What you do to control your emotions during trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    forex koe emotional business n h ye ak smjdari wala business h agr apko forex ki achy s smj h tw ap es business ko achy s kr skty ho emotional hony ki zrort n h jo apk hisy ka rizqh wo apko mil jana greedy hony ki zrort n h aram s akm krn zyada eraning hogi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      My dear brother assalam,o,alaiakum i have control my emotions during trading i have drink water than i have relax trade is not easy
      • #1278 Collapse

        g haan g apki baat bilkul teekh hai oor myn ye kahon ge k agar hmyn iss business myn success honna hai tuu uss k liyee chahye k wo apnay emotions ko control myn rakhey during trading tab he hm control kar k success ho saktay hein ...
        • #1279 Collapse

          jee han janab hum ko forex business men apny emotions par control rakhna bout zaroore ha es men ager hum apny emotions par control nhi karen gy to hum ko loss ky chanes zyada hoten hen hum ko khbe bhi jazbat men aakar zal baze nhi karni cheye or nahi zyada ka lalch karna cheye ya sub wo cheez hen jen sy hum ko seraf nuksan hi hota ha .
          • #1280 Collapse

            yes trading k doran hamen apne emotions ko control main rakhna chahye nahi to hamen is main se bht sara loss b ho skta hai ku k ye buseinss bht hi zyda risky buseinss hai is liye hamen is main emotional ho kar to trade nahi karni chahye........
            • #1281 Collapse

              mainay abhi tak trading nahin start ki hae just postings kar raha hoon so mjhe abhi idea nahin hae k trading kartay waqt kese emotion spe control kiya jata hae but mjhe yeh zarur pata hae k emotions hamaray enemies hain kaam k doraan..
              Join Our Paid group and get 1000 to 1500 pips monthly in just 50$
              • #1282 Collapse

                is main jub bhi kaam karain na achi rha sayhi har kaam kran cahey jnab...or is amin emotions ko control karna chahey jnab..tub hi sahi rehta hay
                • #1283 Collapse

                  saalam bhai jee app forex mein kaamkarna chahtay hain tu appko chahyia kaay apppehlaay forex kaay demo account mein kaam karin yaah app kaay liye acha hai nahi tu appko loss ho ga app ko apnay emotions per qaboo rakhna bauth zaroori hai >??????????????
                   
                  • #1284 Collapse

                    well meri to yeh koshish hoti hai k mein trdae k doran apni trade lagi huiko na he watch kerun kyunki trader ka zyada watch kerna bhe emotions ko apny uper havi kerta hai or trading mein zyada profit bhe earn nhi hota
                    • #1285 Collapse

                      bhai iss k leya hume boht kuch kerna perta hai ager app trading kerte hue apne emotions per kabu kerna chahte hain to iss k leya app ko apne self per boht zayada control ki zaroorat hoti hai aur ager app apne app per control ker sekte ho to app kuch be ker sekte ho greed ko be control ker sekte ho aur emotions ko be :)
                      • #1286 Collapse

                        saalam bhai jee app forex mein kaamkarna chahtayhin tu aopp ko pehlaay apnay emotion per qaboo rakhna chahyia nahi tu app is mein kaamyaab nahi ho saktay appko is mein mehnaat karna ho ge ????????????????????????????????????
                         
                        • #1287 Collapse

                          yar main to trading kartay howay emotional hi nai hota, bus ye yad rakhta hoon keh trading jazbati ho kar nai karni hay, aur aik bar hi nai krna hay keh ye trading main nay bohat arsay tak karni hay, is liye lalach main aa kar aik bar hi main apna balance zaya nai karta,
                          • #1288 Collapse

                            agr ap apny oper trade ka asar lo gy to automatically ap k emotions ap pe asar andaz hon gy . han trade k bad ap agr usy ziyada dil pe ni laity to is trha se ap apny emotions ko b apny control main kar skty han ...
                            • #1289 Collapse

                              sallam all brother and traders good point brother, hmhen apne emotions ko us wqt control kar sakty hain jab hm forex kay knowledge ko pora sikhty hain aur ham demo pe prctice kar kay apne emotions ko control krny ki koshish krty hain jis se hmhen pta chalta hai kay hm ne forex main kaaisy rhna
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                emotions cant b control.but ham un ko ye soch k kam kar skty hen k nuqsan ya nafa to bussinees ka hi hisa hy.aur aek trader ki sab se bhari pehchan hi yahi hy k nuqsan b brdasht kar sky.aur nafa b bardasht kar sken.yahi asal trader ki pehchan hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X