Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.
    Dear traders, beginning mein new traders yehi soch le ke atte haen ke forex koi bahut hi faidamend business hai jo un ko raatoon raat ameer ker de ga. Aisa kuch nahi hai. Es bat mein koi shak nahi ke es business mein ap acha kama sakte ho lekin raatoon raat ameer Ben Jane wali kaha ni nahi hai. Ap ko slowly slowly es business mein kamyabi hasil kerni ho ge. Aik proper business ki tarha es ko bhi manage kerna ho ga. Jitna yeh profitable hai utna risky bhi hai es liye ap ko risk ko manage ker ke trading kerni ho ge tab ap profit kama sakaen ge es business se.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

    Jo bhi naya is business Mein Koi Aaye To usko chahie ki vah Kabhi Bhi Jyada Expectations na rakhen business ke sath Kyunki Har forum per aapko Yahi bataya jata hai ki ismein loss ki Rushabh bahut jyada hai to is vajah se shuru Shuru mein aap Kisi bhi Surat Apne Expectations Ko Mat badhaen Kyunki jab tak aap learning process mein hai use Waqt Tak aapko loss Bhi Hoga aur Akshara vah Karega ISI vajah Se Kabhi Bhi ine Baton se pareshan Nahin Hona aur apne learnings ko badhate Rahana Hai Taki Ek Din Aap Kamyab Ho Saken aur acchi trading kar Saken aur aapki Expectations bhi Puri ho sake
    • #3 Collapse

      Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
      Dear traders, beginning mein new traders yehi soch le ke atte haen ke forex koi bahut hi faidamend business hai jo un ko raatoon raat ameer ker de ga. Aisa kuch nahi hai. Es bat mein koi shak nahi ke es business mein ap acha kama sakte ho lekin raatoon raat ameer Ben Jane wali kaha ni nahi hai. Ap ko slowly slowly es business mein kamyabi hasil kerni ho ge. Aik proper business ki tarha es ko bhi manage kerna ho ga. Jitna yeh profitable hai utna risky bhi hai es liye ap ko risk ko manage ker ke trading kerni ho ge tab ap profit kama sakaen ge es business se.
      De Hamesha apne aap ko compare Karke dusron ke sath Chalen Taki aapka kam aapka varg Pata Lage ki kahan se mistake se aur is chij ko positive tarike Se Lekar Jyada mehnat Karke apne aap ko forum Mein Kamyab Karen start Mein Kisi Ko Bhi Jyada bonus Nahin Aata uski vajah Hamare andar maujud Sahi experience aur Na Lage Na hone ka hai isliye start main aapko was hurt Nahin Hona chahie balki mehnat continue rakhni chahie aur mehnat se kam Karte Rahen Inshallah bahut jald aapko.
      • #4 Collapse

        Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

        Dear member aapne ek bahut acchi advice di Hai beginners ko ke jaise Hi ek new trade Forex ko join karta hai to uski koshish hoti hai ki vah jyada se jyada earning Hasil kar sake lekin start Main usko kafi problem face karne padte hain aur Aisa bhi mumkin hota hai ki vah apna trading account washout bhi karva de lekin jaise jaise waqt gujrega to vah trader learning Hasil karta rahega aur ek Din achcha trader Ban sakta hai isliye hamesha mustkil Mishra ji ke sath kam karte rahana chahie.
        • #5 Collapse

          Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

          hamy start mai tore muskil hote hain lykin har muskil ky bas asne hote hain hamy kam karny ky har aik rulesko pora karna chahe yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum gar bath kar is man kam karty hai is main kam karny ky liey hamy office jany ke need nahe hote hum is main pair or currency main trading karty hai hamy aik time main aik he pair yai currency main kam karna chahey
          • #6 Collapse

            Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
            Dear traders, beginning mein new traders yehi soch le ke atte haen ke forex koi bahut hi faidamend business hai jo un ko raatoon raat ameer ker de ga. Aisa kuch nahi hai. Es bat mein koi shak nahi ke es business mein ap acha kama sakte ho lekin raatoon raat ameer Ben Jane wali kaha ni nahi hai. Ap ko slowly slowly es business mein kamyabi hasil kerni ho ge. Aik proper business ki tarha es ko bhi manage kerna ho ga. Jitna yeh profitable hai utna risky bhi hai es liye ap ko risk ko manage ker ke trading kerni ho ge tab ap profit kama sakaen ge es business se.
            Forex ka Achcha experience rakhne wale hi frocks Mein Kamyab hote hain isliye Tamam members ko chahie ki Raksha ke start Mein Hi Achcha experience aur knowledge Gyan Karen accha knowledge on karne ke liye Achcha experience Hona bahut jaruri hai khurak form per kamyabi ka dusra Naam experience hai.
            • #7 Collapse

              Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

              Ji han beginners ko shuruaat mein jyada bonus kiwi tawqo nahin rakhni chahie iski main reason kya hai ki vah mehnat bahut kam karte Hain aur aur jyada bonus ki intezar mein baithe rahte hain iske bad vah post karne se bhi kasir rahte hain isliye ye gana chahie vah jyada mehnat Karen aur apni post ko spelling grammar quality quantity aur is tarah ki dusri chizon ko focus mein rakhe hain aur uske bad acche bonus ki tavaqo rakhen
              • #8 Collapse

                Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

                gee han dear app nain theek kaha hai agar hum start main he forex say ziada umeedain laga lain gay to hum foex main phr achay say kam nain kar skain gy hum forex main khud ko manage kar kay nai chal skain gay is liya main app say yahe kahon ga kay hamain forex main dil say or mahant kay sath kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay
                • #9 Collapse

                  Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

                  ap ki shear ki hui information bohet he use full hy ..jb hum kisi b kam ko start krty hn to hum sub sy phly is k related bohet kuch plan krty hn.or b new members trading ko join krty hn wo shru shru my trading sy boeht kuch ki umeed lagy huay hoty hn.likn kb un k os my hardworking krna parti hy to pechy hat jaty hn.or isii wajha sy bohet sy log trading chaor daty hn.
                  • #10 Collapse

                    Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

                    Assalam Walekum bhai sahab aapki baat bilkul theek hai ki Jab news on to vah Forex se Kuchh Bhi karne ki ummid na rakhen Bal ke ke sabse pahle unko yah chahie ki vah sirf aur sirf learning per focus Karen Taki Achcha bonus Hasil kar sake aur FIR trading kar Saken
                    Do it before other will do!
                    • #11 Collapse

                      Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

                      Es bat mein koi shak nahi ke es enterprise mein ap acha kama sakte ho lekin raatoon raat ameer Ben Jane wali kaha ni nahi hai. Ap ko slowly slowly es commercial enterprise mein kamyabi hasil kerni ho ge. Aik desirable enterprise ki tarha es ko bhi control kerna ho ga. Jitna yeh worthwhile hai utna volatile bhi hai es liye ap ko chance ko control ker ke buying and selling kerni ho ge tab ap income kama sakaen ge es commercial enterprise se.
                      ​Sadaf Khan
                      • #12 Collapse

                        Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

                        G hain hum ko start ma zadia expectation ni ker na chiy start hum ko us bat ka khas khala rakna chiy jus traha ar log us business ma work kerty hy hum ko chiy hum bhi us traha ker na chiy
                        • #13 Collapse

                          Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

                          Bhaii main aapki baat se agri nahin hun jaisa ky aapane kaha hai ky beginners ko zyada expectations nahin rakhni chahie mujhe jahan tak lagta hai ki agar beginner start mahin acchi expectations rakhenge to vah future mein kamyab honge Hi se kuchh nahin sochenge aur unke paas Koi dream nahin hoga aur expectations nahin hogi insan hamesha apni expectations se hi kamyab hota hai aise to vah apni life mein kuchh bheege nahin kar sakte.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Beginners ko start mein ziada expectations nahi rakhni chahaen.

                            ab news on to vah Forex se Kuchh Bhi karne ki ummid na rakhen Bal ke ke sabse pahle unko yah chahie ki vah sirf aur sirf learning per focus Karen Taki Achcha bonus Hasil kar sake aur FIR trading kar Saken beginners ko zyada expectations nahin rakhni chahie mujhe jahan tak lagta hai ki agar beginner start mahin acchi expectations rakhenge to vah future mein kamyab honge

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X