analysis ka matlub samjhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    analysis ka matlub samjhna
    sir me aj apko analysis krny ke bary kcch batao gga k analysis krna ka ye matlb ni hota k sell buy krna aisa ni ha bilkul apne agr trading krna ha to apko chart reding krna ana chahye or us k baad hi apko ko market ki kuch samjh aye gi chart ko read krna mushkil ha agr ne koi method waghhra learning kiya hoa ha to ap k liy kuc mudhkil km ho sakti ha warna ni
    اللهم صل على سيدنا محمد
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: analysis ka matlub samjhna

    ji aapki baat se main aagrah karta Hun k analysis ka matlab hai ki market ko samajhna jab tak aap market ko samajh jaenge nahin aap understanding nahin karenge to aapko acche result nahin Mil sakte forex trading mein agar aapane acche result aasan Karne hain aur apni kamyabi ko lekar jana hai tu lajmi hai ki aap forex trading co follow Karen aur uske train ko bhi dekhen jab tak aapane forex trading ko samjha nahin to aap ke liye kamyabi ki chances nahin hai aapane ab kabhi bhi nahin karna aur forex trading market ko samajhna Hai Taki aap acche aur successful trader Ban sake.
    • #3 Collapse

      Re: analysis ka matlub samjhna

      Bhai analysis co samgna a bahut jaruri hai Agar Ham analysis course sahi tarah Jaan Nahin Sakte to kabhi bhi forest painting Mein kam Yad hi nahin kar sakte Kyunki Jis time Ham forest reading Mein trading Karte Hain To sabse pahle forestadent Jaat ko analyse karna padta hai aur uske Bahar trading karni padati hai agar Ham for trading chart ko hi acchi Tarah der nahin kar sakte aur na hi Iske Andar Se Usko samajh sakte hain to kabhi bhi Ham kamyabi Nahin a Sakte aur Hamesha mein nuksan se uthana pad Ja sakta hai to aur dating Mein kamyabi ke liye Naat Sharif ka Sameena bahut jaruri hai
      • #4 Collapse

        Re: analysis ka matlub samjhna

        Analysis ka matlab yah Hai Ki ki aap trading market ko focus Karen aur uski movement ko Dekhen Agar vah Kisi Ek Taraf friend banaa rahi hai aur uska trend strong Hai To iska matlab yah hai ki market Osho site per support kar rahi hai aur FIR aap use side per apni trade ko adjust kar sakte hain Agar market police friend ko support kar rahi hai to iska matlab yah hai ki market ki Munh Mein Tu Hi Rahegi aur Market Upar Jayegi to aap apni trade co buy Mein set kar sakte hain ISI Tarah Agar market ka Munh Mein Bair hai to market down train ko support kar rahi hai aur to aap apni rate Sell Mein adjust kar sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: analysis ka matlub samjhna

          اصل پيغام ارسال کردہ از: pak4x پيغام ديکھيے
          sir me aj apko analysis krny ke bary kcch batao gga k analysis krna ka ye matlb ni hota k sell buy krna aisa ni ha bilkul apne agr trading krna ha to apko chart reding krna ana chahye or us k baad hi apko ko market ki kuch samjh aye gi chart ko read krna mushkil ha agr ne koi method waghhra learning kiya hoa ha to ap k liy kuc mudhkil km ho sakti ha warna ni
          Analysis karne ka matlab samjhe Kyunki jab tak aap ko pata nahi chalta kya analysis kis type ke hote hain aur Kis Tarah unlock kar sakte hain aur Inki kya important hoti hai tab tak aap log analysis bacche nahin kar sakte analysis acche banane ke liye jaruri hai ki Hamen market Ke Jo Chahte Hain Unki samajh honi chahie aur jo price action market mein chal rahi Hoti Hai Uske bare mein batana chahie jitne acche tarike se aap log price section ke analysis Karenge yani aap technical analysis Jitna Achcha banaenge aapko Itna fayda Hoga aur iske sath fundamental analysis bhi complete Karen.
          • #6 Collapse

            Re: analysis ka matlub samjhna

            analysis karne ka matlab yah hai ki Aap Jo Bhi kaam kar rahe hai pahle yah dekh le kar iska positive effect kya hai aur negative effect Kya Hai Jab aap positive effect aur negative effect ko dekh kar kam Karenge to tab aap ek kamyabi Hasil kar sakte hain Aisa kaam jismein positive effects ke chances Jyada Hun To Vahi Ek analyses kam kahlata hai to aapko market mein bhi analyse karna padta hai
            • #7 Collapse

