Assalamu Alaikum dear form members Jab Bhi ham log trading kar rahe the iske liye Hamen jarurat hoti hai kya Ham apni technical analysis complete Karen aur technical analysis job complete kar rahe Hote To is duration Mein Hamen market ke analysis karne hote hain jismein Hamen market ke support and resistance level ko dekhna hota hai aur Market Mein Apni position lene ke liye different angle se market ko dekhna Padta Hain sabse best candle Jyoti Hai market mein jo Kahate personal question carry hoti hai vah agar H4 mein time frame jo hai usmein aap Dekhenge aapko Agar Hammer candle Jaaye to aap apni position Uske reverse Le sakte hain matlab Agar Hammer candle niche se upar Jaate Hue ban rahi hai aur support resistance area Uske Kareeb Hai To ismein ke aap aap apni position Le sakte hain aur Hemmer candle banne ke bad Jab aap position apni Lenge to aapko kamyabi Jarur Milegi.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим