analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?
    analysis me hone wali common mistake ko identify karne kay liey tarika bataye?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

    اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
    analysis me hone wali common mistake ko identify karne kay liey tarika bataye?
    Dear jab aap analysis Karte Hain To no doubt sometime usmein aap se mistake ho jaati hai aur Jis vajah Se aapke analysis galat sabit ho Jaate Hain lekin agar aap se Is Tarah mistake ho jaaye to usme Itni tension Wali Baat Nahin Hai Har Insan se Galti Ho Jaati Hai Lekin Achcha trader vahi hai jo apni mistake ko identify Karen aur uske bad usko Sal karne ki koshish karen isliye Agar aapse Koi mistake ho jaaye to usko identify Karen ki Humne kahan per mistake ki hai aur kis wajah se Humse Ye mistake hui hai aur uska solution nikaalne ke liye FIR apni bharpur koshish karen Taki aap yah mistake Dobara repeat na Karen isase aapki mistake bhi khatm ho jaayengi aur aapka kam bhi achcha Hota Jaega ummid hai aap is Baat Ko follow Karenge aur na fayda Hasil Karenge
    • #3 Collapse

      Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

      Dear forex members ,Forex trading my fundamental analysis hamarhy pas economic situation of currency my concerned karta a jab k technical analysis currency pair future value ko prefict kark past price currency movement ko relies karta a. Real mistake Jo k retailer trader karty hay analysis my WO yyay hy k jab hm trading opportunities ko talash kar rhy hay hay to correct information r attention denay my fail o jatay hay. R fundamental analysis hmhy yay seekhata a k market kiu move kar rhe a ta k hm intelligent decision lay sakhy hamarhy trading k barhay my r rest of market kya kam kar rhe a jab k aghr hm technical analysis ko use kar rhy to hm yay nae jan paty k market kiu move kar rhe a r bqe market kia kam kar rhe a ,although iske apne ek jga a but yay past currency price py relies karta a ,isliay aghr hm technical analysis py e solely kam karhy gy to effectively hm blind trading kar rhy hay . Traders ke major mistakes incorrect information dena a r iska ek e solution a k hm analysis ko achy sy smjhy r ziada sy ziada practice kar k knowledge gain karhy ,correct information day to hm analysis mistakes ko recover krk kamyab traders bn sakty hay.
      • #4 Collapse

        Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

        Forex trading mai analysis kerna her trader kay liye bohat zaruri hota hai kiyu kay analysis kay baghair achi trading nahi ki jaa sakti hai. Forex traders jab analysis kertay hain tou unn say mistakes bhi hoti hai jinn say bach kay he achay analysis ho saktay hain jo kay achi trading aur achay results bhi daitay hain. Analysis mai honay waali common mistakes mai market ko miss read kerna, time frames ka sahi use na kerna, indicators use ker kay unhain sahi tarah judge na kerna aur kisi kisam ki current news ko miss ker daina hoti hain. Traders ko analysis kertay waqt inn sub points ka khayaal rakhna chaiye takay jo bhi trade open kernay lagay uss kay barey mai saara knowledge pehlay say trader kay paas mojud ho. Agar Forex traders apni in mistakes pay qaabu paa lain tou unhain kabhi trading mai loss nahi ho sakta hai. Analysis trading ka basic pillar hai usay mazbut kerna bohat zaruri hota hai
        • #5 Collapse

          Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

          G dear jhan tak bat hai anylsis ki tu ager ye acha hotye hain tu ap es mai kamyab ho jatye hain jub kay ager acha na hun tu kamyabi nhi miltye hai tu ap ka kam hai jay ap jub bhi anylsis kartye hain tu hamesha soch samjh kay karain ta kay ap ko koi masla na banye aur hamesha achye anylsis ko follow kartye hain tu he ap es mai kamyab ho patye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam karain ta kay bad mai ap kaliye koi masla na banye aur ap es mai acha kam kar kay kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay anylysis hamesha purana daikh kay kartye hain tu ap es mai kamyab ho patye hain jub kay ager ap es mai acha kam nhi kartye hain tu ap kabhi kamyab nhi ho patye hain kiyu kay trading kaliye sub say jo zaroori kam hai wo hai anylsis tu wo ager theak hai tu ap es mai kamyab he kamyab wo theak nhi hai tu ap ko sirf lose ho ga
          $$$ Never Give Up $$$
          • #6 Collapse

            Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

            G bahut achi bat ki hai ap ne pehli bat tu ye hai k hamyn analysis karny se pehly aik proper trading strategy bana leni chahiye aur jo common mistakes hoti hain isi jaga se start hoti hain k maximum traders ki koi trading strategy ni hoti wo aisy he tuky par tarding kar rahy hoty hain tu jab hamari tarding strategy he identify ni hogi tu ham us par analysis kaisy karyn gy hamyn analysis apni strategy k mutabiq karny chahiyn agar ham long term trading strategy par tarding kar rahy hon tu hamyn bary time frame jaisy d1 aur h4 par technical analysis karny chahiyn aur agar ham short term tarding strategy ya scalping par kam kam kar rahy hon tu hamyn choty time frame jaisy m30 m5 par technical analysis karny chahyn ye comon mistake hai jo new trader ko is chez ka pata ni hota aur indictora ka sahi use karna ana chahiye aur candlestick pattren achi tarha read karna ata ho har candle market ki next movement ka signal deti hai is liye cadles ka knowledge hona bahut zaroori hai jo k ni hota kafi tarders ko aur support aur resistance ko identity karny ka pata ho aur agar fundamental analysis par kam kar rahy hon tu apko economic calender ko follow karna chahiye daily ki news ko read karyn aur news time ap market mein apny experience k sath trading karyn kyun k news par tarding bahut risky hai
            • #7 Collapse

              Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

              Dear friend forex trading men kamyabi hasil karnay k liay market ka analysis karna zaroori hota hey aur bagher analysis k trading karnay se loss k ziyada chances hotay hen aur forex trading men kamyab traders ki kamyabi ka raaz hi yehi hey k woh trade open karnay se pahlay market ka mukamal analysis kartay hen aur kuch log fundamental analysis kartay hen aur kuch log technical analysis kartay hen iss liay woh achi trading kar k achi earning hasil kar letey hen aur kuch log analysis men bhi mistakes kartay hen aur trading chart ko follow nhi kartay aur news aur signals ko check nhi kartay aur trend k opposite trade laga detey hen aur trade lagatay waqt apnay balance pe nazar nhi rakhtay iss liay woh ghalt lot laga detey hen jiss ki waja se bara loss ho jata hey aur account bhi wash ho jata hey iss liay pahlay seniors se market ko analysis karna seekhen aur phir achi tarah analysis karen aur soch samaj kar trading karen aur apnay balance aur experience k hisab se lot size select karen tu zaroor kamyab ho saktay hen
              • #8 Collapse

                Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

                Assalamu Alaikum dear friends jahan tak baat hai Nalayak Achcha hota hai to office mein Kamyab ho Jate Hain Jab Ke Agar Achcha Na Ho To Kam Hai Abhi Nahin milati Hai To aapka kam hai ki aap Jab Bhi analysis Karte Hain To Hamesha Soch Samajh Ke Karen Taki aapko Koi mat Lana Bane aur Hamesha acche analysis ko follow Karte Hain To hi aap ismein Kamyab Ho paate Hain To aapka kam hai ki aap ismein Achcha kam Karen tar ke bad Mein Aap Ke Liye Koi masla Na Bane aur aap ismein Achcha kam Karke Kamyab Ho jaen Jaate Hain To aapka kam hai ke analysis Hamesha purana Dekh Kar Karte Hain To aap is Mein Kamyab Ho paate Hain Jab Ke agar aap ismein achha Kam Nahin Karte Hain To aap kabhi Kamyab Nahin Ho paate Hain Kyunki trading ke liye sabse Jo jarurat kam hai vah hi analysis To vah Agar theek hai to aap ismein Kamyab ho Jate Hain Kamyab ho theek Nahin Hai To aapko sir loss hoga
                • #9 Collapse

