Re: What you do to control your emotions during trade?
Trade key doraan emotions pe control kerny ka matlab he k market ke up ya down hony sy aap ki strategy mutaasir na ho. aap apni strategy pe amal kerty huy apny plans ko follow karen aur is ka fayeda aap ko aap ki long term profits pe nazar aye ga. Current trends ko follow kerty huy trade me aap apna nuqsan ker skty hain. is liye patience bhut zaruri he. aur market ko analyze keren, knowledge gain karen aur research kerte rahen.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим