Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye
    Jab Bhi aap trading karen to is baat ka khas Khayal Rakha Jaaye Ki itna hi risk liya Jaaye Jitna aapka account balance Ho pahle to is Baat Ka Khyal rakhen ke kam balance ke sath is market Main trade open na Karen lekin Agar aapke pass abhi kam balance hai to use per kam risk liya Jaaye kam balance per kam risk Lena aapke account ko safe Rakhta hai to balance kam ho to Usi ke hisab se agar aap risk le rahe hain to isase Aapka account safe rahata hai aur aap is business se earning bhi start kar sakte hain aur phir Apne kam balance ko agsta ahsta grow Karte jaen phir strong capital Ho Jaaye to iske sath zyada Achcha profit Hasil karna possible hai isliye pahle Apna account grow Karen Kyunki strong capital se aap ziyada acchi earning kar sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

    Ji bilkul aapane bahut acchi baat ki aur main aapki baat se agri karta hun ki agar Hamare Paas investment kam hai Hamare account ka balance Kam Hai To Hamen Apne account ko Dekhte Hue hi rescue Lena chahie Agar Ham Jyada rescue afford nahin kar sakte To Hamen kabhi bhi Aisi trade Nahin leni chahie jisse Hamare account car wash hone ka Khatra Ho To Hamesha Hamari e analyses skills Hamen acche tarike se yah Bata sakti hain ki is Waqt Hamare account ke mutabik Kitna risk Ham afford kar sakte hain to isliye Hamen chahie ki Ham apni inskills ko Jyada Achcha Karen aur ine per kam Karen practice Karen Taki Hamen yah samajhne Mein aasani Ho ke Hamare balance ke mutabik Kitna raise Kamar Ford kar sakte hain aur Kitna lot ham trade mein le sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

      Apne balance ke according Apne light size ko adjust karnewale hi successful Hote Hain Jo log Apne balance a big lot size ka use karte hain Unka account jaldi was ho jata hai aur na hi vah Forex a learning kar sakte hain but Jo small lot size ke sath trade karte hain profit behan karte hain aur maximum market Mein stay karne ki vajah se unke learning aur Inka experience we increase hota hai Ham Logon Ko small lot size means Apne account ki capital ke according Apne lot size ko choose karna hi strong money management Hai ISI ki vajah se maximum trader successful Hote Hain
      • #4 Collapse

        Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

        Yes dear apka bonus kam hai to apko trade karni he ni chahe, apko chahe k ap pehle 2 month achi posting karyn or es sy apna capital enhance karyn, big capital sy loss ka chance kam ho jata hai, kiu k market kuch dair bad us jaga ponch he jati hai jaha ham expect kar rahy hoty hain, es lae big capital trading k lae bhot zaruri hai,
        • #5 Collapse

          Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

          hamy best expeirence or knowledge hasil kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hain or acha bonus hasil kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar saktyy hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik asa busienss hain jis main hamara koi boss nahi hota hain
          • #6 Collapse

            Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

            dosto forex trading ma agr ap k ps balance kam hy to aisi soort ma ap ko forex trading ma risk b bilkul kam he lyna chy kiun k forex trading ma agr ap kam balance sy bra risk ly gy yani ap forex trading ma bri lot ko lgany ki koshish kry gy to aisi soort ma ap ko forex trading ma kafi zyda loss ho skta hy or ho skta hy k forex trading ma ap ka account b wash ho jya to dosot jis hisab sy hmara balance ho hmain os hisab sy he risk ko lyna chy
            Last edited by ; 27-05-2020, 04:45 PM.
            • #7 Collapse

              Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

              forex aik am busness jasa nahi han hum is mai bager balance account bana kar be kam kar sakty hain hum is mai agar tuka system sy kam ayr g to hamara account baned ho jy ga yai iak legal business hain hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kam kar sakty hain yai all world mai bohat taze sy famous hony wala acha busness hain
              • #8 Collapse

                Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

                g hn pki trading ka ziada inhisar ap kamount py hy gar ap k pas acha amount hy tou ap achee trade kar sakty hain aur acha sa risk bhee ly sakty hain laiken agar ap thory amount k sath rading karen gy tou pakki bat hy k apko loss ho ga ya phir account hi wash ho jjae ga aisee surat sy bachan chahye aur amount k hisab sy trade aur pair slelect karna chahye
                • #9 Collapse

                  Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

                  Ji han aapki baat bilkul theek hai agar aapka account balance Kam Hai To Kabhi Bhi Bada Rishta na len Kyunki Agar aapane Bada risk liya to foreign aapka account was ho jaega isliye Jab aapka account Chhota Ho To Kabhi Bhi risk Lene Ki Koshish Na Karen risky trader se tab hi Karen Jab aapka account balance bahut bada ho Hamesha gold Mein Usi Waqt trade Karen Jab aapka account balance Bada Ho Jab aapka account Chhota ho to Gold bhaiya crocodile meat red Karne Ki Koshish Na Karen Agar apka Kaun hota hai aur aapane risky trade Kar Li to Aapka account Minto Mein wash ho jaega isliye per head karne ki koshish karen aur Chhoti lot size ki trade use Kiya Karen bahut Shukriya
                  • #10 Collapse