              Re: analysis ka matlub samjhna

              Analysis ka Matlab hai keh forex ko samjhna aor samjh kar market ki ups down ko check karna hai keh market ki movement kesi hai wagherah dosto trade se pehley analysis zuroor Kia Kare taa keh ap loss se mehfoozreh kar achi earning kar sake.
              PRACTICE MAKES MAN PERFECT
              • #8 Collapse

                Re: analysis ka matlub samjhna

                Iska matlab hai ki aap market ke tools ko candle ko market ki moments coke Kitni acchi Tarah monitor kar sakte hain stop loss take profit kahan per lagana hai support aur resistance ka use kaise karna hai kab market Mein entry marni Hai kab exit hona hai yah sari chijen milaake aap is chij ko Anil chij ka naam Dete yah ke liye ek average hoti hai Jo mukhtalif chijon ko milakar aap nikaalte hain aur uska result aapki expectation ke mutabik Hona chahie BC ke liye Forex calculation hai aur Yahi calculation analysis kahlate Hain
                • #9 Collapse

                  Re: analysis ka matlub samjhna

                  dear g han ap nay achi bat ko share kia ahy waqay maina nalysis k mean hay k samjhna is main ha ko chye ho g ham jis time main bhi trade ko kai karein is main ham ko first of all market ko acahy say assess ker lena chye aor is k bad main he ham ko chye k ham trade ko kia karein is main ham o apnay kam ko acahy say karnay k bad main hea gay ki janib janay k baray main khyal karty rahna ho g forex main anay k bad main .
                  • #10 Collapse

                    Re: analysis ka matlub samjhna

                    matlab hota hai market ke trend ko check karna agar aap trade open karne Ja Rahe Hain To usse pahle aap market CarTrade Dekhenge ke ya Kis Mein ja rahi hai aap ja rahi hai ya down ja rahi hai aapane trade bacchi Lagani Hai is sal ki Lagani hai ya aap check Karenge is check karne ke Amal ko analysis Kahate Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: analysis ka matlub samjhna

                      Assalam walekum doston ummid karta hun aap sab khairiyat se honge agar Ham analysis nahin karenge to hamen loss hoga hamen apni trading course successful banane ke liye soch samajh Kar analysis karna hoga usse hamara experience bhi badhega
                      • #12 Collapse

                        Re: analysis ka matlub samjhna

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: pak4x پيغام ديکھيے
                        sir me aj apko analysis krny ke bary kcch batao gga k analysis krna ka ye matlb ni hota k sell buy krna aisa ni ha bilkul apne agr trading krna ha to apko chart reding krna ana chahye or us k baad hi apko ko market ki kuch samjh aye gi chart ko read krna mushkil ha agr ne koi method waghhra learning kiya hoa ha to ap k liy kuc mudhkil km ho sakti ha warna ni
                        Ji han my dear forex member analyse ka matlab hota hai market ko dekhna aur Market ke Trend ko samajhna Kyunki Agar Ham market ko acche se analyse Karenge aur Market ko analyse Karke ismein trading Karenge To Ham market Mein acchi trading Karke acchi earning Hasil kar sakte hain Kyunki forex market Mein acchi trading Karke earning Hasil karne ke liye market ko analyse karna bahut Jaruri Hota Hai
                        • #13 Collapse

                          Re: analysis ka matlub samjhna

                          Market ko samajhnay k liye k yeh up jaaaey gi yaaa down jaaaey gi is mqsad k liye jo hum predictions kartay hain yaaa market ko obsrrve kartay hain or news ko check vageraa kartay hain usko hum market analysis kehtay hain or jitni achi tarhaaa market ko samajh kar kaaaam karen gy hum or analise karnay k baaad trade lagaaaen gy hum utni hi aaasani se is main kaaam kar k hum kaamyaab ho jaaaaen gy or earning main bhi izaafa kar saken gy.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: analysis ka matlub samjhna

                            gee han dear agar hum forex main kamyab hona cahty hain to hamain is main lagan say kam karna ho ga pher he hum is main kamyab hon gay forex main analysis kar kay pher he hum is main trad karain gay tohe hum is main kamyab hon gay forex main acha kam kr kar he hum is main kamyab ho sakty hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X