Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

    Assalam o Alakium ..?
    friends agr ap achii trading kr rhy hain aur buhat hi achii kmai kr rhy hain.ap trade ko Soch smjh kr laga rhy hain.Lakin agr ap ny kabhi bhi jldbazi main koi ghulat trade laga di aur apka account wash ho gya tu smjh lena apki pechli sari mehnit zaya gai.is liay apni mehnit ko barqaraar rkhny ky liay ap apni trade soch smjh kr lagain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

      G han account wash hony ka mtlb h k pichli jitni b mehnat woh sari waste ho gyi h is liy ap jb b trade lagany lgen tu aoko market k trends buy or sale k bary m or support or resistance ko b made nazr rakhy
      Agr in chezo k bary m aoko pta h tu ao kamyab ho skty hn otherwise ap ko nakami ka samna ho skta h
      New members ko chahiy k woh ghor sy kam sekhen or jahan koi masla ho tu apko bila jhijak seniors sy consult kren
      • #18 Collapse

        Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

        yes dear ap ne bilkul thek kaha hy pak forex aik international business hay jis mein ham mehnat dill laga ker kerty han wo bhe ghar beth ke es liye jab planning or money management nahi kryn ge to account wash to hoga jis ke waja se ap ke sare mehnat waste jeye ge es liye soch sumj ke sath lots ka use keryn or har mushkil se mushkil wakat ka samna kerne se ache se halaat ka samna ker sakty han
        • #19 Collapse

          Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

          Ji sir aapki baat bilkul theek hai ke jab hamara account wash ho jata hai uska matlab hota hai ki hamare sari mehnat waste ho jaati hae aur phir humie apna Kam starting se karna parta hai aur hamen dobara se apne posting se bone shasan karne ki try karni parti hai aur dobara se pahle jitna bolane se Hasil karna partaa hai jitna ki hamara pahle waste ho jata hai... isliye hamen chahie ki hamen soch manka trading karni chahie ke kabhi bhi hamara account wash na Ho.... Because ek dafa count was Ho jaaye to kafi zyada mushkil bn jaati hai...
          • #20 Collapse

            Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

            G bilkul account wash honay say ap ka Sara balance waste ap ki mehnat waste aur ap ka moral b kam laykin Is sab main ap nay kia hasil kiya WO hai lesson so carry on and be hopeful dubara WO mistakes na repeat karain him yehi kar skty haib
            • #21 Collapse

              Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

              Account wash hona kici trader Kay lie bohut bara nuksaan hota hay. Account wash honay say trader ke sari mehnut zaya ho jaati hay . Pak forex forum pay pora hafta mehnut ker kay usay aik din ya aik trade may ghalat faislay say zaya kerna thik nai lagta . Forex trader ko apna account wash nai honay Dayna chahiye is tarah saaei mehnut he khatum ho jaati hay. Trader ko apnay business ko zayada time Kay lie sahi tara strong kerna chahiye takay account wash na ho
              • #22 Collapse

                Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

                G bil kul yeh bat apki darust ha account wash honay say apki mehnat zaya ho jati ha kyun k fourm ki trf say jo reward apko post k in lie milta ha us pay apki mehnat zero ho jati ha . Ic leay me yahe mashwra dun ga k apnay trading plan ko ic tarha say manage krain k apka account wash honay say bacha rahay. Account wash honay say bachnay k leay hum apnay tor pay kuch rules agr follow krain to mera khayal ha hum kisi had tak bach sktay hain jesay k small lot aur stop loss ka istamal.
                • #23 Collapse

                  Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

                  g han dear apki bat bilkul thk hy agr hmara account wash hota hy to eska mtlb hy hmari mehnat zay hogi hy hmen koshish krni chahye k hum apni mistake sy bchen aur apny account ko safe rkhen hmen kisi bhe ghalto ko asan sy accept nhe krni chahye chohti sy chohti ghalti bhe hmari mehnat ko zay krskti hy
                  • #24 Collapse

                    Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

                    ji bilkul forex market Mein trading karte hue account wash hone ka matlab hamari pahle ki sari mehnat zaya ho jana agar Ham Forex Mein Koi aisi trading kar dete Hain jisse hamen account wash Ho jata Hai to Ham market mein bahut zyada mehnat karke acha bonus Hasil karte hain hamen aisa Kam nahin karna chahiye jisse hamen zyada loss Ho kyunki trader apni mehnat ki wajah se Hi kamyab hota hai aur successful trader hamesha apne loss ke liye learning strategies banata hai is vajah se vah market Mein success Hasil karta Hai market ka samajhna hamari zarurat hai agar Ham market ko samajh kar trading Karte Hain to Ham bahut zyada successful hote Hain
                    • #25 Collapse

                      Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

                      G hain ya bat bhi thk hy k agr hum us business ma koi mistake kerty hy to us se humra account wash ho jawta hy us ka matlb ya ho gaw humary ik choti mistake humery sary monhat ko waste ker sakta hy us liy ma to ya kho gi hun ko ya business soch sumj ker na chiy
                      • #26 Collapse

                        Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

                        bilkul thek kaha hae ap ne hamne cahaiye ke hum is main akbhe bhe apne mehnat ko waste na hkiya karen balke ache tarah se is main ache kam kiya karen take hum is main kamayab ho saken hum is main mehnat kaen ge to he to hum is main succes hasil kar saken ge to hamen cahiye ke hum is maain acha kam kiya karen take hum is main sirf success hasil kar ke is main kamaayab ho saken
                        • #27 Collapse

                          Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

                          jab hamare trades loss essential chale jaen or hamara account stability zero bach jae then hamara account wash ho jata hae to yeh sirf account wah nhe hota hae balke is important hamare pechle sare ke sare mehnat waste ho jate hae jis mehnat se hum ne bonus banaya hota hae to is liye hamen cahiye ke hum is primary mehnat karen discomfort trah se kam karen take hum is important profitable ho saken or is predominant hum kamayab bhe ho saken akin yeh sab bhe mehnat karne hote hae dobara se bonus banana parta hae tab ja kar hamare jo incomes begin hote hae
                          • #28 Collapse

                            Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

                            bilkul ap nay shi khaaa hy account wash honay ka mtlb yhi hota hy keh humai sari mehnat zaya ho gai hy hum es main bht he mehnat say forum main kam kurtay hain or es main say mehnat say binsu gain kurtay hain laykin jub humain es main losshota hy humaraaccount wash hota hy to humain apni mehnat zaya honay ka bht he zyada afsos hota hy to bad main tens honay ki bjay humain kuch hasil nhi hota hy es lyay hmain start main he acha kam kurna chahiyaay takeh humara account he wash na o to acha kam kuraay or serous ho kur kaam kuray
                            • #29 Collapse

                              Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

                              Aap ki mehnat sab zaya he hogi jab ap ka account wash hota hay zaruri ha k ham es ka knowledge hasil kary or es ki practice kar k es mi experience hasil kar es k lia hamy hard work karna parta ha or ham agar es mi successful hona chahty ha to hamy es mi hard work ki zarurat ha.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Acount wash hone ke matlb pechle sare mehnat waste........

                                Yes account wash hone ka mtlb hota sari mehnt waste gai forex bhut acha online business hy forex per work forex k rules k hisab se work kren gy to account kbhi wash nai hoga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X