                  Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                  analysis me hone wali common mistake ko identify karne kay liey tarika bataye?
                  Dear ap ais market mai jab analysis karty hai to aus time ap ais market mai kai dafa entry se phly trade laga dety hai ya kai dafa abi tak pattern ban raha hota hai aor aus ki confirmation nai hoti hai aor aus par ap trade laga dety hai ais mai ap ko planing karni ho gi ais market mai ap agar trade lagaty hai to ap ko ais market mai kafi zayda faida ho jata hai ais market mai ap ko planing karni ho gi aor analysis kar k confirmation ka wait karna ho ga aor apni trades k sath take profit aor stop loss ausi time select karna ho ga tab ap ais market mai achi trades laga skaty hai ap analysis par time lagye gay to aus se ap ko faida ho jaye ga ap jald bazi mai ghalti kar skaty hai jis ki waja se ap ko baad mai loss ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

                    Market ko analysis hony me jetni ghaltia traders se hoti hey ye us ko loss hony key bad hi pata chalti hay aur agar per be ye mistakes traders market ko analysis karny key duran ho sakti hey aur es ko control karny me traders ko nakami hoti hay to esy traders kamyab nahi ho sakty, market ka jaiza leny me traders se kesi kisam ki koi common mistakes nahi honi chaye es ki waja se traders ki performance kharab hoti hay aur traders ko hamesha key ley hi nakami ka samna karna pardta hay, agar traders market ka jaiza leny me apni mistakes ko identify karny me na siraf kamyab ho balkey es ko control be kar lety hey to ye traders ki kamyabi hi ho sakti hay.
                    • #11 Collapse

                      Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

                      asslam o alikam dear jo trader is main apni mistake ko fallow nai krta ha apni mistake py focus nai krta ha os ko is main kameyab hone main muskil ka samna krna parta ha kameyabi hume is main bhagir menat se nai milti ha is main kameyab hone k liye hume menat krni parti ha is liye ap is main acha kam krein is business main ap phaly knowledge hasil krein ur os k bad is main work krein gey tu ap ko kameyab hone main asani hon gey hume tecnical analysis ur fundamnetal analysis dono ko fallow kr k kam krte rehna hota ha chart indicotor ko dekhna hota hume kameyab hone main sani hon gey choti choti mistake ko be fallow krna lazmi ha is main hume indicotor ko dekhna hota ha strategy open krni chaiye ur os k mutabiq kam krna hota h
                      :1f60d: hard work :1f60d:
                      • #12 Collapse

                        Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
                        analysis me hone wali common mistake ko identify karne kay liey tarika bataye?
                        Dear brother is market Mein Jab Bhi Ham analysis karte hain to use time Ham se Kuchh Aisi mistake Ho Jaati Hain jinki vajah se Ham apni friends per sanfort Hain isliye Humko chahie ki Ham Jab Bhi is market Mein analysis karen to ismein aaram se kaun se Soch kar vision len Agar Ham decision lete Waqt Koi Aisi mistake kar rahe hain Jiski vajah se Humko bad Mein nuksan hoga to Humko chahie ki Ham ismein Aisa setup banaen jisse Ham Ko fayda Hota Rahe Agar Ham is market mein Main jaldbaji karte hain yah is market Mein dance karte waqt ek hi mistake Bar Bar Karte Hain To Ham is market Mein Kabhi Bhi Kamyab Nahin ho sakte isliye Humko chahie ki ham apni mistake ko Dur karne ke liye Kisi senior se guideline Lele yah experience traders se Mashwara kar len Is Tarah Humko is market Mein nuksan Nahin Hoga aur ham aasani se is market mein se Paisa nikalwa sakte hain iske sath Ham is market Mein jitni mehnat Karenge Ham Ko Itna hi jyada fayda ho jaega.
                        • #13 Collapse

