forex ne kamyabi qismat ki mutaj hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex ne kamyabi qismat ki mutaj hai
    forex ne kamyabi qismat ki mutaj hai mene khud dekha hai experience aur knowledge hote howe bhi kuch log iss me successful nahi hote
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    No bhai esa nehni hota agar kisi trader ke pas knowledge or experience ho to oh kabhi forex me faluer nehni hosakta.
    • #3 Collapse

      ap ki ba kafi thek he lekn hr kam luck p nae hota kuch kam hardworking se b hota he pa hardworking kro or expert bn jao or jitna merzi earn kro depend on your
      • #4 Collapse

        my dear jahaan tak qismat ki baat hai to is se muje inkaar nahi but is k sath 'Quran mein ALLAH farmata hai tumhein wohi milley ga jis ki tum koshish kro gey 'is liye hamer liye zarori hai k ham koshish krey ta k ham kuch hasil kr sakein
        • #5 Collapse

          dear is main koi shek ni hay k qusimat her field main aik power rekhti hay ager hamare pass foex k about knowledge ho to mare khyal main hum behter trading ker sektay hain aur is main success be hasil ker sektay hain loss to all businesses ka hisa hotay hain but humain himat ni harni chahie aik na aik din hum zroor successful ho sektay hain.
          • #6 Collapse

            nai jnab mera nai khyal hume forex tading business main ager kamyab hona hai to uss k leya luck ki koi zaroorat nai hoti iss k leya hume learning aur experience ki zaroorat hoti hai jiss ko lain ker hum akk kamyab trader ban sekte hain iss leya luck per dependent trading main hume kbhi kbhi faida hota hai lakin experience per trading se hum zaroor kamyab hote hain :)
            • #7 Collapse

              Mara pyara bhi is k bara ma hum ko kuch b ni pata ma ni chata k mare waja sa ap sa koi galti ho jaya is leya ma ap ko is bara ma kuch b ni bata sakta ya easy sa laken ata ni k har koi har kam kar sakha
              • #8 Collapse

                hum behter trading ker sektay hain aur is main success be hasil ker sektay hain loss to all businesses ka hisa hotay hain but humain himat ni harni chahie aik na aik din hum zroor successful ho sektay hain.is main success be hasil ker sektay hain loss to all businesses ka hisa hotay hain but humain himat ni harni chahie aik na aik din hum zroor successful ho sektay hain.
                • #9 Collapse

                  nai bhai jaan mujhy aisa kuch bhe nai lagta balky is main hamain success tab he milti hai jab hum is main mehnat karty hain and is business main har point ko achy se soch samjh k he karty hain.
                  • #10 Collapse

                    jaha tk mara khiyal woh experiance aur knowledge kisi kam ka nahe jis sy ap profit earn nahe kar sakty hain jis ko kam karna ata ha woh kabi b loss nahe karta ha
                    • #11 Collapse

                      aap ko successful trader bannay kay liyeaap pass knowledge kay sath sath aap kay pass experience ka hona bhi zaroori hai or kismat ka bi hona zaroori hai. main to ye he samjhta hon.
                      • #12 Collapse

                        Forex me ap ko luck ke sath sath experience aur knowlege be zarori ha. Kuch log forex ko sirf luck pr chor dete he jb ke ye loss kmate he. Success ke liye ap ko learn krte rehna ha.
                        • #13 Collapse

                          u r absolutely right luck always matter. xperience or knowledge ke bawajood bhe loss ka samnaa ho saktaa. mera forex men tajarba ni hai q k mene recently join kia hai lekin qismat ka amal dakhal hota hai.
                          • #14 Collapse

                            forex may ap ko successful trader bannay kay liay ap ko pass knowledge kay saat saat ap kay pass experience ka hona bih zaoore ha or kismat ka bih honah zorore ha may ap kie is baat say agree kartah ho kay forex may success hasil kar nay may qismat ka bih aik aham role ha..stay tuned !!
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ni mere bhi aisa ni ha. hum se trading main kahin na kahin khud ki hi mistake hoti ha. hum market k trend ko follow ni krte ya phir time frame ko mind main ni rakhte. is lye hum ko loss ho jata ha. Lekin kisi had tak qismat ka bhi sath hona chahye. lekin qismat bhi hamesha mayoos ni rehti. jo hr dafa loss hi ho. Main is k lye ap ko price action ki advise do ga. jis ap ko market k trend ko follow krne main help mile gi.
                              اللہ آپ کو خوش رکھے ۔ اپنی دعا میں مجھے یاد رکھیے گا۔ شکریہ

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X