haen ke trade nahi laen ge lekin jab hum us pair ko under observation rakhte haen aur bar bar us ki movement ko daikh te haen tu emotional ho jate haen ke mein kha makha dollers ka nuqsan ker raha hoon aur jab hum trade open kerte haen tu stoploss proper nahi rakh pate kyon ke stoploss bahut berha Ben raha hota hai es liye hum ghalt stoploss laga ke apna nuqsan ker daite haen. Es liye jab ap late ho jao tu trade bilkul nahi laini chahyea aur us pair ko dobara nahi daikhna chahyea.
            Agar Ham ismein emotional hokar trading karenge to hamen kabhi bhi ismein fayda Hans nahin hoga isliye market ki achanak fast movement se emotional kabhi bhi nahin hona chahie aur sabar ke sath analysis karke market mein kaam karna chahie aise hi aapko fayda hoga Varna Agar emotional bahut per aap kam karne karenge to aapko ismein zaroor nuksan hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

              Jee aasa bhi hota ka jab market ki movement bohat tez hoti ha to hum apna emotions sa trade laga deta han. Aur wo jo trade lgti ha wo humna nahi lagai hoti bilka humara sub conscious mind na lagai hoti ha aur is sa profit ka chances kam ho gata ha issa bechna na ka liye huma chahiye ka hum acha terah apna app ko control ma rekhan aur market ka analysis puri terah sa krein.
              • #8 Collapse

                Re: Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

                G han dear tarder forex market mein ap dekhyn k movement agar fast ho jaye tu apko emotional ni hona chahiye aur sabar se kam lena chahiye aur analsis kar k trading karni chahiye aur specially news k time market ki movement bahut tez ho jati hai is liye tension ni leni chahiye aur ap ko patience k sath trading karni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

                  Members ko chahie ke jab vah market ko analyse kar rahe ho to vah acche se karen aur kisi tarah se hi analyse kar lene ke bad vah achcha decision le sakte hain aur trading mein jo members bhi achcha decision lete hain is tarah se hi unko loss nahin hota aur sabhi members ko profit bhi hota hai har ek member ko chahie ki vah achcha decision lekar aur khud se hi apne account per trading karen isi tarah se hi unka experience bhi jyada hota hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

                    Ji han bilkul sahi Kaha aapane Ham Aksar market ki movement Ko Dekhkar bahut jyada emotional Ho Jaate Hain Aksar aisa hota hai ki Ham Sahi time per is market Mein entry Nahin Le paate aur Market bahut Aage Tak mauka Jaati Hai to market Mein Jab Bhi Koi entry mil rahi ho to foreign trade open kar leni chahie lekin agar aap Aisa nahin kar sakte to Fir use pair ko under observation rakhen aur jab market mein koi acchi entry mile to trade open kar le ya dusre pair analyse kar liya Jaaye aur kabhi bhi Aisa Na kiya jaaye ki agar market fast Mor kar rahi ho to ismein candles ki movement Ko Dekhkar trade open na Karen proper analyse Karen FIR ISI base per koi bhi trade open kar sakte hain isase aapka account sev rahata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                      Dear traders, akser aisa hota hai ke market mein aik strong trade setup tu banta hai lekin hum kisi na kisi wajah se late ho jate haen trade laine mein. Jab hum late Hote haen tu faisla kerte haen ke trade nahi laen ge lekin jab hum us pair ko under observation rakhte haen aur bar bar us ki movement ko daikh te haen tu emotional ho jate haen ke mein kha makha dollers ka nuqsan ker raha hoon aur jab hum trade open kerte haen tu stoploss proper nahi rakh pate kyon ke stoploss bahut berha Ben raha hota hai es liye hum ghalt stoploss laga ke apna nuqsan ker daite haen. Es liye jab ap late ho jao tu trade bilkul nahi laini chahyea aur us pair ko dobara nahi daikhna chahyea.
                      Akshara jyadatar log market ki Mohammed Ko Dekhkar Pareshan aur haram Ho Jaate Hain Ki market Keemat kya karegi Jab market ki moment bahut Teji se up or down ho rahi ho to usko chahie ki vah market ki number ke analyse Karen aur uske bad trailer lagaen to unko Kabhi loss Nahin hoga.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Akser hum market ki movement ko daikh ke emotional ho jate haen

                        Assalam o Alikum,


                        Ye hmary ander bht glt bat h k jub hi market observe kr rhy hoty to agr ak dum sa market fever ma cli jay to hum apni emotions prr control nai krty r jilulsi juldi trade open kr laty hein,. Market ki stability ko check krny kliye kam sa Kam asa ganta wait krna cheaye r us kbd e trsde open krni cheaye,r jahan tuk ho sqy apni emotions prr control krna cheaye.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X