insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....
    Assalamau Alaiakaum my dear members forex business he aik esa hae jis main apko loss bhe hota hae or is main apko profit bhe hota hae lakin traders ko pata bhe hota hae lakin phir bhe wo loss ko bear nhe karte hain jab unko loss hota hae to o gusse main a jate hain or tension lete hain halanke agar dekha jae to yeh loss un ke apni waja se he hota hae lakin jitna bhe acha trdaer ko khas kar new trader ko is main loss hota hae to wo is main bahut he zayada pareshan ho jata hae to insan ke nature main he nhe hae loss ko bear karna wo kabhe bhe apne loss ko bardasht nhe karta hae halanke wo profit hone par khush
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

    hamy learning gain kar ky aik time table bana kar kaam kkarna ho ga hum si mai raat mai be kam kar sakty hain hu msi mai din mai be kam kari sakty hain yai aik legal business hain hum gar ma bath kar is mai kam kar sakty hain is maai kam karny ky liye hamy kise be ofice mai jany ke need nai hote yai aik bes business hain is mai hamra koi be boss nahi hain
    "The mind is everything, What you think you become"
    • #3 Collapse

      Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

      Yes of course you are right Pakistan Forex Mein Insan ki Hamesha nature Mein hota hai ki agar use loss ho raha hai to usko bardasht nahin kar sakta usko bahut Kripa ki n hoti hai usko bahut tension hoti hai isliye usko bardasht karne ki vajah se Aisa risk leta hai ki usko Hamesha loss ho jata hai 9 Se Bachana chahie jo bhi log se Bach Gaya Uske Hath Mein Aaegi isliye aapko chahie Dil lagakar kam Karen acchi trading Karen market Ko Dekhkar Karen Agar loss ho raha hai to hold Karen lost Inshallah Panipat Mein Hamesha change Hoga isliye acchi kocchi se aap Achcha kam Kare Tu Hi kamyabi Hogi
      • #4 Collapse

        Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

        yes dear thek kaha hy pak forex business mein hamain mehnat dill se kerne cheye jitna achi quality se hard work kerty han utna achi success bhe zror milty han ager pak forex business mein loss ho jeye to insan ke nature hay us se loss bardashat nahi hota es liye hamain cheye ke jaha profits hasil kerty han waha loss bhe ho jeye to preshan nahi hona cheye then achi success bhe zror milty han
        • #5 Collapse

          Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

          Aisi he bat hay but forex main hamain apni nature ko change karna hoga or initial losses per tension nai laini or na he confused hona hay balkeh in losses per patience karty huye apni mistakes and weaknesses ko control karny kay liye achi learning and experience per focus karna hoga tab he hum losses say bach kay successful ho sakain gay.
          • #6 Collapse

            Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

            Insan ko chahie ke fayde Aur nuksan donon Ko bardasht Karen profile to bardasht karta hai lekin Rukhsar ko bardasht nahin karta Jiski vajah Se Usko Bahut Si tension hoti hai aur vah jald kabhi bhi Hasil nahin kar sakta isliye aapko donon ko bardasht karna chahie profit aur loss ko
            • #7 Collapse

              Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

              han g bilkul thk kaha hai ap ny hm loss ko bardsht ni kr paty is waja sy hm loss bi zeada kr laity han or account ko wash kr laity han hmy loss sy bachny k lia hmy apny trading ko samny rakhna chaheye ta k hm is ma loss sy bach saky hm forex ma us waqt he kamyab hu gy jb hm is ma ak planing k sath kam kry gy forex ak bohat acha business hai
              • #8 Collapse

                Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

                W salam ap thk keh rhy hn k insan ki nature h k woh loss ko bardsht ni kr pata lekin business ki paheli seerhi h hi bardasht krna jo jitna zyada sabr sy kam leta itna hi zyada prosperous hota jata h isss liy apny andar bardasht ka mada paida kijiy or agy barhty jaiy
                • #9 Collapse

                  Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

                  Insan ki ye nature h k profit pa bht khosh hota h but agr loss ho jay to hm prashan ho jaty hn forex b ak asa business h jis m loss b hota h or profit b or loss tb hota h jb hm mistake krty hn but hm diappoint ho jata h kbi kbi sadness mkam krna chor data h phr wo loss brh jata h agr apni galti man kr us ko recover kia jay to further loss sa hm bach skty hn ak dafa ho ga loss agr hm us ko recover kr lain to mazeed tnetion sa bach skty hn or bonus b achaa la skty hn
                  • #10 Collapse

                    Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

                    g han ap ki bat kisis had tk to thek hy k agr humy ksis kam my loss ho raha hy to hum us ko ik limit tk he bardasht kr sakty hn.or agr humy is zadya loss ho jy to is sy humara account b wash ho sakta hy.likn agr hum is my expert hn to is my humy loss b ohet he km ho ga.or humy zayda profit earn kry gy.
                    • #11 Collapse

                      Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

                      profit or loss business ka hissa hai aur forex mein koi bhi nahin chahta ki hamen loss ho lekin Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye profit ki tarah loss ko bhi accept karna padta hai aur Forex mein loss ko bhi bardasht karna padta hai aur Forex main loss se learn karna chahie aur is tarah se Forex mein ham kamyab ho sakte hain aur achi earning aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur forex mein kamyabi hasil karne ke liye loss se bachana bhi hamare liye bahut zaruri hai aur Forex main loss se bachne ke liye hamen trading se pahle market ko achi tarah analyse karna chahie aur Forex mein hamen trading money management aur achi learning ki madad se karni chahie aur Forex mein hamen jaldbazi aur lalach se bachana chahie aur is tarah se forex main ham achi trading kar sakte hain aur acha profit bhi hasil kar sakte hain aur Forex mein hum loss se bhi bach sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

                        walikum assalam g bilkul har insan yehi chata hai k wo hamesha he profit main jae or hamesha he acha profit earn kare ..kun k sub he bhot mehnat karty hain or mehnat karny par he jub loss hota hai to wo kabhi bhe bardasht nahi kar sakta hai ..ek achy sa acha trader ho ya fresh trader loss karwana koi bhe nahi chata hai ..magar forex ek aisa business hai jahan loss har hal main he hota hai or phir hum loss kar k he sekhty hain or agr barh paty hain ...loss hamen hamari khamiyan batata hai or hum phir mazeed achi tarhan sa he kam karty hain or risk bhe nahi lety hain ...
                        • #13 Collapse

                          Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

                          Har insan ki koshish hoti hai ki use apne business mein last kam ho aur profit jyada Forex trading mein agar humne money management se kam Karen acche na lage che experience se kam Karenge tabhi Ham Forex trading Se achcha profit asar kar sakte hain Forex trading ek achcha business hai profit wala business hai Forex trading mein bolo kam job Hain Jo hardworking se kam karte hain acche knowledge acche experience a Forex trading main Hamen Dil lag se kam karna hoga tabhi Ham kamyab psle kar sakenge.
                          • #14 Collapse

                            Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

                            Forex trading mein Hamen last to bardasht karna padega tabhi Ham Forex trading Se achcha fayda sab kah sakte hain nafa nuksan har Kar bharka song last se nahin ghabrana chahie maine karni chahie market ke bare mein achcha Na Lage achcha experience aasan karna chahie tabhi Ham Forex trading Se achcha fayda asal kar sakenge Forex trading ek achcha business profit wala business hai Hamen is mein dilchaspi se kam karna hoga tabhi Ham Forex trading se kam ja BA sab kar sakenge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: insan ke nature hae ke wo loss ko bardasht nhe kar sakta....

                              Theek bat hay loss bardasht nahi hota magar esko bardasht krna chaye mahnat kii zarort hoti h lakin ya sab tab hota ha jab hum trading ma lalch na kary too warna lalch too humy bht bht bura kar dati ha jiss ki wja sa hum apni invest kro loss ma dakh sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X