Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.
    Dear traders, kiya wajah hai ke traders bar bar trading mein fail ho rahe Hote haen. Mere khayal se kuch wajoohat haen Jo traders ki fail hone ki wajah bante haen.
    1. Trades open kerte waqat sirf profit ke bare mein sochna. Loss ko sahi tarha calculate na kerna aur lot size pe dehan na daina.
    2. Market ko proper analyse na kerna aur trading opportunity daikhty hi yeh dar zehen mein paida ho jana ke kahaen mein miss hi na ker doon. Es chaker mein sahi faisla na ker paana ke trade strong hai ya weak. Es ko lalach bhi kehte haen.
    3. Loss se dar jana. Jab aik se ziyada trades loss mein close ho jaen tu next trade open kerne se darna ke kahaen phir nuqsan na ho jaye. Es tarha strong trades ko chorh daina. Aur jab market move ker jaye tu pachtana ke kash trade open ker daita. Esi tarha traders ka confuse ho jana aur next Jo bhi trade mily usey open ker ke phir se nuqsan ker daina.
    Yeh kuch facts haen Jo her nervous trader mein pai jati haen. En pe ager ap qaboo paa laen tu ap bar bar fail hone se Bach sakte haen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

    market mai hum trad laga kar munfa kama sakty hain hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik asa busness hain jo hamy learning be det hain or hamy earning be det hain or hamy mahnet karne ho ge hum is maiagar greedy ban ky kamkary gy to hamy loss ho jy ga
    • #3 Collapse

      Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

      g han ap ny sahi kaha hai or aysa wohi karty hain jo lalach karty hain lalach se ap kbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty hain q k lalach se apki apni trading ability weak ho jati hai or ap forex main nakam ho jaty hain loss bhi tab he hota hai es liye apni trading ability k hiab se forex main trading karen or aghr apko trading karni nahi ati tuap pahly achi traha se sikh kar apni trading karen ta k apko trading a skay or achi earning hasil kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

        yes dear ap na thek cheezain point out ki hain, maximum traders k fail honay ki ye hi main reasons hoti hain, ia liay hmain in sq bachna chaiay, trading ma profit aur loss dono ko mind ma rakhain, market ki moment ko daikh kar proper planing bnaen, loss ka dar mind sa nikalain aur nervous honay sa bachain q k is tarah mistakes hoti hain aur nuksan k siwa kuch hasil nhi hota
        Last edited by ; 27-05-2020, 01:57 PM.
        • #5 Collapse

          Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

          agr ham is main greedy ban kar kam kary gy to hamy loss ho sakta hain or hamara account be wash ho skata hain is main market ka yai hamary breorks ka koi be qasoor nahi hota hain forex aik online ki dunya main aik king bsuiness hain ham is main live or sada urdu main baat karty hain or ham is main amount be invest be kar sakty hain yai kabe be band na hony wala aik rel business han
          • #6 Collapse

            Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

            dear g ha ap nay qachi batko kha hay agar ha is main fail ho jatay hein to is main ham apnay kam ko achay say nahi ker rahay hotay hein aor ham is main jitan bhi ho saky apnay account ko see kr k he apnay kam ko karty rahna ho g is main ham ko acahy saya cah work ko last tak karta hay g is main hemat nahi harna ho g achay say acha kam ko last tak karty rahna ho g .
            • #7 Collapse

              Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

              Trading Mein maximum traders isliye fail ho Jaate Hain Kyunki vah jaldbazi se kam Lete Hain Agar jaldbazi se kam na len aur Sabar ke sath Hi Har step ko follow karen to yah possible hai ki Yahan bahut kam trader na kam ho aur Iske alava Jod traders lalach Karte Hain aur iske liye Big Lot size ka use karte hain aur use market se kam balance ke sath bahut accha profit Hasil karna chahte hain to vo traders apne liye dost ko Dawat Dete Hain jisse Unka account bahut jald was ho jata hai to isliye agar aap Chahte Hain ki aap Kamyab trader Bane aur aapka future bright ho to Forex main aapko sabse pahle Sabar ki best quality ko Apne andar Paida karna hoga
              • #8 Collapse

                Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

                Traders trading mein iss lye fail hotay hain kyun kay woh forex ko seekh ker iss mein kaam nahin kertay hum trad laga kar munfa kama sakty hain hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai aik asa busness hain jo hamy learning be det hain or hamy earning be det hain or hamy mahnet karne ho ge hum is maiagar greedy ban ky kamkary gaye tou humain loss ho jaye ga
                • #9 Collapse

