Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.
    Aapka confidence bhi aapki live trading account per effect karta hai agar aap aapke pass confidence hai trading ke bare mein to aap acchi trading kar sakte hain trading mein Ham daily basis per apni knowledge aur apne experience ko increase karte hain isi vajah se hamen result bhi acche milte Hain aur confidence un logon ka improve hota hai jo jo apni galti ko khatm karte hain aur aise trader apne aap ko bahut jyada mashhur trading karte hain aapane bhi confidence ko improve karna hai aur trading mein acche result aasan Karne hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

    g han ap ny bilkul sahi kaha hai hmra confidence he hmain forex main kamybhi dilata hai jub hum dar dar kar apni trading karengy tu hum kbbhi bhi forex main kamyab nahi ho skty es liye aghr ap market ko achi trha se analysis kar k apni trading karengy tu ap forex main boht achi trading kar skty hain market k according trading karny se hmain loss kam se kam hota hai jis se hum acha profit bhi haisl kar lety hain loss hony k chances bhi kam se kam hoty hain or hum forex main kamayab ho kar kamyab trader ban skty hain
    • #3 Collapse

      Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

      Mere Khyal Mein aapka confidence aapko trading mein Main Tumhara deta hai aur aap apni confidence ki vajah se is form Mein acchi success hassil kar sakte ho aur aap apne Upar conference karte hue Jab Bhi Koi trade open Karoge To vah aapko bahut kam nuksan Degi balke Hamesha fayda hi Degi Jyada aap fully confidence ke sath aur is form Mein kam Kiya Karen aur Jis Waqt aapane Apna confidence loss kar diya to use Waqt Ka aapka success Hasil karna bahut Mushkil ho jaega Apne confidence ko hi rakhen aur Holi concentration ke sath is form Mein kam Karen.
      • #4 Collapse

        Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

        gee han dear agar hum forex main apna confidence kay sath kam karain gay tohe hum is main kamyab hon gay forex main acha kam karin gy to he hum is main kamyab hon gay forex main mahat kay sath sabar say kam karain gy to he achay say kamyab hon gay
        • #5 Collapse

          Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

          dear g han ap nay sahee bat ko kah ham ko chye k ham is main agar kamyb hona chatay hein to is main ham oa cahy saya cah work ko karty raha ho g is main ham ko chye ho g k ham market ko bhi assess karty raha karein aor is k bad main ham ko khud per mukmal confidence honay k bad main he trade ko karna ho g is main ham ko chy ho g k ham is main achay say acha km ko last tak kartay rahna chye .
          • #6 Collapse

            Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

            hamy best confidence ky sath forex main mehnat sy kam karna chahey pher hi han success gain kar sakty hain or acha profit hasil kar ky apni life sy gurbat ko kathem kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar sakty hain or ham is main apni marzi s ybager paiso ky account bana kar be kam kar sakty hain yai aik best business hain
            Last edited by ; 27-05-2020, 12:31 PM.
            • #7 Collapse

              Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

              Ji han dear aapane bilkul sahi kaha hai hamara confidence bhi Hamare trading per bahut zyada effect karta hai aur Hamara yah confidence Hamare acche trading skills ki base per develop Hota Hai Jab aapki trading skills bahut jyada best Hoti Hai FIR hi yah possible hai ki aap ke andar Achcha trading se related confidence a sake aur jab Hamari trading skills best Nahin Hoti to your confidence Lana Hamare liye possible Nahin Hota isliye koshish kiya jaaye ki full confidence ke sath is market Mein entry Aur iske liye apni trading skills ko bahut jyada develop Karen
              • #8 Collapse

                Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

                Ji han ap nay sahee kaha hay dear kyn kay jab hamen kam aata hay to confidence auto pay barh jata hay aor ham aasan say trading kar kay earning ka target pora kar letay hen aor ham agar forum pay bhi kam achi tara karna janaty hon to phir posts target bhi aasani sy pora kea jata sakta hay, foex ek aik aisa business hay jis ko ham lalach say bach kar mehant kar kay behtreen aamdani ka zarea bana saktay hen, profit kelye best tarekay say analysis karna market ko har lehaz say dekhna like fundamental analysis, technical analysis aor bhi jitnay best tarekay sy market ko jancha ja sakay janch kar market say acha profit earn kea ja sakta hay, Forex men bahot sy log kam start kary hen but wo nakam isi waja sy hoty hen kay confidence ni hota islye hamen apna confidence barhana chaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

