trading tools kon say hain??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trading tools kon say hain??
    Dear senior members main yah puchna chahti Hun Ki trading tools kaun se hote hain aur ham Kis Tarah Se trading tools ko use karte hue market se Accha profit Hasil kar sakte hain please suggest Karen Ham Kis Tarah Se Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain trading tools ko use karte hue Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: trading tools kon say hain??

    Trading tools Mein vartman chijen a Jaati Hai Jo Hamen trading Mein assist Karti Hain aur jo Hamare form per available hoti hain trading ke liye jismein Hamare indicators bhi hote hain oscillators bhi a Jaate Hain Aur Bhi Is Tarah Ki Kafi chijen Hain Jo trading tools Mein Aati Hai Jo Hamen ine Tamam trading tools ke bare mein knowledge Hona chahie tabhi Ham mintues ko istemal kar Payenge Kyunki Kai Aise indicated hai ki Uske bare mein Hamen Nahin Pata Hota ki yah kahan per use hote hain aur vah bahut hain Aate Hain analysis ke liye to isiliye Hamen Tamam tools ke bare mein pahle information Hasil Karni chahie
    • #3 Collapse

      Re: trading tools kon say hain??

      Technically Jabab market analysis karte ho to candlestick pattern Se Lekar even Din Kisi bhi indicator ka kiske sath fundamental ka Jitna Bhi weekly calendar aata hai yah sab main use hote hain aur jitne bhi indicators in like moving average aur yah Sare be strong to use hote hain candlestick pattern chat Karke kar sakte hain chart pattern candlestick patterns for a jitne bhi support and resistance a single candlestick pattern SRF weapons yah Sare tools Hai Forex trading ke jinko aap use kar real market Mein earning kar sakte hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: trading tools kon say hain??

        اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
        Dear senior members main yah puchna chahti Hun Ki trading tools kaun se hote hain aur ham Kis Tarah Se trading tools ko use karte hue market se Accha profit Hasil kar sakte hain please suggest Karen Ham Kis Tarah Se Forex trading business Mein Kamyab ho sakte hain trading tools ko use karte hue Shukriya
        Trading tool indicators or Sajani ko kaha jata hai aur indicator jitne bhi hain Unka istemal acche tools Mein aata hai Sabse Achcha indicator stop plastic profit wala indicator hai ine Sab Ko Ham intools updating Kahate Hain Agar Ham MT4 trading software use kar rahe hain yah md5 trading software use kar rahe hain to Iske andar different options Aate Hain aur uske andar aap online ho gaye detection line ho gai yah Is Tarah Se Ham Apne trade co find out karte hain ya FIR usko find Karte Hain ine Sab Ko trading tools Kaha jata hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X