stop loss kab use karte hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    stop loss kab use karte hain
    my dear friends stop loss kab use karte hain plz iss bare me batayen mujhe bilkul stop loss k use ka nahi pata so help me friends
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aap jese hi new trade window open Karin ge wahan buy or sell ke ilawa aap ko stop Los or take profit ka option bhi nazar aay ga aap us ko use Kar saktay hain.
    • #3 Collapse

      stop loss kab use karty hay ya koi muskil kaaam nahi hay or itna muskil bhi nahi app bas loss ko ka bohut achi chiz hay ager app ko is lko lagana ata hay to ua app ko nuqsan sa bachaye ga
      • #4 Collapse

        stop loss ka liye sab say pehlay zaroori hai ka app ka andar risk liana ki salahiyat hoo agar wo nai hai to wo aap nai kar sakta plz apna aap ko monitor karain aur note karain dekhain agar aap aisa kara ga to behter ho ga
        • #5 Collapse

          aslam o alikum forex trading may jab app trade kartay hay to app ko loss nah hoto to app islaya stop loss ka istimal kar tay hay jis say agar app ko loss hota hay to kam hota hay
          • #6 Collapse

            Brother jab aap trade open kareen to apny account ke hisaab se stop lose set kareen ke agar aap ke trade lose main chali gaye to stop lose par a kar finsh or aap ko zaida lose be na ho
            • #7 Collapse

              bhai jaan jab bhe hum koi order ko place karty hain than us main option hoty hain and us main he hum stop loss and take profit ko bhe set kar sakty hain and is se hum high loss se bhe bach jaty hain.
              • #8 Collapse

                dear stop loss aur take profit mostly os waqt use hota hy jab ya tu market boht fast ho ya ap market ko watch na kr rahe ho...
                • #9 Collapse

                  stop loss oor tke profitta lagaa jata hai ja app iss ki window ko open artey hein tu page open open kartey hen tuu uss myn 2 cheezein hotey hen wahen lekha hota hai sell oor uy waen apko apko take profit oor stop loss ko use kartey hein ...
                  • #10 Collapse

                    Forex trading aik bahot acha busines sh ahum ko is mainn kamm karta rahnaa chahia ya hum ko hamar akamm karna ka pasia data ha ya acha ha
                    • #11 Collapse

                      My dear friends forex trading market main stop loss bohat useful ha. jab app koi bhi trade enter karne lagte hain to wahan par stop loss ki option hoti ha ic ko use kar ke stop loss bhi ici time laga sakte hain.
                      • #12 Collapse

                        Stop loss option ko hum trade lagatay he use kar saktay hain aur hum apnay loss ko bond kar laytay hain keh agar hummain 10 pips los ho raha ho to hummari trade close ho jay iss option kay istamal say hummain yeh fiada hoata hay keh hummain ziada loss nhe hoata hay aur trade close ho jati hay
                        • #13 Collapse

                          stop loss use kya jata h her koi stop es liya us kartay ha forex aik asa business ha jo dunia ka aur real ha is smain hamein faida bhi bhot hota hia is se hum zada se zada kam ker skte hn jab hum is m kamyb horte hn
                          • #14 Collapse

                            Jis waqt aap apni trade lagatay hain us waqt hi aap stop loss set Kar saktay hain takay jab market aap ke against jay tu aap ka stop Los aap ko bacha sakay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Sotop loss hum us wakt tk use kar sakty hey jb tk hum mei capiblity ho k ahum itna loss bardasht kar sakty hein .ap jb trade window kholy gy tou buy and sell k elawa apko take profit aor stop loss ka option b mily ga ap waha ce icy use kar sakty hein

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X