signal pe trading krna mushkil ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    signal pe trading krna mushkil ha
    hello guys me aj apko batao ga signal pe trading krna mushkil ha or signal pe trading ni krna ho ga taky apko loss na ho ap khud jo kuch krna jany hain to wo hi krain kisi or k signal pe trading na kro kyu signal any me time ni lga lekn ap ye dekhain k wo signal kis time pe aya ho ga ho sakta ha k signal ka time khutm ho gya ho us waja se apko loss ho jai ga is signal pe trading na krna
    اللهم صل على سيدنا محمد
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: signal pe trading krna mushkil ha

    Signal per trading karna Mushkil hota hai Kyunki Har Bande ka aapane sentiment sote hain aur trader ke apne Naseeb hote hain vah apne aap ko signal de raha hota hai aur aapka Apna trading plan Hota Hai Jiski vajah se bahut hi Mushkil Hota Hai Kisi ke signal ko follow karke profit and Karna so sabse Achcha yahi hai ki Ham Logon Ko Apna training plan banana chahie use demo per reply karna chahie FIR Uske results Ko Agar positive Hain To Ham real account supply Karke profit gain kar sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: signal pe trading krna mushkil ha

      ji bilkul sahi baat ki hai aapane dear frocks ke andar trading karte hue Hamen kabhi bhi signals ko follow nahin karna chahie balki uske andar Apne analysis ke sath apni hi mehnat ke sath kam karna chahie Kyunki dusre ka to pata nahin hai ki vah ismein Kis Tarah kam kar raha hai aur ham log Iske andar acchi minut ke sath Aakar kam karen to ismein hi kamyabi mil payegi isase bahut fayda hoga aur Hamen Achcha profit mil payega
      • #4 Collapse

        Re: signal pe trading krna mushkil ha

        Thodi Si Mushkil Hai but Hamen chahie main mehnat karne se Mushkil kam bhi easy ho jata hai hi so Hath per Hath Rakh Ke Nahin baithana chahie kamyabi Hasil karne ke liye Hamen dusron ke se information bhi collect karne chahie vah jo bhi data De usko analyse Karke implement karna chahie
        • #5 Collapse

          Re: signal pe trading krna mushkil ha

          hamy singals ko follwo ka ky kam karna ho ga hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakt yhain hum s mai raat mai be kam kar sakty hain hum is ma din mai be kam kar sakt yhain ya aik amm business jasa nahi hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamara account banad ho jy ga hum is mai apny boss kud ap he hoty hain
          • #6 Collapse

            Re: signal pe trading krna mushkil ha

            Dosto Assalam O Alaikum.
            Friends trading mushkill hai lekin hame chahiey keh ham soch samjh kar step uthaaey aor jaldbaazi na Kare tabhi ham aek ache trader ban sakte hai .
            PRACTICE MAKES MAN PERFECT
            • #7 Collapse

              Re: signal pe trading krna mushkil ha

              Ji bilkul sahi baat hai aapki frocks online business reading karna chahte hain To Hamen kabhi bhi signal ko follow nahin karna chahie Bal Ke Humko chahie Ham Khud Ko market analysis karne ke liye Achcha knowledge aur experience Hassan karna chahie Achcha Na Lage Aur experience demo account Mor se Mor mehnat karte hue practice Karen aur Achcha experience Hasil Karke market ko best tarike se analyse Kar Ke Jab trade Karenge To Ham Achcha prapt Hasil kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: signal pe trading krna mushkil ha

                dear bro ager ham signal per trade kertay hain to hamry liiye ye asan ho jata hai.is k illawa hmain chye k ham is main jitna work krain gay to hamry liiye utna he mushkail ho jaye ga.laikin ager koi expert trader jitna bhi work kerty hain to ham un k signal ko follow ker k ham achi earning ker sakty hain.is kaily hmain chye k haamin phlay achi trader ko chk ker laina chye ager ham achy trader ko chk ker lain gay to us say hmain kafi faida ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: signal pe trading krna mushkil ha

                  nhi itni bhi mushkil nhi hy iss key liy hamin chahiy keh ham iss mein ziada sey ziada mhnat kerni hogi aour analse pr focus kerna hoga signal per trading ki ja sakti hy lekin iss mein juld bazi ka uzahira na krein beleh trend ko bhi sath ley ker chlin takeh hami iss sey achi earninig mein bhi izafa hoga..
                  • #10 Collapse

                    Re: signal pe trading krna mushkil ha

                    Signals par trade karnaaa mushkil hi nahi bhot risky bhi hai tk humen chaahiye k is main signals par depend naaaa karen or jo bhi trade lagaanu ho market ko khud analise karnay k baaaad hi lagaaani chaagiye q k is main hum jitni achi tarhaaa market ko samajh kar kaaaam karen gy or analysis karnay k baaaad koi bhi entry len gy utnay hi kaaamyaab honay k imkaanaaat zyaada hoon gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: signal pe trading krna mushkil ha

                      Ji han aapane bilkul theek kaha hai signals per training karna bahut Mushkil Hai Jab Bhi aapko signal Mile aap trade foreign Se Na Lagaya Karen apni analysis bhi kar liya Karen Kyunki Jo log signal Dete Hain Unki bhi Itni Jyada experience Nahin Hota isliye Hamesha Khud Se message Karen aur apne training ko follow karne ki koshish karen apni trading strategy banaen aur usko follow karte hue train Karen kabhi bhi dusron per depend na Karen agar aap trading Mein dusron per depend Karenge to aapko bahut loss Hoga isliye apne aap per depend Karen aur apne analysis Khud Karen agar aap mehnat ke sath reading karte hain to aapko Jarur profit Hoga bahut Shukriya
                      • #12 Collapse

                        Re: signal pe trading krna mushkil ha

                        ji bilkul forex market Mein trading karte hue signals ke upar trading rakhna bahut zyada zaruri hota hai trader ko chahiye ke woh hamesha friend ko follow Karen kisi ki strategy ko follow karne se behtar hai ki market Mein Ham Khud Hi trend ko follow Karen kyunki is se hamara bahut zyada experience banta hai aur bahut zyada Ham kamyab hote Hain market Mein mehnat karne se bahut zarurat hoti hai aur mehnat karne ki wajah se signals ko follow karne ki wajah se trend ki knowledge Hasil karte hain aur is se hamara bahut fayda hota Hai
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: signal pe trading krna mushkil ha

                          Signal per trading karna Koi be difficult nahin hai signal speed reading karna bahut jyada Aasan Hai aapane Bus signals Ko Dekhkar trade open kar deni hoti hai lekin yah confirm Nahin Hota Hai ke profit Hoga ya nuksan signals per trading karne ka fayda Nahin Hai Lekin use per trading bahut aasani se open ki Ja sakti hai
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X