                          Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

                          Dear forex members Forex trading may haumay kamyab trading karney Kay liye hameshs informative news pay focus kartay hoye market ki movement ko analyz karna parta hay phir hi haum kamyab trading Kar saktay hay magar Lazmi nai hota hay Kay haum Jo market ki movement ka analaysis kartay hay wo kabhi kabhar theak sabat nai hota hay iss ki koi bhi waja ho sakti hay Forex trading may haumay analaysis ki zarorat hoti hay magar kuch traders analaysis kartay hoye kuch mistakes kar jatay hay iss liye haumay un mistakes ko identify kartay hoye trading karni parti hay haum analaysis kartay hoye market ki movement aur trends ko judge nai Kar patay hay jiss ki waja say haum analaysis theek say apply nai kar patay hay tou hamara analaysis nakam ho jata hay aur trading ki learning aur knowledge ki shortage ki waja say bhi haum khud say analaysis May kuch mistakes kar jatay hay jiss ki waja say hamara analaysis theak say apply nai hota hay jab haum trading ki learning aur information ko gain nai kartay hay aur forex trading may practice ko ignore kartay hay to haumay kamyabi hasal nai hoti hay .

                          Forex trading may kamyaabi hasal karney Kay liye haumay hamesha market ki movement ko monitor karna bohaut zayada lazmi hota hay market ki movement Kay mutabiq hi haum apni abilities aur skills Kay mutabiq trading strategy aur analaysis karney hotay hay phir hi haum kamyab trading kartay hay forex trading may haumay apna knowledge aur learning ko zayada say zayada improve kartay hoye trading karni hoti hay aur Analysis ki base pay trading kertay hoay traders kamyaabi hasal kartay hay haumay hamesha apni learning aur experience ki zarorat hoti hay aur agar haumary pass experience aur knowledge hoga to hi haum market ki movement ko analyz kar sakty hay aur kamyaabi Kay sath trading Kar saktay hay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: analysis me hone wali common mistake ko kaisy identify karay?

                            Forex mein agar Ham kam karte hue copy paste karte hain kya Agar Ham market ke rules ke against kam Karte Hain To Hamen nuksan ho jata hai is nuksan Mein market ka yah brokers ka koi bhi Kasur Nahin Hota Forex ko Ham Apna professional career bhi banaa sakte hain ya Ek Aisa business hai jismein ek bhi Galti Ki gunjaish Nahin Hoti knowledge aur Achcha experience Hustle Karke Forex Mein minut se aur Lagane se kam karna chahie Fir Bhi Ham kam Karke sharing Hasil kar Sakenge Ham ismein part time bhi kam kar sakte hain aur ham ismein bhi kam kar sakte hain Hamen nuksan ke bad apni Har EK mistake or find out Karke correct Karke kam karna chahie Fir Bhi Ham kamyabi Hasil kar Sakenge Aur nuksan Ko remove kar Sakenge market Mein nuksan ko khatm karna bahut jaruri hai Sher hi Ham kamyabi ki taraf badh Sakenge Forex 1 online Kabhi be katm Nahin ho sakta Agar Ham kam karte hue galtiyan Karte Hain To Hamen nuksan Hoga Forex Mein Hamen Soch Samajh Kar kam karna chahie Forex Mein Ham posting bhi kar sakte hain aur ham trading bhi kar sakte hain Hamen market Mein Apne expert Reddit ki thi karte hue kam karna chahie Achcha experience rakhte Hain To Hamen juniors ki help karna chahie Ek real business hai jo ki kabhi bhi nahin hoga Ham Agar struggle Karte Hain To Hamen hundred percent kamyabhi Hasil Ho Gai Kyunki struggle karne wala Bandar forex market mein kam kar ky kamaybe gain kar ke Paisa Kama leta hai

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X