Chotay investor ko ziada loss hota

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Chotay investor ko ziada loss hota

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Nasir884 پيغام ديکھيے
    AOA dear members chotay investor ko market se boht kam earning hoti or ziada tar investor apna nuksan krtay uski waja yeh k chotay investor k mas margin boht kam hota or wo market m Long term trading nae kar saktay or lot size ko b increase nae kr saktay or market ki movment jb ziada hoti to chotay investor lalach main aa kr apna loss recover krney k chakar main apna account wash kr bethtay
    Dear ap nay 100 percent thek kaha aur me agree hun apki ic bat say chotay invester forex ki marekt mn survive nai kr sktay kyun k un k pas free margin kam hota ha aur market jb bri movement krti ha kisi high impact newd ya event ki vja say to usnka account saaf ho jata ha. Mera khud ka bhi yeh experience ha k small account k sath trading men survive krna almost na mumkin ha. Ic leay me sb new fourm members say yahe kahu ga k trade lganay say pehlay thora account ko grow kr lain jb sufficient balance ban jaye to us k bad trade ko open krain. Small invesment say profit k chance kam hotay hain aur loss k ziyada
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Chotay investor ko ziada loss hota

      Jab achi trading skills he nahi honi phir ap ko ess surat mei loss hona hay pehlly kisi na kisi se help leni hogi q k is me pa ko loss bhi aa sakta hen is liye be carefull or trading ka kaam soch samaj ker kren tak k ap ko apny kaam k pesy mill jain jab b trading karu tu dehaan se pura mind laga kar trading karni chayie.
      • #18 Collapse

        Re: Chotay investor ko ziada loss hota

        G han chota investor k paas jab balance kam hoga experience b kam hoga loss hoga yahan aap consistancy sa kam karain aur mehnat karain tu aap ko buht jaldi dosray business k muqably main success jaldi hasil ho jay gi main samajhta hon yahan aap ko success hasil karna aasan ha
        • #19 Collapse

          Re: Chotay investor ko ziada loss hota

          g han choty invester ko zayda loss is liay hota hy k un k account chota hota hy or kisi kisi ka lot size zayda hota hy .to market jb kbhi thora nechy aati hy to accoutn b wasy ho jata hy.likn agr wo normal tradding b krty hn to b un ko loss hota hy.wo loss is liay hota hy k us my thek trha sy analysis ni kia hota.
          • #20 Collapse

            Re: Chotay investor ko ziada loss hota

            profit aur loss k leay ap k leay sub sy zaiyda zarouri cheez ap ke experianc hy agar ap ko experianc nhe ho ga to aap ko loss ho ga aur agar apko pta ho ga k kis time trade krna hy tow aus waqat aap k loss k chances bot kam ho jatay hai ais leay ap k leay sub sy zyda zarouri hy ap ka tajarba
            • #21 Collapse

              Re: Chotay investor ko ziada loss hota

              Forex trading Ek Aisa business hai Jisme Agar Ham Soch samajhkar working Karte Hain Tu Hi Kamyab ho sakte hain zaroori nahi hai ki Chhote investor Ho zada loss Ho Kyunki Agar acche knowledge experience ke sath kam lot size choose Karke bhi trade Gai Jaaye to to profit Achcha ho sakta hai aur ham Forex Mein kam investment se bhi kamyabi Hasil kar sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada Achcha knowledge experience Hasil Karen aur Forex Mein acchi e-trade Lagane Ki koshish karen Taake acchi earning ho sake a aur Forex Mein Kamyab ho sake
              • #22 Collapse

                Re: Chotay investor ko ziada loss hota

                Dear member Jab aap Forex trading mein new hote hain to aapko chahie ki hamesha bonus per trading Karen aur bonus ko select Karen aur jab aapke pass 100 US dollar se jyada bonus Ho jaaye to fir aap trading start karen. chhoti investment karne ka koi fayda nahin agar aap investment kar sakte hain to kisi trading account per 1000 US dollar invest Karen tab hi aap isko fayde mand banaa sakte hain.
                • #23 Collapse

