Strategy apna aser aram se dekhati hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Strategy apna aser aram se dekhati hai.
    Dear traders, akser hum jab aik strategy pe kaam ker rahy Hote haen aur humaen ache results nahi milte tu hum usey change ker daite haen. Jo ke mery khayal se theek nahi hai humaen check ker laina chahyea aur intezar ker laina chahyea. Kyon ke amoomen aisa hota hai ke market ki condition suitable nahi hoti jab market soutabke condition mein aa jaye tab shaid wo strategy work ker jaye. Aur yeh bhi ho sakta hai ke hum kuch improvement ker ke strategy ko improve ker laen.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Strategy apna aser aram se dekhati hai.

    Strategies aur planning apna effect aaram se dikhti hai agar aapane koi bhi trade lagai to planning aur usi waqt asar nahin dikhti hai aapko trading mein bahut jyada vate karna padta hai believe me Jo main subah trade open ki thi vah abhi jakar profit mein I hai aapane darna nahin Hai trading mein profit bhi milta Hai loss bhi hota hai aur aapko acche profit ke liye bahut jyada vate karna padta hai jab tak aapki mind set is chij ko accept karta hai ki aap bahut acche trader Hain to aapko bahut jyada vate bhi karna padta hai apna effect aaram se dikhti hai jiske liye aapki wait karne ke liye jyada se jyada time hona chahie.
    • #3 Collapse

      Re: Strategy apna aser aram se dekhati hai.

      Mere Sabhi Bhai aap bilkul sahi kah rahe ho Forex trading Mein sector Jatti Da Asar aaram se dikhti hai iska matlab yah hai ki Forex trading ke bare mein Hamare Paas Jo experience aur taknik Aati Hain vah aaram se Ham look like karke trading karte hain aur future Mein vah Hamen acche result dikhti hai apni trading se aur iski vajah se Ham Ek accha profit Hasil kar sakte hain aur technique Dhamal karne mein koi maja maja Nahin Karni chahie bol ke Inko istemal karna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Strategy apna aser aram se dekhati hai.

        hamy ache strategy bana kar use kar ky kam karna ho g oher he hum pasia kama skayg y hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is maai din mai be kam kar sakty hain yai aik legl business hain hum gar mai bath karis mai kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain yai business pakstan mai legal or famous ban cuka hain
        • #5 Collapse

          Re: Strategy apna aser aram se dekhati hai.

          Jab Bhi aap frustrating Mein kam kar rahe ho to usmein aapko Bulane ke sath aur apni stately Banakar use kam karna chahie dusre ke sath kolaj kam hoga fayda Jyada hoga agar aap ismein cooker lagaenge to Sakte aap use Jal prapt Ho Jaaye lekin vah parmanent Nahin Hoga usse aapko bahut jaldi ho jaega to koshish Karenge aane ke sath ke lagaen Kyunki aapke liye benefit hoga aur vah aapko Ek Achcha experience Padega
          • #6 Collapse

            Re: Strategy apna aser aram se dekhati hai.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
            Dear traders, akser hum jab aik strategy pe kaam ker rahy Hote haen aur humaen ache results nahi milte tu hum usey change ker daite haen. Jo ke mery khayal se theek nahi hai humaen check ker laina chahyea aur intezar ker laina chahyea. Kyon ke amoomen aisa hota hai ke market ki condition suitable nahi hoti jab market soutabke condition mein aa jaye tab shaid wo strategy work ker jaye. Aur yeh bhi ho sakta hai ke hum kuch improvement ker ke strategy ko improve ker laen.
            Jeera Forex ke upar kam karte hain uska jawab ka Palan karna hoga aur Bura Na Lage ho to tabhi hi aap kaise kam Karega tabhi Ham Jyada Kamyab ho sakte hain isliye Hamen chahie ki Ham apni status bhi koshish tarike study Karke pahle badminton practice karne ke bad Ham kam Karen Agar Amritsari Kaise kam Karenge to Hamari Sajid Hamen Achcha result Degi aur Achcha kam kar rahe the isliye Ham Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada Apne kaam Tu group Karen aur Jyada Se Jyada Apne kaam ko Aage Lekar Jaaye Hamen chahie ki Ham is Forum ke upar kam Karte bhi apni experiences share karna chahie
            • #7 Collapse

              Re: Strategy apna aser aram se dekhati hai.

