Accept your loss like your profit.......

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Accept your loss like your profit.......
    Assalmau Alaikum my dear members forex trading main loss bhe hota hae or is main hamen profit bhe hota hae to is main hamen cahiye ke agar hamen profit hota hae to hum khush ho kar isko accept karte hain or jab hamen loss ho jata hae to hum is main pareshan ho jate hain lakin esa nhe hona cahiye jese hum is main apne profit ko accept karte hain wese he hamen hamen apne loss ko bhe accept kar lena cahiye tab he ja kar hum is main kamayab bhe ho sakte hain or aik ache trader ban sakte hain to hamen cahiye ke hum is main mehnat karen ache trah se kmayab hone ke koshish karen or ache trading karen take loss na ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Accept your loss like your profit.......

    Ji Janab bilkul aisa hi hai aapane bahut acchi baat ki hai aur aapane bahut Achcha title choose Kiya Hai accept your loss like your profit ke Hamen Apne profit ki tarah Apne nuksan Ko Bhi accept karna chahie Kyunki Ham jo bhi business Shuru karte hain Hamen usmein Jo chijen dekhne Ko milati Hai Ek profit hota hai aur dusra loss hota hai to forest trading business mein bhi yah donon chijen available hain aur Hamen Apna last accept karna chahie Jaisa ke Ham Apna profit accept karte hain aur koshish Karni chahie ki ham log ko bhi profit Mein change Karen
    • #3 Collapse

      Re: Accept your loss like your profit.......

      Jo log sirf profit ko accept karte hain aur police ko accept Nahin karte vo log kabhi bhi tarkki nahin kar sakte Kyunki Lash ko bhi like profit bardasht Karen Agar yah bardasht nahi kar sakte to Fir karna Chod De Kyunki trading profit aur nuksan ki donon chijen bhi hoti hai agar Insan Apne puchna hai to aap business nahin kar sakte
      • #4 Collapse

        Re: Accept your loss like your profit.......

        Yes hamy loss ko asy he kabool karna chahe jesy ham profit ko kabool kartyn hain, forex ma jo log loss ko bhol jaty hain unko jb loss ho jata ha to wo bhot pareshan ho jaty hain, forex trading ma trade open karny ay pehle loss ko zehan ma rakhna chahe, loss k bary ma strategy b banaini chahe, loss ko ignore ni karna chahe,
        Last edited by ; 27-05-2020, 08:47 AM.
        • #5 Collapse

          Re: Accept your loss like your profit.......

          hamy mistakes ko avoid kar ky kam karna ho ga pher he humpasia kama sky g hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai be kamkiar sakty hain hum is mai agar bagerlearning ky kam kary gy to hamara accoutn baend ho jy ga hum is mai apny boss pa he hoty hain yai kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi be bos nahi
          "The mind is everything, What you think you become"
          • #6 Collapse

            Re: Accept your loss like your profit.......

            bhai bilkul sahi Baat aapane kahi hai Hamen Apne Lash ko bhi profit Tarah accept karna chahie Agar Hamari trading se Hamen Las Ho To Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Kyunki SAS bhi business ka hissa hai aur yah Businessman last aur prapt Hota Hai Jab Khush hote hain to last mein bhi ghar Aana Nahin chahie balki last se acche result nikaalne chahie Hamara last mein kis vajah Se Hua Hai Aur apni trading Se Is Tarah Ki Ladkiyon ko Dur karna chahie aur iski madad se trading co improve kar sakte
            • #7 Collapse

              Re: Accept your loss like your profit.......

              I think loss is more beneficial for beginners because apko profit m sirf prifit hi milta h jbky loss m aik tu aoko loss ho gya disra aoko aoki ghakti ka ihsas ho jata or apka experience next level tk pohnch jata h
              Ap jb agli dfa koi trade krny lgty hn tu aoko pta hota h k mjh sy kahan kis point oy ghalti hui h or phr ao apny ko manage kr k us point py darust sabit hony ki koshis krty hn ultimately aoko wahan victory milti h jo k previous loss sy kahin barh k hoti h
              • #8 Collapse

                Re: Accept your loss like your profit.......

