loss ke reason=lack of experience
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ke reason=lack of experience
    Assalamau Alaiakum dear g han forex main agar apko loss hota hae to us ke wja apka lack of experience hota hae q ke agar apke pas acha experience ho to akbhe bhe apko losss nhe ho sakta hae to is liye tamam logon ko cahiye ke wo is main mehnat karen ache tarah se kam karen take wo is main kamayab ho saken wo jitna zayada is main mehnat ke sath kam karte jate hain wo si main utna he kamayab bhe ho he jate hain to sab logon ko cahiye ke wo is main mehnat karen ache tarah se acha kam karen take wo is main apna acha experience gain karen or us ke madad se wo is main kamyab ho he sakte hain to sab log acha kam karen is main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ke reason=lack of experience

    hamy learning ggan kar ky aik time table bana kar ak kar na ho ga pher he hum passia kama saky gy hum is mai raat mai be trading kar sakaty hain hum is ma din mai be trading kar sakty hain yai aik legal business hain hum gar mai baath karis mai kam kar sakty hain ya aik legal business hain hum isy apan professionl career be bana sakty hain yai aik legal business hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: loss ke reason=lack of experience

      Bhi Mere Pyare bhai aapane bahut acchi baat ki hai ki Hamare last ki ek Badi vajah experience ki Kami hai agar hamare pass experience kam hoga to yah Hamare last hone ka Shubham Banega To Hamen yah chahie ki trading use time Tak Nahin Karni chahie jab tak hamare pass hone ka accha Sa Na Lage Na Ho Kyunki knowledge ke trading karna bevkufi hai aur Is Tarah nuksan Utha sakte hain use time reading Karni chahie Jab Humko Pata Ho ke Ham Hain forest Malik ko improve kar liya hai aur hamare pass Ek Achcha skill level hai to use time ki Hui trading Hamen Ek Achcha profit de sakti hai aur last se vichar sakti hai aur Hamare experience ko increase kar sakti hai
      • #4 Collapse

        Re: loss ke reason=lack of experience

        Forex mein hamen koshish karni chahie ki ham apne kam experience aur knowledge se trading aur work na karen jiski wajah se Forex mein ham acha work aur achi trading nahin kar sakte aur Forex mein hum nakam ho sakte hain aur hamara bonus account bhi wash ho sakta hai Kyunki Forex mein achi trading ke liye ache experience our knowledge bhi bahut hi zaruri hai aur forex main jitna acha hamara experience aur knowledge hoga Forex main hum utni achi trading kar sakte hain aur acha profit aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur is tarah se Forex mein ham loss se bhi bach sakte hain.
        • #5 Collapse

          Re: loss ke reason=lack of experience

          ji friends, loss ka sab say barra reason experience ki kami hy aur is kay saaath saath laalach aur jaldbazi bhi hy . Bohat sary dost beghair experiance ky, aur jaldbazi mn trade lga kar nuqsan uthaty hain ,lihaza har trade mukamal yaqeen aur exp kay bharoosay par lgayi jay...
          • #6 Collapse

            Re: loss ke reason=lack of experience

            Ji han dear friends aap bilkul theek kah rahe hain loss ka reason Hai hamare pass experience Ka Na Hona Ham in SMS jaldbazi karna Hamen is main bilkul soche samjhe tried open karna Kisi Ki Rahana Lena tab hi Ham sml loss muscle karte hain Agar Ham Soch samajhkar kam Karenge To Ham ismein zarur Kamyab ho sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: loss ke reason=lack of experience

              Assalam o alaikum.Business main losse ki waja ye hoti ha kay hamaray pass experience ki kami hoti ha. AUR experience ki kami honay ki waja ssy humain apnay kam ka sahi toor par tajarba nahi hota jo kay losse ki badry waja ha.Takay hum pak forex forum kay kamyab aur sucsessful traders ban saktay hain.Aur jald bazi say kam nahi lana chahiya. Takay hum kamyab ho sakain.
              • #8 Collapse

                Re: loss ke reason=lack of experience

                ji bilkul Forex Mein loss ka sabse bada reason hamare knowledge aur hamari experience ki kami agar Ham zyada knowledge Hasil karenge to kabhi bhi hamen loss nahin hota hamen apne professional trader ko follow karna chahiye jinke pass Forex ka bahut knowledge Ho agar Ham kisi aur Ko follow Karte Hain to kuch log yahan per hamen sahi guide nahin Karte jiski wajah se hamen loss hota hai hamen hamesha expert trader ko follow karna chahiye aur unko choose karna chahiye yahan per kamyabi ke liye hamen mehnat karni chahie aur mehnat se hamen Forex ka experience milta Hai woh forex mein zyada time spend Kar ke Forex ki learning ki ja sakti hai hamen hamesha market ki condition ko follow karte hue trading karni chahiye
                • #9 Collapse

                  Re: loss ke reason=lack of experience

                  g han nuqsan hone ke bahut hse wajohat hain lakin hamen un se pareshan nhe hona cahiye balke haen khud ko mazeed improve karna acahiye or is main hamen kamyab hon eke iye banan cahiye agar hum is main ache tarah se kam karte howe kamayb hote haian to hum is main success hasil kar he lete hain to hamen bhe cahiye ke hum is main zayada se zayada mehnat karen acha akm karen take hum is maian kamaayab ho saken
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ke reason=lack of experience

                    lack of journey ka bohut bara hath hobsakta hai. Experience hamen bohut khob maqam de sakta hai. Forex Trading me taruba rakhne wala zyada kamayab hota hai. Asal me pora foreign exchange buying and selling hello isbk gird ghonta hai. Forex buying and selling 5 me know-how okay zarye hamare tujrube aur competencies me upgrades hoti hai. Aur jitna hamara tujruba zyada hoga hum behter evaluation kar sakengay. Forex buying and selling me analysis ya markets information ok bena pe buying and selling aik affliction tujrube hello ki waja se hai. Q okay jitna hamara tujruba acha hoga hum behter evaluation kar sakengay aur is tarah hamare kamyabi ok possibilities bhi zyada hongay.
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ke reason=lack of experience

                      Dear member ap bilkul theak keh rahy hain jahan loss ki bahot sari waja hoti hai wahan pay lavk of experience bhi aik bahot bari waja hai jaisa k ap janty hain k kisi bhi business main kam karny k bad ya faida hota hai ya nuqsan hota hai forex trading aik bahot acha business hai jis main nuqsan ki intahi khtrnak sorat e hal hai k humra account wash ho jaye is sy bachny k lye apko cahahye k apni ghaltyon sy sekhen aur bar bar gahltyon ko ma dhorain yeah na hu k aik he gahlti ap bar bar kar rahy hun jis ki waja sy apka account wash ho raha hu dosra trade lagaty waqt stop loss lazmi use karen jahan tak ap nuqsan bardasht kar skhty hain os had pay ja kar stop loss laga dain k agar apka analysis ghalt bhi hota hai tu apko nuqsan km sy km hu aur apka account bhi bach jaye
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ke reason=lack of experience

                        Assalam o Alikum,

                        G ye bat teak h agr hmsry pas trading ka knowledge e nai h to pir hmein chein jitna mrzi trs8dbg kr lein hmrin pefit kaam r nuqsaan zyada ho ga kyn khum experience na hony ki wja sa tukky laga kr trading kr rhy hn gy es liye trs8dbg kliye knowledge must h.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X