                  Re: Chotay investor ko ziada loss hota

                  loss hay chota trader zyada invest nahi rakhta zyada knowledge nahi rakhta aap learning kare aur phir apne knowledge ko practically test kare is se aap ko experience hasil ho phir aap apne experience se trading kare go to aap ek ache trader bun jaye ge aur is se achi earning kar sake gey
                  • #24 Collapse

                    Re: Chotay investor ko ziada loss hota

                    Forex trading Ek Aisa business hai Jisme Agar Ham Soch samajhkar working karte hain aur apne balance ke mutabik trade Lagate Hain To Hamen Achcha profit Milta hai aur ham Jyada Se Jyada Kamyab ho sakte hain bahut se Chhote investors Aise Hote Hain Jo ki kam lot size se bahut accha profit Hasil kar lete hain aur acchi earning kar lete hain isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada Achcha knowledge experience Hasil Karen aur apne balance ke mutabik apni lot size choose Karen Taki acchi earning kar sake
                    • #25 Collapse

                      Re: Chotay investor ko ziada loss hota

                      Chotay trader ko loss bohat zyada esliye hota hay capital kam skills kam aap ko is smei practice akerni hoti hay jo k aap ko demo account se mil sakti hay aap ko yeah demo account bilkul free mita hay jiss e aap k pass itan experince milta hay jiss se aap aik achi trading kern mei aap ko mada milta hay.
                      • #26 Collapse

                        Re: Chotay investor ko ziada loss hota

                        Forex trading mein Ham jitni jyada invest Karenge utna hi achcha fayda hoga aur ham apni trade acchi tarah lagakar chhapra fatehsagar kar sakte hain Forex trading mein Hamen money management se kam karna chahie aur apne balance ke bata bhi profit ratio rakhni chahie.
                        • #27 Collapse

                          Re: Chotay investor ko ziada loss hota

                          Ap ny sahe kaha hai dear keo ka bouns kam hota hai or trde k waqat agr los ho to zada dar hota hai ka account wash na ho jay lakin big inventor ka pas zada bouns hota hai uny is ka dar nahe hota
                          • #28 Collapse

                            Re: Chotay investor ko ziada loss hota

                            Chotay investors ko chaye wo care karain trading mei learning kay sath sath us ki practice demo account per karny say experience hasal hota hay jo trading mian success honay main help deta hay.ap k pas proper knowledge r experience hona chhaye kun k agar ap k pas experience hy to ap jitna marzi invest kar lain ap profit earn kar lain ge
                            • #29 Collapse

                              Re: Chotay investor ko ziada loss hota

                              Aisa bilkul Bhi Nahin Hai Ki Chhote investor usko always remaining hota hai ya maximum loss hota hai ya loss or profit yah. Karte Hain Aapke information or enjoy ko basa ke liye aapane Apna experience invest karna Hota Hai Jab aapke skip understanding or experience tune Hoga to aap percent small amount of the account manner ke aap as an example hundred of the account hai Agar aapke pass aapke bypass revel in and expertise hai aur strong money management hai to aap use $a hundred se bhi limitless incomes kar sakte hain forex Mein Yahi to sabse nice opportunity hai ki aap small amount se bhi bekar nahin kar sakte hain to yah Soch na rakhen ki small buyers Palash hota hai aisa Kuchh Bhi Nahin Hai misplaced. Karta hai aapke experience on know-how according to
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Chotay investor ko ziada loss hota

                                ji han bilkul chhote investor's large kar jaate Hain jiski vajah se unko log bhi ho jata hai agar wala chana karen to unko bhi achcha profit mil sakta hai agar wala Raj Karenge tu Hi unko loss hoga Agar vah chahe to acchi profit banaa sakte hain vah chhoti chhoti trade lagaen aur UN per kam Karen vah Jyada risk wala kam na Karen aur acche tarike se kam Karen aur mehnat Ke sath kam karte rahenge to vah Jarur kamyab ho jayengy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X