Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie
    Jo log market Mein trading karne ke liye market ke analyse Khud Karke trade karte hain unko market Mein Kabhi nuksan Nahin Hota To Tumhara members ko chahie ki market Mein entry haso karte hi Apne market ke Tamam analyse Karen aur Market ke analyse karne ke bad hi market Mein trade open Karen Agar Ham Marg ke knowledge or experience ko Hasil karna chahte hain To Hamen market ke analyse Karte Rahana chahie Agar Ham trade Karte Hain To Bhi Agar Nahin set Karte to bhi Hamen maarpeet ke analyse parikshan Karte Rahana chahie.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

    ji aapane bilkul theek kaha jab bhi Ham trade open karne lage to hamen apne analysis rakhne ke liye direction aur apni knowledge and experience ko sath lekar chalna chahie koi message nahin agar aapki trade mein loss ho jata hai aapka kaun Baat Ho jata Hai lekin yah to hoga Kya aapko experience milega aapko pata chal jaega ki trading mein kahan masla hai agar aap smoothening ke sath chatting karte Rahe to loss kam hoga aur trading karenge abhi market mein trading karne ke liye aapko apne analysis aur apne aap per yakin karna hoga.
    • #3 Collapse

      Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

      Je han, hamy kisi par depend ni karna chahe, forex ma apny analysis banany ma time to lagta hai but en sy he learning hoti hai, kisi or par bahrosa karyn gy to wo kbi b apko nuksan deny k lae galat analysis share kar dey ga, ap ka acct wash ho jae ga or pareshani apk lae bany gi uska ka to kuch ni jae ga,
      Last edited by ; 27-05-2020, 09:30 AM.
      • #4 Collapse

        Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

        Trading market Mein success Hasil karne ke liye market analysis bahut jaruri hai aur without to market analysis trading karna Aasan Kam Nahin Hai Aur Agar aapko bagair analysis ke koi bhi trade open Karenge to yah aapke liye nuksan de ho sakti hai. Pakistan forex forum me success hasil kerne k liey mehnat bohat zarori hai aur bagair mehnat k ap is forum me success hasil ni ker sakte. Lehaza is baat ko apne mind me save ker len k agr ap ne is forum me success hasil kerni hai aur acha trader ban na hai to mehnat zarori hai. Mehnat karen, lalach se door rahen aur apne daily task ko pora karen aur aj ka kaam kal pe na choren.
        • #5 Collapse

          Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

          hamy achy analysis ko use kar ky is ky movement ko achy sy samaj kAr is ky rules ko follow kar ky is main trading karni chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha bonus hasil kar ky apna life style chnage kar sakty hain ham is main apni marzi sy time table bana kar is main part time be kam kar skaty hain or ham is main apni marzi sy full time be kam kar sakty hain
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

            Self accountability is plays a major role in each and every field of life
            Isi liy agr apny kamyab hona h tu bahut sary different factors m sy aik self accountability b py ghor kren or analyse kren ussy k ap kis pani m han
            Apki oqat k mutabiq hi kam kren q k is sy ap ko faida ho ga oqat sy barh k kam krengy tu apko ulta nuqsan bardasht krna pary ga jo k kbhi kabhar na kabil e bardasht hota h
            • #7 Collapse

              Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

              good agr hum trading krni algy or kisi k analysis ko use krty hn to humy un ka itna faida nahe hota q k humy un k kiay huay analysis ka kuch b pata nahe hota or agr hum trade open kr daty hn to ho satka hy k huari wo trade loss my chali jay.or agr hum apny analysis ko use krty hn to humy pata ho ga k is waqat market ka trend kia hy or is my ab kia hony wala hy.
              • #8 Collapse

                Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

                Forex mein achi trading ke liye market ka acha analysis hamare liye bahut hi zaruri hai isliye Forex mein agar ap achi trading karna chahte hain aur achi kamyabi hasil karna chahte hain to uske liye Forex mein hamen trading se pahle market ko achi tarah analyse karna chahie aur Forex mein apna market mein zyada se zyada time invest karna chahie aur Forex mein hamen market ka fundamental aur technical analysis karna chahie jisse Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur jald hi kamyab ho sakte hain aur Forex mein hum loss se bhi bach sakte hain jisse Forex main hamara bonus account bhi mehfuz ho jata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: usmanfrx پيغام ديکھيے
                  Jo log market Mein trading karne ke liye market ke analyse Khud Karke trade karte hain unko market Mein Kabhi nuksan Nahin Hota To Tumhara members ko chahie ki market Mein entry haso karte hi Apne market ke Tamam analyse Karen aur Market ke analyse karne ke bad hi market Mein trade open Karen Agar Ham Marg ke knowledge or experience ko Hasil karna chahte hain To Hamen market ke analyse Karte Rahana chahie Agar Ham trade Karte Hain To Bhi Agar Nahin set Karte to bhi Hamen maarpeet ke analyse parikshan Karte Rahana chahie.
                  Yes dear brother aapane bilkul sahi kaha hai forex market Mein Agar aapke pass knowledge Hoga aur Market Mein kaam karne ka experience hoga to aap ismein analysis Shani ke sath kar sakte hain Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai jismein aap Agar kam karte hain to aapko ismein market ke bare mein analysis karne hote hain tab bhi aap trading Se Achcha profit Hasil kar sakte hain Agar without analysis aapko trade lagaenge to aapko usmein loss ho sakta hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

                    Good question Forex online business mein Hamen kam karne ke liye Agar acchi trading karna chahte hain To Hamen market ko Khud Ko market ke analysing karne ke liye taiyar rakhna chahie karne ke liye Hamen knowledge or experience ki jarurat hoti hai jo Ham frocks mein demo account per Mor se Mor aur mehnat Karke practice Karke tab Ham Forex mein Khud Ko market ke analysing karne ke liye taiyar kar Sakenge Jab Ham Khud Se market ko analyse Karenge tab Hamen Koi pareshani Nahin Hogi training karne mein Ham Masani ke sath trading Karke Achcha prapt kar sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

                      Ji aapki baat bilkul durust Hai Hamara Jitna Jyada experience Hoga market Mein trading karne ki salahiyat Jyada Hogi aur successful Hogi isliye Hamen jitni bhi market Mein trading Karen mehnat ke sath Karen aur Soch Samajh Kar Karen aur apne experience aur Soch ko Apne mind mein rakhkar aur ek Apna mind setup Banakar karen to aapko Forex forum mein aur trading Mein profit Jyada Hoga aur loss ke chances bahut kam Honge isiliye Ye Hamara Jitna Jyada experience Hoga market Mein trade karne ka utna hi Zyada Hamen profit Hoga jitni hi jyada Hamari ismein mehnat Hogi Hamen utna hi jyada uska profit Milega isliye Hamen experience Aur mehnat Ko Jari Rakhna chahie Taki Hamen profit bhi itna hi Zyada Ho jitni Jyada Ham mehnat Karen isiliye jaldbaji Se Kam Nahin Lena chahie aur trade Mein thora bahut last ho bhi jata hai to isase ghabrana mat mehnat Karen Apne experiences per analysis Karen Kyunki Hamari jitni Jyada analyses or experience or mehnat Hogi utna hi Hamen Forex se profit milega
                      • #12 Collapse

                        Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

                        market main koi bhi trade open karny sy pehly trader anaylysis karta hay keh market kis traff jaegi lakin aksar new traders sy yeh ghlat hota hay aor iski waja sy loss ho jata hay to dear hamen chaheya keh hum agar new hain to senior kay sath mil kar trades open kia karen takeh unky experience sy hamen kuch sekhny ko mil jaey
                        • #13 Collapse

                          Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

                          Forex main signals use karnay se humen kaaafi nuqsaan ho saktaaa hai lihaaza humen chaahiye k is main kaamyaab honaaa hai to indicators yaa signals ka use naaaa hi karen or jo bhi trade lagaaani ho khud market ko samajh kar or analise karnay k baaad hi lagaani chaahiye q k bagahir market ko samjhay or analise kiye naaaa hi hum is main kaam kar k kaamyaab ho saktay hain or naaa hi earning main izaafa kar saktay hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

                            Ji han bilkul hamen trading karne ke liye apne analysis khud karni chahie hamen soch samajhkar trading karni chahie jyada mehnat karni chahie tabhi Ham ismein achi tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain hamen trading karne ke liye mehnat karni chahie learning karni chahie demo ko use karna chahie market ki movement ko dekhna chahie tabhi Ham acchi tarah se trading kar sakte hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Market Mein trading karne ke liye Hamen Apne analyse Khud karne chahie

                              Jab aap Kate kar rahe hain to aapki trade ko aapse Jyada analyse acche tarike se koi nahin kar sakta aap khud sabse Behtar analyse kar sakte apni market ko lekin iske liye aapke pass ka knowledge Hona aur Market ko samajhna bahut jaruri hai candle ki moments ko samajhna bahut jaruri hai candle Mein Puri Kahani Chhupi hoti hai skorydov karna bahut Jaruri hota hai agar aapko Kangal ki aur Market ki train ki Samay Aane shuru ho jayegi to aap Hamesha profit Mein jaenge

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X