greedy hamara bar dusmin hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greedy hamara bar dusmin hain
    greed hamara sab sy bara dusmain hain hamy is ko kathem kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi hm loss sy bach sakty hain or acha pasia kama sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain yai aik wasee busienss hain yai usa or china or new yourk main aik unique busienss hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain
    "The mind is everything, What you think you become"
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greedy hamara bar dusmin hain

    Greed kaisa aapka dushman hai forex trading mein jo aap ko khatm kar sakta hai agar aap forex trading mein giridih Hain to aapke liye bahut sari mushkilen ho sakti hain aapane koshish karni hai ki credit trading se apne aap ko dur rakhna hai no doubt ke forex trading mein Ham apne aap ko do instead tarike se giridih chijon se dur kar sakte hain lekin agar aapane apne aap ko mentally set Kiya aur giridih se apne aap ko dur rakha to aapke liye koi masla nahin hoga ke kamyabi aapke liye sabun hogi lekin aapane giridih chijon se hamesha ke liye get red karni hai Taki aap acche trader aur successful trader Ban sakte hain.
    • #3 Collapse

      Re: greedy hamara bar dusmin hain

      اصل پيغام ارسال کردہ از: fxgrl پيغام ديکھيے
      greed hamara sab sy bara dusmain hain hamy is ko kathem kar ky is main mehnat sy kam karna chahey pher hi hm loss sy bach sakty hain or acha pasia kama sakty hain yai kabe be band na hony wala aik real business hain yai aik wasee busienss hain yai usa or china or new yourk main aik unique busienss hain or pakistan main be aik legal business ban cuka hain
      Dear Forex member Hamen Apne Swayam ke upar Bade Acche tarike se kam karna hoga aur kabhi bhi Jau trading kar Elite petrol se unko pilot nahin karna Iske bare mein Hamen Koi puchega To Nahin lekin Hamen directly is Los hoga to isliye Hamen chahie ki Ham kabhi bhi forum Kyon per Aisa kam na Karen Jiske antargat read Ho Illallah Sabra patience Na Ho To gram is tarike se kam Karenge to kabhi bhi Swayam ke upar Ham Kamyab Nahin ho sakte to kindly Chale to use per kam Karen massage in chij ko minimise Karen
      • #4 Collapse

        Re: greedy hamara bar dusmin hain

        Salam bhai aapki baat bilkul theek hai aur main aapki baat se fully agreed hun. Lalach insn ki sab se bari dushman hai aur lalchi insan kabhi bhi success hasil ni kr sakta lehaza ap jab bhi forex trading me kaam karen ap hamesha apni mehnat pe yaqeen rakhen aur lalach se door rahen. Market ko complete analysis kerne k baad he apni trade ko open karen aur ziada jaldbazi se door rahen aur koshish karen k fresh mind set k sath kaam karen. Lalach Se Dur Rahenge tabhi successful trader Ban sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: greedy hamara bar dusmin hain

          ji han Sahi baat hai aapki Jo Giridih Hai vah Hamari bahut badi Dushman hai Kyunki ham log Giridih ki vajah se a Achcha Kam Nahin kar paate aur FIR ham log bahut jyada lalach karte hain Ek kam ko acchi mehnat ki vajah ladke Sath Karte Hain Jab lalach Karte Hain To fir Hamara kam Sahi Nahin Ho pata han to Fir jakar Hamen chicken bhi nahin milati ki agar Ham kam Karen To Hamen acchi kamyabi Milegi Achcha business Hoga Hamara FIR ham log ismein acchi karne ke liye Honge le lenge acchi earning
          • #6 Collapse

            Re: greedy hamara bar dusmin hain

            dear g han ap nay sahee bat kahe hay agar ham apnay mind main greed ko set ker k apnay kam ko karty rahnay ki try karty rahaty hein to ham is main kabhi bhi kamyb nahi ho saktay hein so is main ha ko chye k ham is main jis time main bhi apnay kam kokia kaein greed ko apnay mind main say delete ker k he karty rahnay ki tryia karein is main ham ko acahy saya cha work ko ker k he last tak karty rana ho g forex main anay k bad main .
            • #7 Collapse

              Re: greedy hamara bar dusmin hain

              gee han dear agar hum forex main kamyab hona chahty hain to hamain is main greedy say bachna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay forex main wohe log kamyab hoty hain jo is main greedy say bach kay pher he forex main trading karty hain hamin forex main acha kam karna ho ga phre he hum is main kamyabi hasil kar lain gay
              • #8 Collapse

