Forex Trading me wese to bobut risk hai. Aur isbka risk small lots ho ya large, risk is me lazmi hota. Lekin kuch waja se agar aik risk bohut kam ho to wo risk free bhi ho sakte hen aur hamen is ko risk free ya bohut minor riski us waqat bana sakte hen jab hum small lots size use karengy to. Smal lots size me faida bhi us lehaz se kam hota hai lekin nuqsan bulkul na hone k braber hota hai. Lalach aik aisi bala hai jo hamen aksar awqat acha munafa loss me convert kar deta hai. Forex trading bohut risk bari karobar hai. Is me market ka koi pata nahi chalta k wo kab kis time karwat badal deti hai. Baaz awqat acha khasa profit loss me chala jata hai. Hamen trading k dowran jo maqsad select keya ho hal haal me zarori nahi k wo target pora ho jaye. Q k aksar awqat profit hamare target k qareeb se wapis ana shoro kar deta hai aur ulta hum bohut nuqsan uthate hen. Lalach k chakar me aksar hum jaldi me bhi trade kar jate hen jo nuqsan deh amal hai. Is waja se jo munafa mele us pe shukar hona chaheye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим