Achi learning achi earning.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Achi learning achi earning.
    Forex mein achi earning ke liye achi learning hamare liye bahut hi zaruri hai aur Forex mein hamare pass jitni achi learning hogi Forex mein ham itna acha work aur achi trading kar sakte hain aur utna acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain isliye Forex mein jitna ho sake hamen work aur trading se pahle apni learning ko increase karna chahie aur Forex mein earning aur learning ki koi limit nahin hai Forex mein earning aur learning mehnat per depend karti hai isliye Forex main hamen zyada se zyada work karna chahie aur Forex mein hamen apne kaam experience aur knowledge se trading nahin karni chahie jiski wajah se Forex mein ham nakam ho sakte hain isliye Forex mein hamen apni learning ko stop nahin karna chahie bulk daily basis per work our trading ke sath demo account per apne experience our knowledge ko increase karte rahana chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Achi learning achi earning.

    hamain achi earning karny k liye learning karni ho gi aur har jeet tou sath sath hoti hai so hamain is forum main rules ko mind main rakhan ho ga ab hi hum sucess hn gay aur hamain demo main pracitice kar k h hum achy say trade karni ho gi aur hamain expeirnce hho ga tab hi hum achi trade kar k hi hum achi trade karein gay aur hamain rules ko follow karna ho ga
    • #3 Collapse

      Re: Achi learning achi earning.

      Forex trading main humaara market k baaray main knowledge jitnaaa achaaa hogaaa utnaaa hi humen faaidaa hogaa or hum is main kaam kar k kaaafi achi earning kar saken gy or profit bhi kamaaa saken gy to humen is main kaamyaab honay k liye mehnat se kaaam karnaaa chaahiye or jo bhi trade lagaani ho soch samajh kar ir market ko achi tarhaaa observe karnay k baaad hi lagaaani chaahiye taakay kaamyaabi k chances zyaada hi hoon.
      • #4 Collapse

        Re: Achi learning achi earning.

        gee han dear agar hum forex main achii earning karain gay tohe hum is main kamyab hongy forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main lagna say or himmat say kam karty hain forex main acha say or dil laga kr kam karny sy he kamyabi hasil hoti hai forex main acha kam he kamyabi ke zamanat hai
        • #5 Collapse

          Re: Achi learning achi earning.

          Yes dear! Ismein Koi shak nahin Forex ke business mein kamyab hone ke liye aapko learning ki jarurat hoti hai. Jab hamare paas achcha knowledge hoga tabhi Ham earning kar sakte hain aur kamyab ho sakte hain. Knowledge Ka hona bahut jaruri e hota hai kisi bhi field mein kamyab hone ke liye. Forex ek aisa business hai jo ki hamen knowledge provide karta hai. Agar ham dillagi se a Forex ko time dy gy is hamari learning bhi hogi aur acchi earning bhi hogi. Forex 1 international business hai to ismein kamyab hone ke liye Forex ke miyar ke mutabik kam karna hoga. Ham jitni jyada mehnat Forex business per karenge hamen itni jyada kamyabi milegi.
          • #6 Collapse

            Re: Achi learning achi earning.

            Bilkul dear Agar Ham Forex trading business Mein acchi earning Hasil karna chahte hain To Hamen koshish Kyon nahin hai ki Ham apni learning power ko strong karte hue Forex trading business Mein Ziada Se Ziada struggle Karen aur Apne knowledge ko increase Karen aur apne senior members ko follow karte hue Unki guidelines ko follow Karen aur Forex Mein Kamyab Ho Jaaye Ham apni earning ko increase karne ke liye aur Achcha profit Hasil karne ke liye Hamen apni learning power ko strong karna hai aur vyavhar Se Jyada mehnat karte hue Apne knowledge aur apni information ko increase karna hai aur Market ka naam se karte hue hi trading karni hai Is Tarah Ham easily Forex Mein Kamyab ho sakte hain Shukriya
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Achi learning achi earning.

              yes bri jitne ache trah se or jitna zayada hamare pas forex business ka knowledge ho ga hum is main utna he ache trading kar saken ge or us ache trading se hum kamyab bhe ho saken ge to hamen cahiye ke hum is main mehnat karen acha kam karen kabhe bhe himmat na haren balke hamen to bas is main mehnat ke sath kam karte rehna cahiye jo bhe yeh kar jata hae wo he to asal main is business main kamayab hota hae or ache earning bhe hasil karta rehta hae to hamen bhe kuch esa he karna cahiye or is ke sath sath hamen is main mehnat karna ho ge to he hum is main ache earning ke ath sath hum is main ache learning bhe karte rahen ge jo ke hamare liye hamare future main kam a sake ge to bas mehnat karen

              اب آن لائن

              Working...
              X