stop loss kab use karte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    jab hamy dar ho k hamy kesi trade me loss ho sakta hay to us jaga ham stop loss laga dety hey agar market line hamay stop loss ko touch karti hay to hamary orders close ho jaty hey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Dear brother only forex hi nahi koi b business ho agar ap ka mind children sa hai tu maarket may enter mat ho koi business because marekt is ko nahi deka kart hai k yeh child hai or old trader who only market run ko deka karti hai
      • #78 Collapse

        dear mai apne baat karo tu mai jab koi jada volume ke trade laga ta ho tu us wak mai stop loss aur take profit lazme dy ta ho es sya muzha apne trade say itna jada loss ka sapna nahi hota aur baz dafa kafe ache take profit say pip hasel ho jata hai.
        • #79 Collapse

          stop loss trading karte hue use karte hain jese apa trade place karo wese he laga sakte ho aap ki marzi hoti hai chaho to lagao or nahi lagana chahte to beshak na lagaen aap yeh sab aap ke oper depend hota hai lekin lazmi use karna chahiye stop loss ham sab ko .
          • #80 Collapse

            Dear hmen is business me stop loss ka use har trade me krna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me kafi loss se bach skaty hain or ye aik asa tool ha jis se hmen acha profit b asani se hasil ho jata ha isi liye ye aik sb se acha tool ha or ye aik alla tool ha jis se hm loss ko bacha skaty hai
            • #81 Collapse

              my dear friend forex trading mein admi ko stop loss ka use bilkul nahi karna chahiay ye sirf expert logon k use k liay hi hae koi bhi aam trader kisi bhi surat mein is se faida nahi le sakta hae.......
              • #82 Collapse

                basically yr stop loss jo hy ek achi chez hy .ma to samjhta hn k ye APKO loss se bCHati hy naam se zahir hota hy na .to ek limit tk apne set kr deni hy lot sixze jb wo os size se loss increaSE kry ga jo apne set ki hy tb jo hy na wo automatically cut jai gi .
                • #83 Collapse

                  Jab ap apne balance ke mutabiq new order me volume set kar ke buy ya sell ki trade lagate he to trade shoru ho jati he to ap ko niche s/l nazar ai ga iss ka matlab stop loss he ur ye ap ne is per click kar ke level me point likh kar laga dena phir jab market is point per ae gi to ap ka order automatically stop ho jai ga ur ap ko us ke motabiq loss ho ga.
                  • #84 Collapse

                    If you want to safe the mon y. So that you are use the stop loss and take profit is the regular.youare good working I this market.
                    • #85 Collapse

                      mera to yuhi kahna har trader ko new ko b aor old ko b k bahi forex market buht risky hain aor market kabi b badal sakti hai is lia ap ki sare amount wash na ho to ap stop loss use4 karin aor hamesa karin ........mai to use karta hoon stop loss
                      • #86 Collapse

                        Stop loss ap k account ko empty honay se bachata ha, it just works like a cap. Agar ap ki open ki gai trade opposite direction mein move karay and ap na stop loss set kiya ho to trade ap kay stop loss par aa kar khatam ho jaye gi and ap ko mazeed loss nahi hoga.
                        • #87 Collapse

                          sir forex trading business main humain stop loss zaida loss say bacha hay, es liay stop loss use katry hian, but expert trade stop loss use nahi kartay because es say loss hi hota hay earning nahi hoti.
                          • #88 Collapse

                            Stop loss ka use hmen hmeshah karna chahe kyun k ye aik asa tool ha jis se hm is business me kafi loss se bach skaty hain or ye aik asa tool ha jis se hm is business me loss se bach kar hm is business me acha profit b asani se hi hasil kr skaty hain
                            • #89 Collapse

                              Bhai jaan mere khayal se tou forex ak busness hai or ak bara or achaw busness hai jis par hum achi tarha se kama sakte hain or kam ker sakte hain isay ziada forex par hum apna bonus bhi achaw bana sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                stop loss hamay har trade main use karna chahye.agar ap aik achay trader banna chahtay hain to sab se pehlay apne analysis kar k koi aik trade talash karen aur us k baad trade open kar k take profit aur stop loss dy k chor den.

                                اب آن لائن

                                avatar Aviz
                                Working...
                                X