Trading mein jaldbazi na karen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Trading mein jaldbazi na karen.

    Yes, you are right, we should not give haste after trading at all.Because when we are in a hurry, we get mistaken and when we get mistaken, we get lost, then we should not do it and the chances of loss should not increase much. 😘
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Trading mein jaldbazi na karen.

      Trading main jald bazi bilkl bhi na kren INSHA ALLAH acha Profit m ane k bd close Kia kren
      • #33 Collapse

        Re: Trading mein jaldbazi na karen.

        Ji sar aapki baat bilkul theek hai kya main trading Mein jaldbazi nahin karni chahie balki Mera to yah concept aaya ke forex Mein hamen kisi bhi work mein kisi bhi step py jaldbaji nahin karni chahie balki hamen soch samajhkar trading karni chahie Taki hamen trading Mein loss Na Ho... Trading Mein Ham jitni soch samajh kar kam karenge aur achcha work karenge hamen itni achcha profit receive hoga isliye hamen chahie ki trading ke waqt soch samajhkar trade lagana chahie kyunki agar Ham trading Mein jaldbazi karenge to Ham kabhi bhi success nahin ho sakte aur ham loss ka shikar hote rahenge is lie yea zruri hai trading Mein hamen bahut zyada ehtiaat ki zarurat hoti hai
        • #34 Collapse

          Re: Trading mein jaldbazi na karen.

          Dear friends forex business main hamay jab be kam start karna hain to hamay kabi be jald bazi say kam ni layna chahiya balkay is main soch samaj kar trading karni chahiya agar hamay pas knowledge or experience hain to huim is main ache strategy kay sath kam kar saktay hain or acha khasa profet lay saktay hain agar hum nay is business main kamyab hona hain to hamay din rat is main mahnat karni chahiya pher he hamay kanyabi milay ge trading main hamay samjdari kay sath he trade open karna hota hain agar sae open ho gaya to hamay profet he ho ga.
          • #35 Collapse

            Re: Trading mein jaldbazi na karen.

            Assalamualaikum Mama Ji bilkul bahut acchi baat hai trade mein kabhi bhi aapane jaldbaji nahin karne aapane Hamesha acchi Tarah market conus Karna Hai Jis piqancy per per aapke karna chahte hain Uske, complaint formation of ko honi chahie car market Trends last 2 weeks ka aapko Pata Hona chahie Aur Ka news Uske pet ke bare mein Jarur padhen aur Hamesha Itna Manchan rakhen ki agar aapki tradewinds lagti hai to aap hedging Karke Apne a low score record kar Saken
            • #36 Collapse

              Re: Trading mein jaldbazi na karen.

              Apna sahi kaha ha ka trading ma jald bazi nahi kr sekta aghar apko acha profit chahiye is liye apko trading ma saber sa kaam krna chahiye. Trading ma market kabi up hoti ha ya kabi low hoti ha is liye aghar apko aik successful trader bana ha to apko zyada se zyada wait krna chahiye kata apko zayada profit milla aur ap aik achi earning hasil kr skan.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #37 Collapse

                Re: Trading mein jaldbazi na karen.

                Trading mn jldbazi krny sy loss zyda ho skta h is lia trade lgaty huy soch smjh kr r market ka knowledge ly kr yrade lgaina trading mn sbr sy kam keny wala kamyabi hasil krta h is lia trading mn jldbazi ni krni chaya

                اب آن لائن

                Working...
                X