Kya new traders gold mein trading ker saktay hain
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kya new traders gold mein trading ker saktay hain
    Agar hum forex mein new trader hain tou humain gold pair mein trading kernay ka risk kabhi bhi nahin lena chahyea gold aik bahut fast pair hai humain iss mein expert bana ker hi trading kerni chahyea iss mein trading new members kay lye kisi khatray sae kam nahin hai new members ko pahele demo account mein trading kerni chahyea inn ko knowledge aur experiance hasil ker kay fast pair per trading kerni chahyea
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے

    Ji Ham Ishwar unke Upar Apne Gold ke bare mein trading kar sakte hain lekin uske liye Aapke Kaun Bada Hona chahie usmein kam se kam 200 Dollar ke hone chahie tabhi jakar Ek successful trade kar sakte hain isliye Ham Jab Bhi Ishwar unke Upar kam Karen aur Hamare count kar small Hai To Hamen pahle currency pairs ke upar kam karna chahie to tabhi jakar Yad FIR Hamen account ko maintain karke hi wallpaper dil kar sakte hain otherwise Nahin ho sakta isliye Hamen chahie ki Ham FIR main currency pairs per kam Karen aur Hamare senior SBI sugarmil Yahi Kahate Hain ki starting Mein aapsi ko understand Karen
    • #3 Collapse

      Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

      dear is main ham o chye k ham is main first of all apnay account balance ko assess karen aor is k bad main he ham o agay ki janib trade ko karnay k baray main khyal kary rahna ho g is main ham ko apnay kam ko acahy say achay methods k sat kart rahna chye is main ham ko chye k ha is main jo bhi earning ko gain ho agar chay less ho is ko waste nahi karna chye belkha ham ko is k correct use kartay rahan ho g kamybbanay k lye .
      • #4 Collapse

        Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

        new trders ko gold pay trade nhi kurni chahiyay q keh woh ess min new hy or jub woh gold pay trdae kurayy gay to es say un ko loss ho jay gaaa to aisay nhi kurna chahiyay agar new members kay pas es main acha experience hy to es main tradde kurni chahiyaay agar acha experoence nhi hy to risk nhi layna chahiyay or es main risk lay kaay khud kay liyay loss kay chances burhanay nhi chahiyay to trade kuryay waqt humain es main soch samujh kay kam kurna chahiyaaay
        • #5 Collapse

          Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

          Je han, new trader har pair or commodity par trade kar saktyn hain, but un ko manah serf es lae kiya jata hai k unk pass experience or knowledge ki kami hoti hai, wo aksar asy jaga trader open kartyn hai jaha unko loss ka risk zayada or profit ka kam sy kam hota hai, es lae pehle acha experience hasil karna chahe or phr gold ma jana chahe,
          • #6 Collapse

            Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

            G bilkul new trader bhi gold men trading kr sakty hen AGR achi information acha knowledge ho to zaror achi trading krny ka confidence hai to krna chahei Q k gold kuch dino sy corona ki waja sy down hoi thi magr an increase ho rhy hai lihaza kisi experience wale friends sy mushawrat sy kaam krna chahei
            • #7 Collapse

              Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

              dear bilkul new trader gold py trade krskty hen lkn unko es men kamyabi tb he mily ge jb unky pas es men acha experience hoga agr wo experience ky bghair trade kren gy to unko es men loss hoga agr experience ky sath trade kren gy to es men aur he acha profit hoga aur unki trade men unko achi earning bhe hoge
              • #8 Collapse

                Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

                kar to sakte hain lakin karne nhe cahiye q ke gold bahut he risky hae yeh loss he deta hae or gold par trade kar ke profit hasil karne bahut mushkil hote hae to hamen cahiye ke hum is main apna pehle account balance increase karen phir he is main hamen trading karne cahiye take hum is main kamayab ho saken hum is main jitne zayada mehnat ke sath kam karen ge hum is main utna he ache tarah se trading kar saken ge hum is main utna he ache earming hasil kar saken ge to hamen bhe gold se bachna cahiye is main trading nhe karne cahiye is main hamen sirf loss he hota hae is main hamen cahiye ke hum is main mehnat karen ache trah se kam karen take hum is main kamaayb ho saken to hamen is main acha kam karna cahiye take hum is main kamyab ho saken
                • #9 Collapse

                  Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

                  Gold pair ki markete tezi se up down hoti hay.Jo new users hain aur jin new users ko tajurba bhi nahi aur account balance bhi low hay tu un k liye best yehi hhay k vold psr trading na karain.Warna un ko kaafi loss ho sakta hay.Un new users ya traders ko pehlay Demo account per full practice karni chahiye.Gold main trade lgana kisi khatray se kum nahi
                  • #10 Collapse

                    Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

                    G han dear ap ny sahi kaha hai new trder ko kabi b gold oy trade nahe krni chya keo ka gold ki market ko samjana bhot mushkil hai ya bahot fast move krti gai kabi b ya change ho sakti hai yaha oer expert log b baz dafa gold ki market may fail ho jaty han is liya new members gold ka bajay choti markets ja zariya siky
                    • #11 Collapse

                      Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

                      new tradr ko gold main trade karne say phly pratice karna hian gold ek risk wala pair hain jis main lot of risk hain is liye gold main trading karne sya phly sab say phly forex trading ko samjhna hain gold risk wala pair hain is liye humhain soach smajh k kaam karna hain
                      ​Sadaf Khan
                      • #12 Collapse

                        Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

                        Real aapane Achcha. Discuss Kiya Hai new status ko kabhi bhi gold Mein train Nahin Karni chahie Humko Nahin Karni chahie hai ladke currency pairs maintained Karen uska ko Jyada fayda hoga aur Market Ki Maut Ka bhishan Hoga gold Mein trade kimat bahut fast hoti hai aur Samay hone ke chances Jyada hote hain aur beginners Hain vah Koi Nahin samajh Paye market bahut Tej move move karti hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

                          Nahin Mere Khyal Mein Gold per nutradel ko chahie ke vo trading na Karen Kyunki new member ko knowledge or experience Mein Kami Hogi aur usko chahie keva gold Se Dur Rahe aur vah Chhote pair trading Karta Rahega Kyunki Gold per trading karna bahut hi Mushkil Hai Agar usko samajhna Hogi to uska account wash ho sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
                            Agar hum forex mein new trader hain tou humain gold pair mein trading kernay ka risk kabhi bhi nahin lena chahyea gold aik bahut fast pair hai humain iss mein expert bana ker hi trading kerni chahyea iss mein trading new members kay lye kisi khatray sae kam nahin hai new members ko pahele demo account mein trading kerni chahyea inn ko knowledge aur experiance hasil ker kay fast pair per trading kerni chahyea
                            My dear forex member Mere Khyal se to new members ko Gold ke pair Se Dur hi Rahana chahie Kyunki Gold ke pair Mein trading karna Kafi risky hota hai aur ismein trading karne ke liye Forex trading ka Achcha experience aur knowledge Hona bahut jaruri hai aur Gold ke pair per Ek expert trader he trade kar sakta hai isliye Tamam new Forex members ko sabse pahle currency pairs par trading Karke forex market Mein expert trader Banna chahie Uske bad gold par trading Karni chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Kya new traders gold mein trading ker saktay hain

                              Assalamu Alaikum
                              Nahi bilkul b nahi main yeh mashwara nahi doon ga balkay kam balance walay aur na tajarba kar traders to is ka bul Kay b na sochain WO currency pair pay b kamiyab ho jain to bari hi achi baat hai trading koi itna asaan b nahi aur na mumkin b nhn
                              Thanks

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X