                    Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

                    ji bilkul agar hamare pass Forex trading main kam balance Ho to hamen kam risk Lena chahiye kyunki zyada risk lene se hamen loss hota hai agar Ham zyada mehnat karte hain to market Mein kamyabi Hasil karte hain trader apni mehnat ki wajah se Hi kamyab hota hai learning karna Ham sabke liye zaruri hota hai market Mein learning ki wajah se Hi market ka experience aata hai aur ham market Mein mehnat karne ki wajah se kamyab hote Hain agar Ham zyada risk lete Hain to is se hamen loss hota hai hamen hamesha money management ke according trading karni chahiye kyunki is se hamara bahut zyada fayda hota Hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

                      Ji sir bilkul aapki baat theek hai agar hamare pass forex trading map kam balance Ho to hamen kam risk Lena chahie kyon ka jyada risk lene se hamen loss hota hai agar Ham zyada mehnat karte hain to market Mein kamyabi Hasil kar sakte haintrader apni mehnat ki vajah Se Hi kamyab hota hai aur learning karna Ham sabke liye zaruri hai market Mein learning karn agar Ham apne balance Se jyada risk lete Hain to is samay labh hota zyada risk lete Hain to is se hmn loss hota hai.... isliye hamen chahie ki agar hamare pass balance kam ho to hamen bhi kam Lena chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: aqsaanwar پيغام ديکھيے
                        Jab Bhi aap trading karen to is baat ka khas Khayal Rakha Jaaye Ki itna hi risk liya Jaaye Jitna aapka account balance Ho pahle to is Baat Ka Khyal rakhen ke kam balance ke sath is market Main trade open na Karen lekin Agar aapke pass abhi kam balance hai to use per kam risk liya Jaaye kam balance per kam risk Lena aapke account ko safe Rakhta hai to balance kam ho to Usi ke hisab se agar aap risk le rahe hain to isase Aapka account safe rahata hai aur aap is business se earning bhi start kar sakte hain aur phir Apne kam balance ko agsta ahsta grow Karte jaen phir strong capital Ho Jaaye to iske sath zyada Achcha profit Hasil karna possible hai isliye pahle Apna account grow Karen Kyunki strong capital se aap ziyada acchi earning kar sakte hain
                        Ji han dear brother yah aapane bahut hi acchi baat ki hai aur bahut hi acchi advice di hai agar hamare pass Forex trading mein balance Kam Hai To Hamen Uske hisab se market Mein risk Lena chahie real Ham dekhte hain ki bahut Sare log kam Palace mein bahut jyada risk Le Dete Hain Jiski vajah se unko loss ho jata hai agar humne forex market Mein kamyabi Hasil karni hai To Hamen Uske uske liye chahie kya Jyada Se Jyada mehnat Karen aur apne account ko money management ke sath chalayen Taki Hamen usmein fayda Ho.
                        • #13 Collapse

                          Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

                          Gee haan jub humaray pas balance kam ho tou humain small lot kay sath trading kerni chahyea Jo log Apne balance a big lot size ka use karte hain Unka account jaldi was ho jata hai aur na hi vah forex a learning kar sakte hain but Jo small lot size ke sath trade karte hain profit behan karte hain aur maximum market Mein stay karne ki vajah se unke learning aur Inka experience we increase hota hai aur humari income bhi zayada hoti hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

                            Jee aqsa ap nay bahut achi bat ki ha agr balance kam ho to risk bhi kam lena chaheay kyun k agr hmaray account men balance thora ho ga aur risk bra lain gay to marekt k against janay say kafi ziyada loss ho skta ha. So i think apni trade ko balance k hisab say manage krna ho ga. Fourm pay new members ko chaheay k sb say pehlay balance keep build krain us k bad trade krain kyun k me nay yeh note kea ha k new traders thoray excited hotay hain aur wo thoray capital k sath bra risk lay letay hain jis ki vja say unka account aksar wash ho jata ha. Lehaza balance kam ho to risk bhi kam lenay wali policy pay amal kea jaye.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Balance kam ho To risk bhi kam liya Jaaye

                              aap buying and selling karen to is baat ka khas Khayal Rakha Jaaye Ki itna hello danger liya Jaaye Jitna aapka account stability Ho pahle to is Baat Ka Khyal rakhen ke kam stability ke sath is market Main exchange open na Karen lekin Agar aapke omit abhi kam stability hai to use per kam danger liya Jaaye kam stability per kam danger Lena aapke account ko protected Rakhta hai to stability kam ho to Usi ke hisab se agar aap threat le rahe hain to isase Aapka account protected rahata hai aur aap is enterprise se incomes bhi begin kar sakte hain aur phir Apne kam stability ko agsta ahsta develop Karte jaen phir robust capital Ho Jaaye to iske sath zyada Achcha earnings Hasil karna feasible hai isliye pahle Apna account develop Karen Kyunki robust capital se aap ziyada acchi incomes kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X