planing
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    jab ham forex ko seekh lete hain to phir ham trading ka plan bhi bana sakte hain is liye pehle forex ko learn kare aor demo account pe practice kare taa k ham ko experience haisl ho aor ham real account main achi trading kar sake
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Planning sey aap apni trading ko behtar bana saktey hain. Yeh aik risky business hy aur without planning kam karna kafi dangerous ho sakta hy. Planning sey aap apney profit aur loss ka aik target set kr saktey hain keh kitna profit lena hy aur kitna loss bardasht krna hy. Jo log planning sey kam letay hain, woh ziada loss nahi uthatey.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #33 Collapse

        Forex market mai planning tou bohat zaroori hai kyu k him planning ki madad say forex market mai earning krtay hai aur begar planning ky earning nahi kr sakty hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X