                Forex trading eik risky business hai jismein profit ke sath hamen loss bhi hota hai aur Forex mein ek acha trader hamesha profit ki tarah loss ko bhi accept karta hai isliye Forex mein hamen bhi loss ko accept karna chahie aur loss se learn karna chahie aur Forex main loss ko dekhkar pareshan nahin hona chahie balki loss Ko dekhkar himmat our housale ke sath work karna chahie aur is tarah Forex mein ham kamyab ho sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex main loss se bachne ke liye hamen apni learning ko increased karna chahie aur Forex main trading ache confidence ke sath karni chahie aur is tarah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur jald hi kamyab ho sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Accept your loss like your profit.......

                  profit or loss is market ka hissa han jis tara loss accept krty han usi tara hmy loss ko bi accept krna chaheye ta k hm trading ma perashan na hu k hmy loss q ho gya ham loss business ka hissa han is hmy loss sy pareshan ni hona chaheye balky hmy is ma market ki movement ko samjna chaheye ta k hm is acha proft haseel kr say ya ak bohat kam hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Accept your loss like your profit.......

                    Ji han bilkul theek hai profit aur loss is market Ka hissa Hai Jis Tarah loss expect karte hain Usi Tarah Hamen last ko bhi expect karna hoga aur profit Hamare liye bahut hi faydemand sabit hota hai aur Hamen bahut zyada Khushi hoti hai aise hi Hamen Agar loss Ho Jaaye To Hamen ghabrana Nahin balki Himmat ke sath kam karna hoga tabhi Hamen ismein Kamyab ho sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Accept your loss like your profit.......

                      Je bilkul.forex trading mein Hamen last bhi hota hai profit bhi to Hamen chahie ki Ham emotional na Hola se apne feeling control Karen main Karen accha knowledge experience receive karne ki koshish karen tabhi Ham Forex trading se acchi nahin kar sakte hain aur exceeding ek accha business profit wala business hai amaze mein dilchaspi se kam karna hoga tabhi Ham Forex trading se acchi hai nahin kar sakenge Forex trading mein vah log kamyab hai jo hard worker Hain money management se kam karte hain acche knowledge achcha experience se kam karte Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: Accept your loss like your profit.......

                        G ha ap na kilkul theak baat ke bhi jaan gagr hum kasi market ma koy trade lagita hi too gagr hum loss kar jaa taa hi too is ma koy bahirde baat nhi hi loss or prophet doono saat saat he hotia hi agar ap ko forex trade ma koy loss hotia hi or koy ap ko is ka baara ma bool ta hi too ap aus ka like ko accpet karo .forex market is aa good work .ap is ma jatina work kar ta hi ap ko atina he innkm mil ta hi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Accept your loss like your profit.......

                          Jis trha Ham Forex trading mein profit per khush hote hain usi tarah Hamen chahie ki lash per Apne feeling control Karen main Karen apni lash ko cover karne ki koshish karen Forex trading mein Hamen apni galtiyon se Sabak Castle karna chahie tha ki Ham dobara aisi galti na Karen jisse Hamen nuksan Ho Forex trading mein vah log kamyab Hain Jo apni feeling strong rakhte Hain last se nahin ghabrate Apne kam per focus rakhte Hain.
                          • #14 Collapse

                            Re: Accept your loss like your profit.......

                            Hamen apna last accept karna chahie jaise Ham apna profit accept karte Hain hain isliye mehnat Karen Takh bahut jald kamyab ho saken mehnat karna bahut zaruri hy aur acha kam karna chahye tabahi ham Forex main kamyab ho saken gay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Accept your loss like your profit.......

                              Walaikum Salam g ap nay bil kul sahe kaha ha yeh hamri nature ha k jb hmain profit hota ha to hum khush hotay hain lekin loss ki surat mn hum thoray upset ho jatay hain aur yeh ziyada tar new traders k sath hota ha. Jo puranay aur experience traders hain wo loss ki vja say itnay nai ghbratay jitnay new ghabratay hain..so hmin bhi zehni tor pay loss k leay tayar rehna chaheay aur loss ko bhi profit ki taraha accept krna chehay. Loss aur profit forex business ka hissa ha lehaza loss ki bhi usi tarha accept krna ho ga jesay hum profit ko accept krtay hain tb he hum aik achay trader ban skain ge.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X