Dear traders, aik strategy mein ap ke sath share kr raha hoon. Ap apne chart pe bollinger band indicator lagaen. Aur daikhaen jab marjet sideways condition mein aa jaye tu bollinger band ke upper aur lower bacd squeeze hona shuru ho jaen ge. Ap ne bullish ya bearish upper/lower band ka kisi candle ke sath breakout daikhna hai. Jab bullish candle breakout de upper band ke sath tu buy ki trade laganI hai aur jab bearish candle lower and ke sath breakout de tu ap bearish ki trade lagaen. Ap market ki history bhi check ker sakty haen. Ke ye kitni kamyab strategy hai.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим