Trading mai jaldbazi aksar losses ki waja ban jati hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mai jaldbazi aksar losses ki waja ban jati hai ?
    Dear friends apnay ye bat zaror note ki hogi k aksar jab hum jaldbazi mai trades lagaty hai tu wo losses ki waja banti hai yani bina sochay samjay trades lagana kabi be traders k favour mai nahe hotay es bat say ye sabit hota hai k jab be hum trades lagany k leye jaye tu kafi analysis and apnay ap ko sure karnay k baad he trades laganay chaheye q k jab koi pehlay say market ko study karta hai aor barpor analysis karta hai wo apnay trades say achi khasi profits kamate hai apka es baray mai kiya khyal hai zaror apni opinions share kary
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading mai jaldbazi aksar losses ki waja ban jati hai ?

    Forex Mein kam karte hue trading ke donon mein Bar Bar Yahi Kaha jata hai ki jald Bazi Nahin Karni jaldbaji Nahin Karni to iski yahi vajah hai ki jaldbaji mein Ham bahut jyada aggressive Ho Jaate Hain aur Kafi Aise face Lekar Baithe Hain Jinka Hamen bad Mein nuksan uthana padta hai to nuksan se bachne ke liye Hamen jaldbaji ko avoid karna hoga Soch samajhkar acche analysis ke bad Agar Ham trade Lenge to uska Hamen Achcha fayda Hasil hoga
    • #3 Collapse

      Re: Trading mai jaldbazi aksar losses ki waja ban jati hai ?

      ji han yah theek baat kahi hai ki trading main jaldbaji hamen loss tak le jaati hai Ham ko relax hokar it minam ke sath trade karni chahie aur dekhna chahie ki market kya Ham per ja rahi hai Ham trading ke sath karenge to Ham nashe mein jaenge aur lost se Bach jaenge Jo log badwani se aur theek tarah se Kam nahin karte vah loss ke hakdar hote Hain humko chahie ke Ham jazbati aur jaldbaji mein aakar koi bhi kam na Karen jaldbazi se Kiya hua kaam aksar kharab hota hai jisse Ham loss mein jaate Hain
      • #4 Collapse

        Re: Trading mai jaldbazi aksar losses ki waja ban jati hai ?

        Gee haan trading mein humain kabhi bhi jald bazi nahin kerni chahyea balkay humain forex mein mehnat sae kaam kerna chahyea forex aik bahut acha business hai aur humain forex mein soch samajh ker kaam kerna chahyea jaldi mein koi kaam nahin kerna chahyea kyun kay jaldi kay kaam mein humesha nuqsaan hota hai
        • #5 Collapse

          Re: Trading mai jaldbazi aksar losses ki waja ban jati hai ?

          agar hum es main boht jlde main trading akrain agin to humain es moian loss ho ga our huamrta acciounbt be wash ho jay ga our hum es maon part time be kam kar skty hain our hum es maion full time be kam kar skty hain our agar hum es main bgior learn ing kay hum es maon trading karain agin to humain es main loss hop ga our forex kbe be na bnd honay wala business hain
          • #6 Collapse

            Re: Trading mai jaldbazi aksar losses ki waja ban jati hai ?

            ji bilkul forex market Mein trading karte hue jaldbazi karne se Ham Sab ka bahut zyada loss hota hai agar Ham jaldbazi na Karen aur mehnat Karen to is se Ham kamyabi Hasil kar sakte hain mehnat hamare liye bahut zaruri hoti Hai trader ko hamesha experience Hasil karke knowledge Hasil karni chahiye kyunki Jab Ham zyada experience Hasil kar lete hain aur mehnat Karte Hain to is se Ham market Mein kamyabi Hasil karte hain jald bazi karne wala trader kabhi bhi successful nahin hota uska sirf aur sirf loss hi hota hai kamyabi ke liye hamen sirf aur sirf mehnat karni chahie kyunki yahan per jitni mehnat ki jayegi hamen utni hi kamyabi milti hai aur successful trader experience Hasil kar ke knowledge Hasil karke woh hamesha market Mein successful hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Trading mai jaldbazi aksar losses ki waja ban jati hai ?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
              Dear friends apnay ye bat zaror note ki hogi k aksar jab hum jaldbazi mai trades lagaty hai tu wo losses ki waja banti hai yani bina sochay samjay trades lagana kabi be traders k favour mai nahe hotay es bat say ye sabit hota hai k jab be hum trades lagany k leye jaye tu kafi analysis and apnay ap ko sure karnay k baad he trades laganay chaheye q k jab koi pehlay say market ko study karta hai aor barpor analysis karta hai wo apnay trades say achi khasi profits kamate hai apka es baray mai kiya khyal hai zaror apni opinions share kary
              Dear aap sahe keh rahe ho ask trader jaldbazi mein aa kr aapna pora account wash krwa bhetey hain aur jaldbazi mein lagaie huwe trade kabhe bhe trader ke favor mein run nahe krti hai balkey ulta loss he deti hai forex mein jaldbazi ki koie gunjaish nahe hai forex se profit wohe trader hasil kr paiega jise market ke bare mein acha experience hoga aur jo jaldbazi nahe krta balkey market ko complete study krne ke bad he koie step leta hai aur os time tk wait krta hai jub tk kahe se koie strong signal nahe mil jata aur market ko bhe analysis krta hai order lagane se pehly wohe trader forex se acah profit earn kr paiega forex ek risky business hai jis mein jaldbazi ki koie gunjaish nahe hai sabr se kam kr ke he forex se acah profit earn kiya ja sakta hai
              • #8 Collapse

                Re: Trading mai jaldbazi aksar losses ki waja ban jati hai ?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                Dear friends apnay ye bat zaror note ki hogi k aksar jab hum jaldbazi mai trades lagaty hai tu wo losses ki waja banti hai yani bina sochay samjay trades lagana kabi be traders k favour mai nahe hotay es bat say ye sabit hota hai k jab be hum trades lagany k leye jaye tu kafi analysis and apnay ap ko sure karnay k baad he trades laganay chaheye q k jab koi pehlay say market ko study karta hai aor barpor analysis karta hai wo apnay trades say achi khasi profits kamate hai apka es baray mai kiya khyal hai zaror apni opinions share kary
                Jaldbazi kabhi bhi kisi bhi kam Mein Nahin Karni chahie Kyunki jaldbaji se Hamesha nuksan hi hota hai ISI Tarah Hamen kabhi bhi forex market Mein trade gane Mein jaldbaji Nahin Karni chahie Kyunki jaldbaji Mein Lagai gai trade se Hamesha loss hi hota hai agar Hamen Forex trading market se acchi profit Hasil karni hai aur apne account ko safe Rakhna Hai To Hamen ismein Hamesha Soch samajhkar aur Sabra ke sath trading Karni chahie Hamen kamyabi Jarur Hasil Hogi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mai jaldbazi aksar losses ki waja ban jati hai ?

                  aslam alakum g bilkul trading main jalbazi karna ak bhut bari bewakofi hai jo kay ham lalach main a kar akasr kar jaty hai jo hamay loss ke trf lay jaty hai ur hamra y acount ko wash kar daty hai so is lye hamay lalach main ni pharna chye ur sabar ur himat say kam laina chye ur jaldzi hargz ni karny chye hamay sakoun kay sath kam karna chye jo hamay ak ache bunas ke trf lay jai ur hamay hamesha allah pak ka shukar ada karna chye..

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X