Mayoos mat hn khud ko loser na banaen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Mayoos mat hn khud ko loser na banaen.

    yes dear you are absolutely right kh mayos mt hu or khud ko loser na bnae kio kh nakami or kamyabi donoo isan ka moqdr hn .agr apko kissi kam mi loss hu jae tu apko osh kam sy dil khta nhi krna chahie or osh kam ko continue krna chahie .agr ap ko apny opr confedienc nhi hu ga or osh kam ko jhor dyn gy tu ap losser hu gy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Mayoos mat hn khud ko loser na banaen.

      Pakistan foreign exchange busienss okay samjna aik din ka kam nahi hain hum is mai agar mahnet kary gy to hamy kamabe ml jy ge hm is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time desk bana kar be kam ar sakty hain yai aik world vast enterprise han hum is mai pairs mao or currcny mai kam kar sakty hain hum is mai out off blanace account bana kar be kam kar sakty hain asnae ky sat
      • #18 Collapse

        Re: Mayoos mat hn khud ko loser na banaen.

        Business main loss ho jay to majoos ho kar chor nai dena chahiy apny apko loser nai banany dena chahiy hmain chahiy loss sorat main pehly say zyda struggle krain aur mistakes ko thek krain aur apny loss ko recover kr kay ak kamyab trader ban jain. Har kay jeet hay ye hmra mind hona chahiy.
        • #19 Collapse

          Re: Mayoos mat hn khud ko loser na banaen.

          Assalam Walekum bhai sahab aapki baat bilkul theek hai ki Hamen mayus Nahin Hona chahie Agar Ham Khush Honge aur Khud Ko loser banaa Lenge To Kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge to Achcha trader Hota Hai vah Kabhi mayus Nahin Hota balki Apne hardwork ke sath Waqt karta hai aur Hamesha Kamyab rahata hai isliye Achcha trader expert aur professional trader banane ke liye Hamen mayus hone ki feelings ko CO 1 side per Rakhna hoga
          Do it before other will do!
          • #20 Collapse

            Re: Mayoos mat hn khud ko loser na banaen.

            Bilkul is platform Mein Hamen mayus hokar Khud Ko loser Nahin banana chahie Kyunki isase Hamara Jyada loss hota hai agar Ham Khud Ko looser banaa Dete Hain To Ham kabhi bhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Hamen mayus Nahin Hona chahie Ham apni mehnat ki vajah se Kamyab Hote Hain Jo trader is platform mein jyada mehnat Karta Hai vah trader hi Hamesha Kamyab hota hai aur learning karna Hamare liye bahut jyada Jaruri hota hai Kyunki learning karne ke bad hi Ham is ka experience Hasil karte hain aur Hamesha successful rahte hain knowledge or experience ki bahut jarurat Hoti Hai Jiski vajah se market Mein Hamen kamyabi milati hai aur ham Hamesha Kamyab Hote Hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Mayoos mat hn khud ko loser na banaen.

              hamen kabhe bhe mayos nhe hona cahiye is business main q ke yeh business esa hae is main loss bhe ho jata hae lakin is main os hone ke wja se jo log himmat har jate hain wo kabhe bhe kamyab nhe hote hain to tamam logon ko cahiye ke wo bhe esa he kiya karen take wo is main kamayab ho saken jo bhe log is main acha kam karte hain wo is main kamayab ho sakte hain to hamen bhe cahiye ke hum is main zayada se zayada mehnat karen ache tarah se kam karen success ke liye jo bhe log is main ache tarah se kam karte hain wo is main zaroor kamayab bhe ho he jate hain to hamen bhe is main ache tarah se kam karna cahiye agar hum is main success hasil karne hae to is ek liye acha kam karen is main

              اب آن لائن

              Working...
              X