market ko samjhna or analysis krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market ko samjhna or analysis krna
    sir g baau ye ha k jab tak hum logo me se market samjny ni forsat ni ha to samjho hme trading kabi ni a sakti is liye hum forex ko proper learning krna ho ga or us learning ko demo pe practse krna ho ga demo pe analysis krna ho ga phr usi demo k analysis pe trade krna ho ga demo pe propr practis demo pe hi hoti ha aisa waisy forex samjh ni ati
    اللهم صل على سيدنا محمد
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: market ko samjhna or analysis krna

    Salam dear friend, umeed krta hu k ap bilkul theek Honge. Hamen market ko technically dekhna chahie Kyunki aajkal technical analysis kam kar rahe hain aur dusra Ja ki Ham fundamental ke Taur per bhi dekh sakte hain isase Hamen Achcha profit mil sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: market ko samjhna or analysis krna

      aslamoalekum g han bilkul dear friends Pakistan forex forum pr ik acha trader hmesha soch smjh kr he trading krta h.acha trader hamesha market ka achy tareeqy sy analysis krta h ar bad mn trade open krta h.is trha loss k chances bht kam hoty hn
      • #4 Collapse

        Re: market ko samjhna or analysis krna

        ji han dear friend main apki bat say agree karta hn ap nay sahi kaha hai agar ap nay forex koi jion kar lia hai to ap main ap ko aik baat batata chalo kh forex market ko smajhana bahut hi muskhil kaaam hia is ka koi bhi pata nai chlta hia kh market kia karnay wali hai is main kya ho ga is ka kio bhi pata nai chalta hia is market ko samjhna anaylilsis karna aur is ko samjna bahut hi difficult kaam hai agar ap nay ismain achi tarh say work kar lia aur is market kay kaam ko samj lia aur is main achi tarh say anaylyssis kar lia to ap is main achi tarh say kamyb hain dear friend ap ko is main achi tarh say work kar kay is main kamybi hasil karna hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: market ko samjhna or analysis krna

          yes dear yahi bat hay keh jub tak haum market ko nai smjh skey tab tak hamari trades agar profit main bhi close hon to hamen yahi smjhna hoga keh yeh tukkey sy profit main gai hay to dear agr ik acha aor professional traders ban,na hay to hemn market ko smjhna hoga aor kam karna hoga mehnat sy
          • #6 Collapse

            Re: market ko samjhna or analysis krna

            Assalam o Alakium..?
            friends ek baat tu 100% good hay ji bhi forex market main jitna ziyada experience rkhta ho ga wo utna ziyada faida hasil kr skta hay.Hemein chayay kh jb bhi trade lagain tu hm market ko anylays krain aur market ki movement ko smjhain phir ja kr trade lagain .
            • #7 Collapse

              Re: market ko samjhna or analysis krna

              Ji han friends aap bilkul theek kah rahe hain Hamen market ko samajhna aur analyses karna bahut hi zaruri hai agar humne market ko analysis Karke kam Kiya To Ham ismein Hamesha kamyabi Hasil karte hain agar humne market ko analysis nahin kiya To Ham ismein Kabhi kamyabi Hasil nahin kar sakte Pak forum Mein mehnat karne wale log hi Hamesha Kamyab rahte hain Ham bhi kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: market ko samjhna or analysis krna

                Bilkul dear Hamen market ka analysis karte hue geet riding Karni chahie Forex trading business mein agar Ham Apne analysis aur apne experience ko increase karna chahte hain To Ham demo account per prapt Karke Apne experience ko increase kar sakte hain aur apni trading skills ko improve karte hue easily Forex trading business Mein Kamyab trading kar sakte hain aur Achcha profit Hasil kar sakte hain Hamen koshish karni hai ki Ham Jyada Se Jyada practis Karen aur Market ka analysis karte hue hi trading Karen Agar Ham market ka analysis na Karen aur without analysis trading Kare To Ham kabhi bhi Forex Achcha profit Hasil nahin kar sakte Hamen Apne experience ko increase karte hue market ki news aur Market ki movement ka analysis karna chahie aur trading Karni chahie Agar Ham market ki movement ko understand karte hue trading Karenge To Ham easily Forex trading business Se Achcha profit Hasil kar sakte hain Shukriya
                • #9 Collapse

