Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..
    Assalamu Alaikum friends ummid hai ke Tamam doston khairiyat se Honge hi friends stop loss ke option ko set karte hue Ham Aksar mistakes kar Jaate Hain aur bilkul resistance level per hi usko set kar dete Hain Jiski vajah se Hamara stop loss hit ho jata hai aur Usi. Se market Wapas a Jaati Hai To isiliye Hamen chahie ki Jab Bhi Ham Star Plus ko set karen to resistance level se thoda Upar set Karen Taki resistance level ko to aapki market Ne Har Surat touch karna hi hota hai to isliye aapka stop loss hit Na Ho aur Market Agar vahan Se Wapas aati hai to aapko profit Hasil Ho Jaaye aapka toh isliye ine Baton ko Jarur Dhyan Mein Rakhna chahie keystore + ko Humne kaise ho aur kahan set karna hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..

    hamy soch samj kar supoort or resustnace mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama sakky gy hum s mai raat mai be kam kar sakaty hain hum is mai din ai be kam kar sakty hain yai aik legal business hain hum is mai bager balance account bana kar be kam kar skty hain yai aik wasee business hain hum is mai agar tuka system sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga
    • #3 Collapse

      Re: Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..

      Exactly Zabi of Star Plus use karo apni position Mein weather of bullish position Li Hai to Aapka Star Plus supports niche Hona chahie Agar aapane bhi dish position Li Hai to Aapka shopplus resistance se upar Hona chahie Yahi vah important chij Hain Jab tak aapka stop Kyon Nahin hoga to aapki risk reward ratio strong Nahin Hogi important Hai Kisi Aur Ko Kisi support Kiya resistance ke handle Mein Hona chahie Kaisi value per Hona chahie Jahan per uski hunting ke minimum chances ho so stop loss ki hunting se sev rakhiye aur take profit ko hand karvaiye
      • #4 Collapse

        Re: Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Zunaash پيغام ديکھيے
        Assalamu Alaikum friends ummid hai ke Tamam doston khairiyat se Honge hi friends stop loss ke option ko set karte hue Ham Aksar mistakes kar Jaate Hain aur bilkul resistance level per hi usko set kar dete Hain Jiski vajah se Hamara stop loss hit ho jata hai aur Usi. Se market Wapas a Jaati Hai To isiliye Hamen chahie ki Jab Bhi Ham Star Plus ko set karen to resistance level se thoda Upar set Karen Taki resistance level ko to aapki market Ne Har Surat touch karna hi hota hai to isliye aapka stop loss hit Na Ho aur Market Agar vahan Se Wapas aati hai to aapko profit Hasil Ho Jaaye aapka toh isliye ine Baton ko Jarur Dhyan Mein Rakhna chahie keystore + ko Humne kaise ho aur kahan set karna hai
        Dear stop loss indicator Hamen Hamesha support aur resistance level se teen se Char paper niche Lagana chahie Is Tarah Star Plus indicator bahut Achcha work karta hai aur Hamen main kabhi bhi Iske Upar Jyada Lash Nahin Hota Jitna Ham is indicated ko use Karenge itna hi Hamara account Kabhi wash Nahin hoga isliye is indicated ko Mani management wala indicator bhi Kaha jata hai.
        • #5 Collapse

          Re: Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..

          Stop loss ka use Jab Bhi aap apne trading Mein Karte Hain To is baat ka khas Khayal rakhen kya ager ap buy kar rahe hain to SL niche ki taraf set Karenge lekin agar aap sell kar rahe hain to stop loss resistance level se thoda Upar ki taraf Rakha Jaega To Jab Bhi ap.trade karte hain is Mein sl ka use aapko big loss hone se Bachata hai lekin apni Har trade mein aap stop loss ka use na Kijiye Kyunki uska use agar aap apni Har trade Mein karte hain to isase bhi aapko Agar loss na Hona Ho fir bhi ho jata hai isliye Soch samajhkar hi Stop.loss ka use Karen aur SL set karne ke bad Bhi Apne trade ko Dekhte Rahana chahie Kyunki Hamen target hit hone se pahle bhi apna trade ko close karna pad sakta hai
          • #6 Collapse

            Re: Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..

            Pak forex ek bhut acha aur kamyab business hay pk forex ma mehant ka sath kam karnaa chlye aur bhut zadya mehant say kam karnaa chlye pak forex forum ma stope loss ko bi kam karna chlye phir wo kamyab hu sakty hya phir achi earning hasil kar sakty hay
            • #7 Collapse

              Re: Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..

              Je bilkul forex ma risk se bachnay k lye stop loss k tool ko use kia jata ha, stop loss ki wajah se ham ziadah loss se bach jatay hain balke account wash honay se bhi bach jata ha, is lye stop loss ko lazmi use karain
              How to set stop loss?
              == stop loss ko support aur resistance levels k mutabiq hi set karain
              == pair ki daily average ko zehn ma rakh kar k bhi ham stop loss ko manage kar saktay hain
              == 30- 40 pips kafi hain stop loss set karnay k lye
              • #8 Collapse

                Re: Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..

                Ji han aapane bilkul theek kaha hai Hamen stop loss Hamesha distance level level se thoda Upar hi Rakhna chahie Kyunki Ham stop loss use karte waqt yah Jarur dekhte hain ki is Waqt distance break Hogi to trade for loss mein jyada Jayegi To Ham use Waqt hi apni trade co star plus lagaen Jahan resistance level break ho raha ho to stop loss bhi badhiya hai Pyar Se Lagana chahie Kyunki Yah Na Ho Gaya aapke Aisa likho hit karne ke bad trade dwara profit Mein a chuki ho to kabhi bhi Aisi Galti na Karen kay stop loss Ho Gaya Dekhe Laga Le Michelle stop loss jawab ki break kar rahi ho bahut Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..

                  ji bilkul ji aapka bahut hi saval achha hai ki hamen use stop loss ko hamesha resistance level se thoda upar rakhna chahie kyunki yah kaisa level hota hai Jahan per hamara CarTrade khud BA khud close Ho jaati hai lekin ke agar Ham ismein thoda sa jhagada rakhenge tabhi Ham ismein kamyab ho sakte hain aur hamen loss kam hoga kam se kam 30 se 40 stop loss set karne ke liye bahut jyada kafi hai agar Ham ismein hai jyada se jyada stop loss karenge tabhi Ham ismein jyada nuksan se pass sakengeagar hamen is nuksan se bachana hai to hamen yad nahin karni chahie mere karykram jyada kamyab ho sakte hain Jo log is tarah kam karte Hain vah log jarur kamyab hote Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..

                    Ji bilkul theek Kaha Star Plus Ko Agar Ham resistant. Se thoda Upar set Karke Rakhenge To Hamara stop classic Nahin hoga Forex trading Mein Hamen Jyada Jyada mehnat ke sath Naam karna chahie aur acchi learning ke sath kam karna chahie tabhi Ham acchi earning kar Sakenge Forex all world mein best business fafak Hamen hardworking ke sath Kam Karne Se Achcha fayda ho sakta hai forest mein jo log mehnat ke sath kam karte hain Vahi log Achcha profit Hansa kar sakte hain aur Kamyab trader Ban sakte.
                    • #11 Collapse

                      Re: Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..

                      ji bilkul hamen hamesha fundamental analysis or technical analysis karne ke bad trade open karni chahiye kyunki iske bad hamen support aur resistance ki exactly knowledge milti hai aur jiski wajah se Ham stop loss take profit ko set karte hain aur stop loss or profit hamari trading ke liye bahut zaruri hota hai trader agar market Mein success Hasil karna chahta hai to usko chahiye ki woh hamesha Forex Mein technical aur fundamental analysis Karen kyunki fundamental and technical analysis karne ki wajah se Hi market mein bahut kamyabi milti hai aur is wajah se Ham profit lene mein bahut zyada successful hote Hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Stop Loss ko hamesha resistance level sy thora uper set karain!!..

                        Forex mein ek kamyab trader hamesha apne trading mein stop loss ko zarur use karta hai isliye Forex trading mein hamen stop loss ko trading mein zarur use karna chahie aur is tarah se Forex mein hum mazeed loss se bach sakte hain jisse Forex mein hamara bonus account wash hone se bacha jata hai lekin Forex trading mein hamen Stop loss ke sath sath take profit ko bhi use karna chahie aur is tarah se Forex main hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain jisse forex mein hamara bonus account bhi increase ho jata hai.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X