loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

    agar humain loss ho jay to hum es ko es waqt recover kuraay gaaay jub hum es main acha kaam kuray gaay or es main acha kaam es waqt hoga jub hum es main zyada say zyada focus apni trade pay kuraay gaaay or achay say apna kam kuray gaay es awqt hum es maan kamyab hon gaaay or acha kam kuraay gaay to es man humaoaon agar kamyab hona bhy to es kay liyay humain acha kaam kurna ho ga or es kay sath bsath humain loss ko recover bhi kurnaaa ho gaaa takeh humain es main acahy say kamyabi gain ho0 jay
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

      Pehli bat yeh ha k profit earn krna easy ha ba nisbat loss recoevr krnay k kyun k loss mn admi ka confidence thora loose ho jata ha. Loss ko recover krnay k leay sb say oehaly apna mind set bnaen k jo ho gaya so ho gaya ab discipline k sath trade krni ha aur emotions pay control krna ha. Dosra loss mo recoevr krnay k leay money management ko kbi ignore na krain aur balance k hisab say lot size ko open krain aur risk kam say kam rkahin aur aik trade profit mn close honay k bad dosri open krain. Third apnay emotions apy contro rakhin aur kbi jazbati na hon bal k cool mind k sath trade krain. Agr yeh batin follow gi to me yaken say 90 percent keh skta hun k aik din ap zarur loss ko recover kr lo gi. loss ko recove krnay mn jaldi na krain nai to mazid loss ho ga.
      • #18 Collapse

        Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

        agar Ham planning strategy jiski wajah se apne loss ko recover karne ki koshish Karte Hain to is se Ham apne loss ko recover kar sakte hain hamen aur forex mein planning strategies aur mehnat aur market ko samajh Kar Hi kami karna chahiye kyun ke Jab Ham market ko samajh Kar kam karte hain to market Mein knowledge Hasil karke hamen bahut fayda hota hai aur forex market market ka knowledge hamare liye bahut zaruri hota hai trader ko hamesha forex market mein experience Hasil karna hoga kyun ke jis trader ke pass Forex ka zyada experience hota hai woh trader hi hamesha success Hasil karne mein kamyab hota Hai
        • #19 Collapse

          Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

          loss ko cover kerne kilye khud ko cool banna chyee jitna ham sabar se kam keryn ge to zror success bhe milty han ache profits kilye jiase mehnat kerty han wse loss ko cover kerne ke mehnat se dill laaga ker kam keryn ge to zror kamyab bhe hoty han knowledge or experence se work kerne se success milty han
          • #20 Collapse

            Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

            Ham mehnat Karke Apne log ko recover kar sakte hain Jo shak Manati Hota Hai vah Apna lottery cover kar leta hai aur Apna profit double kar leta hai aur jo mehnat nahin karta vah Apna confidence lose kar Deta Hai Jis vajah Se Uska Dil Nahin Hota kam karne ka Hamen chahie mehnat Karenge Kos mehnat Mein Azmat hai
            • #21 Collapse

              Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

              اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
              Forex trading business Mein Ham Kis Tarah Se Apne loss ko recover kar sakte hain dear senior members please guide Karen Apne balance ko increase Kis Tarah Se kiya jaaye aur loss ko Kis Tarah Se recover kiya jaaye ki Ham easily Apne balance ko increase kar sake Shukriya
              Moscow recover karne ke liye Hamen lalach bilkul bhi nahin karna chahie Hamen aasani se apne dost ko recover karna chahie market Mein acchi mehnat Aur Dil lagakar kam Karen aur Thodi Thodi profit Lekar Ham Apne loss ko recover kar sakte hain aasani se Rahul loss ko recover karne ke liye Hamen Forex ko Jyada Waqt Dena Hoga aur uske bare mein acchi knowledge Hasil Karni Hogi.
              • #22 Collapse

                Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                G loss ko kis tarah recover kiya ja sakta ha agar ap loss ko recover karna han tou apko chahiye kay jaab bhi apko loss ho tou is kay baad sabar karen aur mahnat karen tab hi ap ahista ahista loss ko recover kar sakty han loss kay baad kabhi bhi jaldbazi nahi karni chahiye
                :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
                • #23 Collapse

                  Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                  Agr hum ko loss hota hy to hum us ko recover ker sakty hy agr hum us business ma monhat se work kerty hy to pher ker sakty
                  • #24 Collapse

                    Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                    Loss ko sirf achi mehnat se he cover keya jata hay forex ma bhi baki kamo ki trah agr dill laga kr mehant ki jaye tu iss ma aap ko success hasil ho sakti ha but iss ma ye ha k iss ma ik galti ya agr aap lalch krty hain tu uss ki saza aap ko kafi bari miti ha.
                    • #25 Collapse

                      Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                      es ka bahtarin tarika yah hay kay aap apni loss ko pahlay calculate karlain pahir yah daykhin kay aap nay jo trade lagaie thi wo kitnay dino may loss hoie hay aur agar aap nay jaldi say kafi bari trade laga kay lose kar diyah hay tu phr aap ko chahiyah kay aap trade laganay may jaldi na karian aur sabar say kam lain phr aap ahista ahista apnay lose ko recover kar sakain gain yahi best tarika hay jis say aap apnay lose ko recover kar saktay hain es say aap ka tajarba bi zayada hoga.
                      • #26 Collapse

                        Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                        Dear loss ki surat main oehly to hamin loss ko accept karna hoga, SL lagany ka maqsad yehi hota hay keh hum aony acviunt ki hifazat karty huye loss ko accept karna ka hosla rakhty hain. Phir loss ko recover karny kay liye hamain achi planning kat satb patience rakhna hoga, ta keh loss recovery ko bhi hum aik profit samjh kar recover karain or self confidence ko improve karain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                          hum market ko analysis kar k he apny loss ko recover kar sakty hain ...hamen kabhi bhe jaldbazi k sath kam nahi karna cheye ,..hum jub bhe trade karty hain hamesha he hamen apny lot size ko dekh kar he use karna cheye or kabhi bhe jaldbazi k sath kam nahi karna cheye tabhi hum sub kamiyab bhe hoty hain ,.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X