Forex Trading me agar nuqsan baar baar hor raha ho to seekhne me kami hai. Q k agar hum seekh chuke homgay to nuqsan aik ya do dafa ho sakta bai baar baar nahi. Learning kesi bhi stage pe ho band nahi hona chaheye. Forex trading market k hisab se apni hodohal badalta rehta hai jis ki waja se humen us me har time involve hona zarori hota hai ta keh jo bhi naye techniques markrt me aye hum poran us se ba khabar ho jayen. Is k leye learning bohut zyada zarori hai. Aur jitni hamari learning achi hogi hum aik behtareen trader ban sakte hen. Market analysis ki forex trading me khas ahmeyat hasil hai is waja se hamen kabhi bhi is se ghafil nahi hona chaheye.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим