What you do to control your emotions during trade?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #736 Collapse

    g is k lea apko sabar se kam lena prta hai or is me ap ka aha experience apki bhut help karta hai is se ap apne future ko behter kar sake hain or apni life ko happy bna sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #737 Collapse

      ap apny emoyion ko jitna control ma rahy gy ap ko utna he fida ho ga ku k forex ma emoyion ki koi jga nhe is sa ap ko sif loss ho ga ap apny mind ko hazar rakh k emoyion control kar skty hain
       
      • #738 Collapse

        G ha daer hume forex may apne emotions ko control karna chahiye kiyu kay agar hum apne emotions ko control nai kare gay to hume forex may ziyada loss kay chances hote hain. Hmesha jb fresh mind ho tab hi trade kro ta k emotions control ho sken
        • #739 Collapse

          forex ko join karnay k lye hame kisi khas certificate ya degree ki zrorat nahi hoti hai is kaam ko her wo shaks kar sakta hai jo k zindagi me kuch hasil karna chahta hai.
          • #740 Collapse

            dear bikkul ap ney tkh kaha agr hum ko pata chal gaye to hum wo galti nex time na kre wo mistake jas ke waja se mre post ko cancel kya gaya hia wo agr hum dakh le to hum wo again mistake na kre.
            • #741 Collapse

              Bhai hamay apnay emotion ko conroll rakhna chiye es sai hamay buhat faida hota hai es sai hamay buhat achi earning karnay ko milkta hai.........
              • #742 Collapse

                waisy tu jab ap ne trade laga di hu tu ap ko yehi lagta hai kay kahi ye galat na hu jaye aur loss na hu jaye aur ap usay galat time par close kar dete hain but emotions ko control karne ka best tareqa ye hai kay take profit laga lain aur dubara market ko na dekhain
                • #743 Collapse

                  Emotions pe qaboo rkhnay ki buhat zaroorat hoti ha trading main.. Agr apko is baat k apata ha or apko is baat ka andaza ha k agar main emotional ho k trading kro ga to mjhe nuqsaan ho skta ha to ap khud hi trading k doran apnay emotions pe qaboo rkhnay ki koshish krnay lago gay..
                  • #744 Collapse

                    dear hume trading karte time apne sare emotions ko control may rakh ke trading karni cahheyey kun ke agar hum aisa nai karenge tw hume apne emotion ki waja se lose hoi hoga kun ke hum greedy hoke galat trade bhi laga dete hai .,..
                    • #745 Collapse

                      When will you think about the loss in forex your all emotional feelings will be dead and your eyes will be on profit so kill your emotions and touch the sky in forex trading buisness.Emotions destroy the success so kill emotions and become a good trader
                      • #746 Collapse

                        emotion are the enemy of a trader ... ager trader ne apne emotion ko ciontrol nahi kya to to wo successful nahi bansakta hai aur emotion ko control karna ye aap per depend karta hai ager aap real trader banna chahte ho to ye karna pare ga
                         
                        • #747 Collapse

                          bhai ain kehta hun kay emotions ko control karnay ka aik hi tarika hay or wo ye hay kay long term trade ki jaey is main emotion control main rehtay hen warna aik way ye bhi hay kay trade kay bad take profit set ker ky terminal hi close kar do.
                          • #748 Collapse

                            market me inter hone ky bad es ke behave ko dek kr agr to emotion me a jy to fr to samjao ky ap ka nuksan paka he agr ap es ke behave ke sath chlo gy to samjo ky ap ka profit paka he ye must he ap beshak try kr k dek lo
                            • #749 Collapse

                              Mere bhai ap ney acha sawal kiya hai8 par mere bhai jab mein forex trading business mein trading akrta hun or agar mujhy loss ho ya profit ho to mushkul se apny experience control karta hun or mujhy ye karna parta hai ta k mein or ziad profit earn kar sako ya phir ziada loss se buch sako.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #750 Collapse

                                mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader emotion ko control karty hain or baz nahi karty hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X