                  Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

                  Aksar failure ki yehi reasons hoti hain, keh jaldbazi ki waja say hum analysis proper nai karty, jiski waja say jab hamari trade loss main chali jati hay to ya to hum running loss say fear ho kar baghair soch samjhy aik or trade laga daity hain or ya phir isi trade ko loss main close kar daity hain, ager hum learning and experience ko utilize karty huye analysis per depend karain ga to he loss say bacha ja sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

                    Forex main hum aksar aysi ghaltiaan kar detay hain jo nuqsaan kaaa baais banti hain humen in se bachnaaa chaahiye taakay kaamyaab ho saken humen sabse pehlay lalach se bachnaa chaahiye or apnay account k mutaabiq safe lott k saath hi trade lagaaani chaahiye q k jitni safe lott use kartay huay trade lagaaaen gy utnaa hi humen faaidaa hogaa or kaamyaabi k chances bhi zyaada hi hoon gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                      Dear traders, kiya wajah hai ke traders bar bar trading mein fail ho rahe Hote haen. Mere khayal se kuch wajoohat haen Jo traders ki fail hone ki wajah bante haen.
                      1. Trades open kerte waqat sirf profit ke bare mein sochna. Loss ko sahi tarha calculate na kerna aur lot size pe dehan na daina.
                      2. Market ko proper analyse na kerna aur trading opportunity daikhty hi yeh dar zehen mein paida ho jana ke kahaen mein miss hi na ker doon. Es chaker mein sahi faisla na ker paana ke trade strong hai ya weak. Es ko lalach bhi kehte haen.
                      3. Loss se dar jana. Jab aik se ziyada trades loss mein close ho jaen tu next trade open kerne se darna ke kahaen phir nuqsan na ho jaye. Es tarha strong trades ko chorh daina. Aur jab market move ker jaye tu pachtana ke kash trade open ker daita. Esi tarha traders ka confuse ho jana aur next Jo bhi trade mily usey open ker ke phir se nuqsan ker daina.
                      Yeh kuch facts haen Jo her nervous trader mein pai jati haen. En pe ager ap qaboo paa laen tu ap bar bar fail hone se Bach sakte haen.
                      My dear Forex member Forex trading market Mein kamyabi Hasil karne ke liye Hamen bahut jyada Dil lagakar mehnat karne ki jarurat hoti hai aur Hamen Forex trading market ki acchi learning Hasil karne ki jarurat Hoti Hai Kyunki Ham Itna Jyada mehnat Karke forex market ki acchi learning Hasil Karenge Hamen Forex trading market ka utna hi Achcha aur Jyada experience or Knowledge Hasil hoga Jiske Sath Ham Forex Market Mein acchi trading kar sakte hain yahi vajah hai ki jo new trader hote hain unko Forex trading market ka Achcha experience Nahin Hota isliye vah jyadatar Forex trading market Mein fail ho Jaate Hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

                        95% log fail ho Jaate Hain vah to self trading karte hain yah experience ke bagair trading karte hain isliye main Kahta hun ki aap laalach na Karen Sabir se kam Karen experience Hasil Karen knowledge send Karen Uske bad trade open Karen
                        • #13 Collapse

                          Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

                          han g bilkul sahi bat share ki hy hamin iss me kerty hei jo keh sey guraiz kerna chahiy dear jo members in mistakes ko recover ker jaty hein to wo kamiyab bhi hasil ker lety hein aik acha trader whi bunta hy jo mistakes ko recover kernuy key sath unko repeat nhi ketyta hy.ein sab members aisey hi mistak
                          • #14 Collapse

                            Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

                            Bahut se tractor School bahut jyada loss hota hai Jab photo editing karte hain uski vajah ji hai ki jhappi vote rating Karte Hain To vah pahle Barkat ki movements ko acchi Tarah Nahin Dekhte aur Market ki movements ko samajhna Haar tractor ki bus Ki Baat Nahin Aaya Sar log signals per Jara karte hain Ja pivottrading Karte Hain To vah pahle dekh Laut Lagate Hain Jiski vajah se unko bahut jyada log Hota Hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Maximum traders trading mein bar bar fail kyon Hote haen.

                              maximum traders es lyay trading main kamyaab nhi ho patay haain q keh es main woh acah kam nhi kur paty hain woh es main kam kurtay waqt jald nazi kurtaay hain ya kam kurtay waqt bs apnay loss kay baray main he sochtay hain to es say bhi loss ho jata hy or aik wajhaa yeh bhi hoti hy keh es kaay baray main un ko acha sa experience r knowledge gain nhii hota hy jis say un ko loss ho jata hy to human es main active ho kur or acahy say experience ka use kur kay he es main humain acahaa sa kam kurna chahiyaaaay takeh hum achay say trade kur kaay es main kamyab ho jay

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X