                  Re: market ko samjhna or analysis krna

                  Market ko lazman samjho analysis krnay anay chaiye ap ko aap markete Key utar charao ko samajh ney ka experience hasil karein aap ko elam hona chahie k Kab aur kia fasla kar na hey Aap agar Forex trading ka kam samjh kar sahei faisla karein gey to Sucess eqini hey.
                  • #10 Collapse

                    Re: market ko samjhna or analysis krna

                    humain es ko achay say samujh kay or es main achay say analyse kur kaay he es main trade kurni chahiyay takeh hum es maain es trah say kaam kur kay achay say trade kur sakaya or es trah kam kur kay hum loss sa6y buch sakay or achi s earning bhi gain kur saklay to humaain es main hamesha soch samujh kay or market kay mutabiq he apna kam kurna chahiyaaaay or hamesha caha kam kurnay ki hur mumkin koshish zror kurni chahiyaay
                    • #11 Collapse

                      Re: market ko samjhna or analysis krna

                      Analysis krk market ko theek tarah samajh kr he trading kro hamko learn karna ho ga or jab tak ham learn nahi karte ham ko nakami ko face karna parta he is lie forex ko samjna hamare lie boht hi zrori ho ga jab woh samajen ge toh phr hi hamko kamyaabi mil sakti hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: market ko samjhna or analysis krna

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pak4x پيغام ديکھيے
                        sir g baau ye ha k jab tak hum logo me se market samjny ni forsat ni ha to samjho hme trading kabi ni a sakti is liye hum forex ko proper learning krna ho ga or us learning ko demo pe practse krna ho ga demo pe analysis krna ho ga phr usi demo k analysis pe trade krna ho ga demo pe propr practis demo pe hi hoti ha aisa waisy forex samjh ni ati
                        Market ko Samjhana aur analyse karna bahut jaruri hai jo log market ko Samajh Kar aur Iske bare mein analyse Karke trade karte hain UN Logon Ko market mein kabhi bhi nuksan nahin Hota aur na hi market Kabhi unko Dhokha Deti Hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: market ko samjhna or analysis krna

                          g han bilkul thek kaha hae ap ne dear market ko samajhna bahut mushkil hota hae is ke liye bahut zayada experience cahiye hota hae or jo apne experience ko use karte howe is main trading karta hae or market ka analysis karta hae wo utna he zayada market main trading kar sakta hae to hamne bhe cahiye ke hum is main zayada se zayada mehnat karen ache tarah se kam karen take hum is main success hasil kar saken or tamam logon ko bas is main dil se kam karte rehna cahiye tak sab log is main ache tarah se ache earming bhe hasil kar sakte hain to hamen bhe bas ache tarah se kam karte reha cahiye hum jitne ache tarah e kam karte hainhum is main utna he kmayab bhe ho sakte hain
                          • #14 Collapse

                            Re: market ko samjhna or analysis krna

                            Forex trading mein agar Ham acchi earning karna chahte hain to Hamen chahie trade karne mein jaldbazi Na Karen Sabar ke sath kam Karen straight karne se pahle market ko acchi tarah bhaskaran market ke analyses Karen market ki mood ko check Karen market ke train ke mutabik trade karne ki koshish Karenge to Ham Ko achcha fayda hoga Forex trading ke bare mein Ham Jitna jyada achcha knowledge achcha experience asar karne ki koshish Karenge tabhi Ham achcha fayda hassil kar sakenge Forex trading ek achcha business hai profit wala business hai Hamen ismein Dil lagakar kam karna chahie tabhi Ham kamyabi Hasil kar sakenge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: market ko samjhna or analysis krna

                              Forex mein achi trading ke liye trading se pahle hamen market ko achi tarah analyse karna chahie aur Forex main hum achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur Forex main market mein hamen apna zyada se zyada time invest karna chahie aur Forex mein hamen koshish karni chahie k market ka fundamental aur technical donon ka analysis Karen aur is tarah Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein hum loss se bhi bach sakte hain jisse forex main hamara bonus account mehfuz ho jata hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X