zeyda din se trade loss mein phansi ho small lots size se kiya kerna cheye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    zeyda din se trade loss mein phansi ho small lots size se kiya kerna cheye
    dear all senior member mera ye sawal hay pak forex business mein jab zeyda din se trade loss mein phansi ho us ko hamain loss mein close kerna cheye cheye ya nahi kuin ke bhot din se candle up down ho reh han but trade profits mein ane ka name bhe nahi le reh han kiya usy close kerna thek hay ya chalty rehna cheye please guide keryn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: zeyda din se trade loss mein phansi ho small lots size se kiya kerna cheye

    agar aik trade musalsal loss mai ja rahe hain to hamy is per km lot size selct karne chaey is tarha hum loss sy bach sakty hain forex aik onlne business han hum is mai agar lot ko ingore kar dety hain to hamara accont baned ho jy ga yai aik amm business jasa nahi hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamara account baned ho jy ga is jasa koi or business nahi
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: zeyda din se trade loss mein phansi ho small lots size se kiya kerna cheye

      dear friend forwx trading mn sb sa moshkil kam loss ko recover krna hota ha isliay agr apki trade loss mn chali jay to spko loss mn trade close naen krni chayay balkay wait krna,chayay keun k market trend kisi bhi waqt change ho skta ha,aur apki trade profit mn ja skti ha
      • #4 Collapse

        Re: zeyda din se trade loss mein phansi ho small lots size se kiya kerna cheye

        dher Agar Hamari koi bhi train Jyada Din Se last Mein ja rahi ho aur lot size become ho to Pahli Baat To yah hai ki itne Din Ham Logon Ne Sabar kar liya hai hi to Thode Se Aur Din Bhi Sabar karne ho sakta hai hi ki new week start ho usmein vah Hamesha profit deje next week Mein Kuchh Tej mein dekhna chahie Kyunki Ek kam Hogi vah bahut hi slow movement kar rahi Hogi to main Kuchh der aur Safar karna chahie FIR dekhna chahega mein kya karna hai Kyunki Jab Bhi naya week start hota hai to market Ja Jo Bhi pears Hote Hain vah Thoda Upar ya niche Khud bahut Chale Jaate Hain To ho sakta hai Hamen is chij se bhi fayda ho jaaye
        • #5 Collapse

          Re: zeyda din se trade loss mein phansi ho small lots size se kiya kerna cheye

          Han ji bilkul Pakistan Forex Mein kaam karte ho agar aap ki acchi trait Agar Jyada Den Agar loss Mein fansi Hui Hai To aapko chahie load se bahut kab Rakha Karen load Sahi Samay Jyada rakhne se Hamesha loss hota hai isliye usse Badkar Ham acchi kamyabi Le sakte hain Forex ke rules ko follow karke acchi kamyabi ko Hasil karna very very important Hota Hai Jo Bhi Agar Chahta Hai acchi Si acchi trading Karen almost Achcha profit Le uske liye chahie ki vah mehnat se kam Karen main dekh acchi kamyabi ka Ek Raasta Hai Is Tarah profit milega
          • #6 Collapse

            Re: zeyda din se trade loss mein phansi ho small lots size se kiya kerna cheye

            Dear member! Jab bhi ham newtrade open Karen to dosto pahle analyses karna bahut jaruri hota hai. Hamen chahie Ham planning ke sath kam Karen. Mere khyal mein market mein movement hoti rahti hai. Jo trade down move karty hai wah up move bhi karti hai. Iske liye ye aapko sabar se kam lana chachie. Trading mein sabar kam Lena bahut jaruri hota hai. Mere khyal mein hamen small profit small Loss waly rule ko apnana chahie. Is hamare Los ke chances kum ho jaate Hain. Agar Ham trading karte waqt rules ko follow karenge isase hamen aasani hogi. Aur ham rules ko follow karte hue ek achcha han trade bhi ban sakte hain. Trading international business hai jismein Ham kam karke achha profit Kama sakte hain. Hamen chahie Ham mehnat ke sath kam Karen apne knowledge or experience mein izafa Karen. Aur apne liye ek acchi income generate Karen.
            • #7 Collapse

              Re: zeyda din se trade loss mein phansi ho small lots size se kiya kerna cheye

              Small lott kaaaa yeh hi faaidaaa hai k trade kaaafi dino se loss main ho to usay kam loss main close kar k aaasani se loss ko recover kar saktay hain or humen forex main kaamyaab honaaa hai to aik trade ko bhot zyaada time tak hold nai karnaaa chaahiye balke jo bhi trade lagaaani ho soch samajh kar or market ko analise karnay k baaaad hi lagaaani chaahiye taakay kaam kar k profit haaasil karnay k chances zyaada hi hoon.
              • #8 Collapse

                Re: zeyda din se trade loss mein phansi ho small lots size se kiya kerna cheye

                gee han dear app nain theek kaha ha agar app ke trad ziada din say loss main ho to app ko is main chahya kay app small lot kay sath trad kariin gay to he app is main kamyab hon gy forex main hamain dil laga kar kam karna hoga phr he hum is main kamyab hon gy forex main acha kam he kamyabi ke zmanat hai
                • #9 Collapse

                  Re: zeyda din se trade loss mein phansi ho small lots size se kiya kerna cheye

                  Dear friend ap, same pair main he is trade ko recover karny kay liye aik or trade open karain, or trade usi direction main open karna jis main pehli trade hay,for example ager running loss wali trade buy main hay to ye trade bhi buy main open karain, is kay ilawah ap small lot use karain or demand and supply lines ko follow karty huye small trades say profit kar kay loss ko ahista ahista recover karain.
                  Last edited by ; 29-05-2020, 07:38 AM.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: zeyda din se trade loss mein phansi ho small lots size se kiya kerna cheye

                    ese situation main iska best solution yeh hae ke apko sabar karna cahiye q ke sabar karne se he ap is main ache tarah se kamayab bhe ho jate hain to hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat karen ache tarah se acha kam karen ache tarh se success hasil karne ke liye to sab logon ko is main mehnat karne chiye jo bhe log is main zayada se zayada mehnat kar jate hain wo is main ache tarah e utna he kamayab bhe ho jate hain to hamen bhe cahiye ke hum is main mehat karen ache tarah se acha kam karen or agar trade loss main hon to tension bilkul bhe na len bas apko cahiye ke ap is main sabar karen jo sabar kar jata hae wo is main kamayb ho he jata hae to bas sabar karen ap zaror los cover karen ge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X