                  Ji haaan aaaap ki baaat sahi hai is main humaara confidence level jitnaaa achaa hogaaa utni hi aasani se hum kaaam kar k kaamyaabi haaasil kar saken gy lekin confidence level behtar karnay k liye humaara market ko samajhnaaa bhot zaroori hai or jitni achi tarhaaa hum market ko samjh jaaaen gy or market ki movement ki samajh aaaa jaaaey gi confidence level bhi utnaaaa hi high ho gaa.
                  • #10 Collapse

                    Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

                    agr hum apni trading my apna confidence low rakhty hn or thori c bat py dr jaty hn to hum bohet ke km profit earn kry gy ya pher is my loss kry gy.or agr humara is my confidence high ho ga to hum is my stop loss sy b nahe dary gy.agr hmara stop loss hit ho ga to b hum sad nahe ho gy q k is my b hum sy koi na koi mistake hui ho gi.
                    • #11 Collapse

                      Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

                      Forex mein achi trading ke liye ache confidence ka hona bahut hi zaruri hai isliye Forex mein hamen trading ache confidence ke sath karni chahie aur is tarah Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex mein ham loss se bhi bach sakte hain Forex mein kamyabi hasil karne ke liye confidence ka hona bahut hi zaruri hai lekin Forex mein hamen over confidence ke sath work our trading nahin karni chahie jiske wajah se Forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account wash ho sakta hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

                        ji bilkul Forex Mein kaam karte hue confidence hamare liye bahut zaruri hota Hai hamara confidence hamari trading ke upar bahut asar karta hai agar Ham bahut zyada confidence ke sath kam karte hain to market Mein hamen kamyabi milti Hai self confidence ko zyada se zyada increase karne ki koshish karenge to hamesha kamyab honge trader ko hamesha market Mein mehnat karni chahiye kyunki jo bhi trader forex market mein zyada mehnat karta Hai learning karta Hai woh hamesha kamyab hota hai aur successful trader hamesha market mein mehnat aur learning ki wajah se Hi success Hasil karte hain confidence hamesha hamare liye bahut zaruri hota hai kyunki is se hamen bahut fayda hota hai aur is wajah se Hi Ham market mein bahut zyada kamyabi Hasil Karte Hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

                          yes dear, hmara confidence level tb hi acha hota ha jb hmaray pass forex ki achi learning hon q k is trah hm kamyab trading kartay hain, hmain apnay confidence ko low nhi honay daina chaiay aur positive mind set k sath kam karna chaiay agr ksi mistake ki waja sa loss b ho jay to us ko clear karain aur repeat na honay dain
                          • #14 Collapse

                            Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

                            Ji sir aapki baat bilkul theek hai aur yah aapka bahut important question h and I agree with you fully forex med reading karna hamare confidence per bhi effect karta hai.... aur forex Mein business karte waqt trading karte waqt Ham Mein jitni zyada achcha confidance hoga ham utna hi achcha trade kar sakenge....... Aur hamara confidence hamare trading per bahut zyada effect hota hai agar hamen ful confidence hai ki hamare trading acchi hai aur hamara profit achcha aaega to Ham acchi trading kar sakenge jab ki agar hamen tension ka samna hai aur hamara confidence bilkul low hai aur ham conflict ka shikar Hain ke aaya pata ni Kya hota hai tu is tarah Ham trading Mein buri tarah fail ho sakte hain...
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Apka confidence b ap ki trading py effect karta ha.

                              yes dear bilkul pak forex business mein trading kerne kilye confidence ka hona bhot zrori hota hay hamra confidence bhe hamain acha trading mein expert bana sakta hay kuin ke pak forex business mein jab ache se mehnat or learning keryn ge to zror kamyab hon ge trading mein expert ham learning practice ker ke zror ban sakty han or forex ke rules ke mutabik kam kerne se achi success milty han

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X