                Re: greedy hamara bar dusmin hain

                G ap nay bahut piyari bat ka ha agr hum apna jaiza lain to free hmara sb say bra dushman ha. Asal mn har banda by nature thora lalchi mtlb k greedy ha to ic hwalay say jb forex mn hum gree show krtay hain to yeh hmara bahut bra dushman ha. Greed say aviod kea ja skta ha agr kuch osoloo pay amal pairaa hon. Sb say jb basic formula ha meray hisab say greed say bachnay ka wo yeh ha k apna aik daily target set kr lain jb wo pora ho jaye to jitni marzi achi entry milay ap trade na krain. Misal k tor pay agr ap nay daily ka 5$ profit target bnaya hua ha aur aik he trade mn subha subha 5$ nikal atay hain to ap us din koi aur trade na lain. Greed say bachna he forex mn kamyabi ha. So greed wali habit ko bahar nikal k phainkna ho ga.
                • #9 Collapse

                  Re: greedy hamara bar dusmin hain

                  Lalach karnay se forex main aksar humen nuqsaan hi hotaaa hai isliye humen chaahiye k is main lalach naa karen or jo bhi trade lagaaaen market ko achi tarhaa samajhnay k baaad hi lagaani chaahiye q k market ko samjhay baghair naaa hi is main kaaam kar k hum kaamyaabi haaasil kar saktay hain or naaaa hi earning main izaafa kar saktay hain to humen kaamyaab honaa hai to market movement ko samajhnaa bhot zaroori hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: greedy hamara bar dusmin hain

                    Ji han greedy trade hamen loss deti hay aor yehe sab sy bari waja hay nakami kai to hamen greed sy dor reh kar kam karna chaye agar ham greed sy kam karen gay to aismen kuch din to profit mily ga but bad men jo kamaya ho ga wohe loss ho jaye ga foex ek aik aisa business hay jis ko ham lalach say bach kar mehant kar kay behtreen aamdani ka zarea bana saktay hen, profit kelye best tarekay say analysis karna market ko har lehaz say dekhna like fundamental analysis, technical analysis aor bhi jitnay best tarekay sy market ko jancha ja sakay janch kar market say acha profit earn kea ja sakta hay islye hamen greed sy bachna ho ga aor hamen fully analysis kar kay kam karna ho ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: greedy hamara bar dusmin hain

                      Greed bohut bara dushman hota hay . Karobaar may greed say bohut zayada nuksaan hota hay. Forex trading may jo log greedy hotay hay aor jaldi jaldi paisay kamanay Kay lie greedy hotay hay un ko profit ki bajay loss he hota hay aor apna paisa bi zaya hojata hay. Is lie forex trading may greed nai kerna chahiye aor aram say hi kaam thek hota hay. Thoray profit ko zayada loss say zaya kerna sahi nai hota . Traders ko greed say bach kay hi rehna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: greedy hamara bar dusmin hain

                        ji bilkul forex market Mein laalach hamara bahut bada dushman hai agar Ham lalach Karte Hain to is se hamen loss hota hai hamen kabhi bhi Forex Mein kaam karte hue lalach nahin karni chahie kyunki lalchi trader kabhi bhi market Mein successful nahin hota profit Hasil karne ke liye mehnat karni hogi aur lalach se dur rahna Hoga ko kamyabi ke liye yahi zarurat hai aur zyada se zyada experience Hasil karenge to market Mein successful honge lalach karne wala kabhi bhi kamyab nahin hota acha profit Hasil karne ke liye bahut mehnat ki zarurat hoti hai aur ham kamyab hote Hain hamen hamesha forex market mein experience experience ke liye zaruri hota hai kabhi bhi nahin hota
                        • #13 Collapse

                          Re: greedy hamara bar dusmin hain

                          Forex mein jitna ho sake hamen lalach our jaldbazi se bachana chahie kyunki Forex trading main lalach our jald bazi ki wajah se hamari Puri mehnat waste ho jaati hai jisse Forex mein hamara account wash ho jata hai isliye forex mein kamyabi hasil karne ke liye hamen imandari ke sath work karna chahie aur Forex main trading Sabar ke sath karni chahie aur Forex main trading fresh aur active mind ke sath karni chahie aur is tarah se forex main ham achi trading kar sakte hain aur achi earning bhi hasil kar sakte hain aur jald hi kamyab ho sakte hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: greedy hamara bar dusmin hain

                            greedy hamra sab se bara dushman hay bilkul thek kaha hy pak forex business mein jo member lalach or jaldbazi kerty han wehe member hi nuksan uthaty han jis ke waka se loss kerty han jab ke hamain aysa bilkul bhe nahi kerna cheye jitna achi mehnat keryn ge utna hamain business mein lalach nahi balke sabar se thore profits mein khush rehna sekhna cheye then achi success bhe zror mile ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: greedy hamara bar dusmin hain

                              Hamari Dushman hai lalach karne wala kabhi bhi Kamyab Nahin Hota greedy log kabhi bhi kabhi aap log Nahin Hote isliye cradle Logon se bhi bacche Taki vah aapko Aap Jaisa hi banaa Denge Agar aapke andar grade hai to aap successful bhi ban sakte hain Agar Kuchh karen to

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X