loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss ko kis tarha say recover kiya jiye??
    Forex trading business Mein Ham Kis Tarah Se Apne loss ko recover kar sakte hain dear senior members please guide Karen Apne balance ko increase Kis Tarah Se kiya jaaye aur loss ko Kis Tarah Se recover kiya jaaye ki Ham easily Apne balance ko increase kar sake Shukriya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

    Last ko recover karne ke liye sabse pahle aapko Apne emotions ko control karna hoga Uske bad Apna Jo experience hai usko revise karna hoga aur important yah hai ki market Mein strong evidence ke sath aur money management ko control Nahin write Kijiye Uske bad jaati aap ko recover kar sakte hain aur loss ke liye recovery ke liye Kabhi aapane Big Lot size ka use nahin karna iska sabse best way hai ki aap money management aur small profit ke sath Star Plus aur take profit to use Karen aur Iske bad jakar aap loss ki recovery ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

      Bhai Loss ko recover karna bahut jaruri hai yah Hamare trading ki battery Hogi jismein Ali time mein Lash ko cover kar lenge Kyunki Agar Ham / ko recover Nahin Karenge to kabhi bhi Forex trading Mein kamyabi Nahin Ja Sakte aur trading ki kamyabi ka Raj ISI mein hai ki Ham bahut jald Apne last per cover kar le aur apni trading co improve Karen aur Hamesha trading karte hue trading khate Hue positive morning ke sath editing Karni chahie
      • #4 Collapse

        Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

        loss ko recover karny k liy hmy phyly sy zada ahtiat k st kam karna chahiy agar hm analyses ko strong karty jay gy km lot st achy sy treading karty jay gy ti hamara loss b recover ho sakta ha hmy dil laga k forex my kam karna chahiy jtni mhynat kary gy hmy otna acha silha mly ga
        • #5 Collapse

          Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

          Pakistan Forex Mein trading karte hue last bhi hota hai profit bhi Hota Hai Kyunki las aur profit is business ka hissa hai isiliye Ye loss hone Ki Surat mein Hamen Pareshan Nahin Hona chahie Ban Ke Hamen Kuchh chahie Hamen acchi e planning ke sath acche knowledge experience ke sath Forex mein Apne loss karne ki koshish karen tab Ham Forex mein Main acche trading kar sakte hain aur accha profit bhi Hasil kar sakte hain uske liye Hamen main Qabar ke sath aur kam lot ke sath trading Karni chahie
          • #6 Collapse

            Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

            dear friend, agr hmain kisi trade ma loss ho jay to pareshan na hon, warna tension ma ap aur ziada mistakes kar k account wash kara lain gay, tahamul k sath achay chance ka wait karain aur small lot use kar k trade karain, ye baat mind ma rakhain k loss thora thora kar k hi easily recover ho ga agr hm jaldbazi karain gay to b nuksan ho ga
            • #7 Collapse

              Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

              اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
              Forex trading business Mein Ham Kis Tarah Se Apne loss ko recover kar sakte hain dear senior members please guide Karen Apne balance ko increase Kis Tarah Se kiya jaaye aur loss ko Kis Tarah Se recover kiya jaaye ki Ham easily Apne balance ko increase kar sake Shukriya
              Dear loss ko recover krne ke liye sub se pehly forex trading ko samjhna hoga kynuki aap loss tabhe recover kr paoge jub aap ke pass acha experience aur knowledge hoga forex ke bare mein sub se pehly forex ki market ko samjhna hoga aur kaha per trade lagane chahie aur kaha per nahe har ek cheez ko proper analysis krne ke bad koie step lena hoga forex ek risky business hai jis mein ehtiyat se kam krna chahie aur loss aap tabhe recover kr paoge jub tk aap ko acha experience na ho jaye aur aapne account ko bhe manage zaroori krna chahie balance ko jitna jiyadeh increase karenge utne he achy trading aap kr paoge kyunki jiyadeh capital aap ki trade ko strong support deta hai jis ki badolat aapki trade achy jati hai aur profit hone ke chance jiyadeh badh jaten hain
              • #8 Collapse

                Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                اصل پيغام ارسال کردہ از: farwa پيغام ديکھيے
                Forex trading business Mein Ham Kis Tarah Se Apne loss ko recover kar sakte hain dear senior members please guide Karen Apne balance ko increase Kis Tarah Se kiya jaaye aur loss ko Kis Tarah Se recover kiya jaaye ki Ham easily Apne balance ko increase kar sake Shukriya
                My dear Forex members Agar aapko Forex trading Mein loss ho jata hai to ismein aapko pareshan hone ki jarurat Nahin Hai Kyunki agar aap forex market Mein acchi planning ke sath aur Soch Samajh Kar Sabar ke sath kam lot size use Karke trading karen to aap apne loss ko aasani ke sath recover kar sakte ho aur aapko Forex trading market ki learning ko Jyada Se Jyada time Dena chahie aur Forex trading market ka experience Hasil karna chahie
                • #9 Collapse

                  Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                  Loss ko recover karne ke liye hamen freshmind Ka hona bahut jaruri hai hamen chahie ki Ham apne loss ko recover karne ke liye demo account per practice Karen learning Karen apni mistake se learn Karen tab hi Ham loss Ko recover kar sakte hain aur acchi tarah Forex trading mein profit Hasil kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                    ji bilkul yah bahut Hi pyara hai aapka kya main lodge fakira Di kanwar karna chahie Ham usko acche tarike se recover use waqt kar sakte hain jab Ham giridih nahin hote chhoti lot ka mehnat se dillagi se aur dekh bar ka kam karte Hain jab Ham greedy Ho jaate Hain tab Ham ismein jyada se jyada loss kar baithe Hain kyunki yah kaisa platform hai jismein jyada se jyada Los vate kar sakte hainaisa kabhi bhi nahin hota agar Ham ismein jyada bade log ka istemal karenge to Ham jyada se jyada Los ka samna karenge vah loss wali khabar dur ki baat Ham jyada se jyada namaskar baithenge isliye hamesha cloud se kam karna chahie aur chote chote lot sajani hamen was recover karna chahie
                    • #11 Collapse

                      Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                      Forex trading me hamen profit ke sath loss bhi hota hai isliye Forex trading main loss ko dekh kar hamen pareshan nahin hona chahie balke loss se learn karna chahie aur forex mein loss Ko dekhkar himmat our housale ke sath work karna chahie forex mein loss ko recover bhi Kiya ja sakta hai aur Forex main loss ko recover karne ke liye hamesha trading mein normal lot size use karna chahie jismein risk bhi bahut kam hota hai aur Forex main trading ache experience aur ache knowledge ki madad se karni chahie aur is tarah se forex mein hum achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur is tarah se forex mein hamara loss bhi recovered ho jata hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                        My dear forex members agar aapko forex trading Mein loss ho jata hai to ismein aapko pareshan hone ki zarurat bilkul Bhi nahin hai Bal ke hamen chahie ki Ham apne loss ko recover karne ki ful try Karen khamosh Mein maximum mehnat Karen aur soch samajhkar trading Karen... Agar hamen ek dafa loss ho gaya hai to dobara Ham use loss ko recover karne ke kabhi bhi jaldbazi nahin karni chahie Baki usko thande mind se aur soch samajhkar trade karna chahie Taki hamara wala recover ho jaaye....
                        • #13 Collapse

                          Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                          G loss ko recover karna zarrori hai majr is main jaldi na karain balkay relax mind Kay sath kam karain kun Kay is main ap ko kahi din b lag skty hain aur recover amount Kay bad hi ap ka profit count kiya jaye ga
                          • #14 Collapse

                            Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                            Loss ko recovr krny ka tariqa ye h k apny kiy howy sary work ka analysis krna chahiy apni mistakes point out krni chahiy or un mistake ko repeat krny sa avoid krna chahiy or apni emotion ko control m lana chahiy ye na ho loss k bad ap apny hosh b loss kr dain to phr to loss b brhy ga situation ko gently handle krna chahiy or posting pa dheyan dana chahiy k wo achi or suitable hn or trading b achi hn postng jitnaachii ho gii tb bonus ziyda ho ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: loss ko kis tarha say recover kiya jiye??

                              Loss ko kis tarah se recover kiya ja sakta ha loss ko recover karny kay liye apko sabar aur himat se kaam karna chahiye agar ap loss honay kay baad sabar aur himat se kaam karen gay tou ap loss ko recover kar sakty han loss ko recover karny may kabhi bhi jaldbazi na karen is se aur bhi loss ho sakta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X