patience is the key of success in forex????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Forex trading business mein sabar se kaam kar k hi ap forex trading business mein kaamyaab ho saktay han jald bazi se kaam karain gay tu forex trading business mein profit nhi loss hi ho ga is liye forex trading business mein sabar se kaam karna cahaiye tab hi hum forex trading business se kuch hasil kar saktay han
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Forex trading mai kamyabi kay waise tu kafi saray factors hain lakin new traders kay liye start mai yeh bohot lazmi hai ke woh forex trading ke real account mai kam kaarnay say pehlay demo account per trading ke practice zaroor kar laine chaye.
      • #33 Collapse

        G han is me koi shak nh ke forex me sara depends apky patience aur emotions pe hota hy, Jiske andar ye nh hn wo forex trading nh kr skta chahy 10 sal lgable loss hi kry ga, lehaza in do cheezo ko apny andar rkho aur trading kro ap Loss nh kro gy..
        • #34 Collapse

          G bhai ap ne bilkul thek kaha hai is me patience banaye rakhna chahiye agar ap chahte hain ke is me ap ko loss na ho kyun ke jaldi ka kam shetan ka hota hai aur insan ko sirf loss ki taraf hi le jata hai is liye aram se kam karen aur sirf profit hi earn karen.
          • #35 Collapse

            yes dear traders forex k business main patience key of successs hai jitna bhi aik trader patience rakhta hai wo utna hi achi tading karta hai is liye agar good traders banana chaty hain tu knowledge and experience k sath patience bhi zarori hai
            • #36 Collapse

              yes jab ham koi kaam start krtay hain to hum main thora sabar bhi hona chaye k ham nay koi order lagaya thora saminus main gaya aur ham nay usay dar k cut krdia nai aisa nai hona chaye jub order lagain to wait karain sabar karain k kahan tak jata hay is main kahan tak profit gain hota hay.
              • #37 Collapse

                je bhai jan koe bhi business ho us mn hosla to boht zaruri hota hay. forex trading mn to khas kar boht sy sabar ke zarurat hoti hay. is mn jo traders hosly aur sabar kay sath trading krty hn wohi kamyab hoty hen. jald bazi achi ni hoti
                • #38 Collapse

                  G han forex me patience bhut imprtant hain agr nam latience sy kam lein to ham bhut achi earn kar sakty hain or agr apnj trade me patinnce sy kam ,ein to hanri trade achi ho sakti haii or hamy kisi bhi cheez ko karny me jald bazi nahi karni chaye or yime ka bhut khya, rakhy isi time lar apni trade kary
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #39 Collapse

                    Forex trading karte huye patients bahut Zara Zaroori Hai Kyun K traders Jab patients Begum Karte Hain Tumko pata hai ke woh kya kar rahe hain aur Unka Diwan be traded Hota Hai
                    FRD 07 TRADING JOURNAL

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X