              Strategy Ek na Ek Din Jarur Hi Kam aati hai aur aapko Achcha experience dekar Jaati Hai Kyunki aap Jab experience Hasil kar lete hain to aapko confidence build ho jata hai uske bad aapko tension Nahin Hoti aur aap tension free hokar trading karte hain aur bahut jyada Aam karte hain aur long-term ke liye Karte Hain
              • #8 Collapse

                Re: Strategy apna aser aram se dekhati hai.

                ji bilkul Forex mein kis koi bhi strategy ko use karne se pahle demo account per achi tarah se apply kar le kyunki uske negative aur positive result aapke samne demo account per a jaenge aur strategies forex account per apply karne se pahle uski applications aur limitations ke bare mein achi tarah se samajh Le aur hamesha Forex main strategies ko apply karne ke bad hamen rakhna chahiye kyunki strategy Koi bhi Ho kisi bhi tarah ki Ho woh apna asar bahut aaram se dikhti hai aur forex market ki condition ke hisab se woh strategy moving karti hai agar market ki condition unstable Hui to strategy ki condition bhi unstable Hui Hai lekin hamen ismein sabar rakhna chahiye kyun ke Ham sabar ki wajah se Hi market Mein profit Hasil karte hain aur kamyab hote Hain
                • #9 Collapse

                  Re: Strategy apna aser aram se dekhati hai.

                  G hain ya bat bhi hy strange ka bhi ik apna effect hota hy agr hum Asia kerty hy to hum ko bhi us se faida ho sakta hy ar hum agr Asia ni kerty to hum ko loss bhi ho sakta hy stragen ka ik apna positive ar negative effect hota hy
                  • #10 Collapse

                    Re: Strategy apna aser aram se dekhati hai.

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas3456 پيغام ديکھيے
                    Dear traders, akser hum jab aik strategy pe kaam ker rahy Hote haen aur humaen ache results nahi milte tu hum usey change ker daite haen. Jo ke mery khayal se theek nahi hai humaen check ker laina chahyea aur intezar ker laina chahyea. Kyon ke amoomen aisa hota hai ke market ki condition suitable nahi hoti jab market soutabke condition mein aa jaye tab shaid wo strategy work ker jaye. Aur yeh bhi ho sakta hai ke hum kuch improvement ker ke strategy ko improve ker laen.
                    Aap log trading karne ke liye Jo strategy use karte hain vah avsar Andaz Jarur hoti hai aapki trading mein aur bahut Behtar results aapko de sakti hai Jab aap patients Rakhenge Kyunki jaldbaji Mein Koi bhi aap log Kadam uthate Ho usse aapke liye faydemand Nahin Hota patience Rakh ke trading karne ke bad aur entry jo bhi chal rahi thi aapki usmein kabhi bhi jald Baji na Karen usko close na Karen nuksan ho raha hai to usko chalne De jab tak aap apna target complete nahin kar paate tab tak Apne entry ko close na Kiya Karen minimum lot size select Karen Taka aap log Apne account ko acchi Tarah Se risk se mahfuj Rakh sake Big Lots Kabhi Na lagaen acchi Tarah Se money management Karen aur trading karte hue Hamesha apni planning per focus rakhen.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Strategy apna aser aram se dekhati hai.

                      agr hum is main stratgy ko bana kar kam karty hain to trade karna or b asan ho sakta hay humain hard work karna ho ga or agr hum is main analysis karty hain to stay karna or b asan ho sakta hay agr demo ka use karty hain to trade karna humary liye asan ho sakta hay magr humain low risk main trade ko sikhna chahiye

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X