Forex ma galtiyo aur loss sa sekna chahiye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex ma galtiyo aur loss sa sekna chahiye.

    Forex mein hamen apni galtiyon our loss se sikhana chahie aur is tarah se Forex mein ham kamyab sakte hain aur achi kamyabi bhi hasil kar sakte hain lekin Forex trading mein kamyabi hasil karne ke liye apni mistake aur loss se bachna hamare liye bahut zaruri hai isliye forex mein loss se bachne ke liye jitna ho sake hamen apne experience our knowledge ko increase karke work our trading karni chahie aur Forex mein hamen trading ke dauran active rahana chahie aur Forex mein hamen trading money management ke sath karni chahie aur jisse Forex main ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex ma galtiyo aur loss sa sekna chahiye.

      Hn g forex hamesha hi risky tha or rhy ga. Hum sab ko chahie kai hum in ghltion sai sekhain market trends ko follow krain or charts ko dekhain takai hum behtar predict kr sakain kai.agy kka hona wala. Forex is risky ... So, apni jar trade proper analysis kai bad hi start kia krain.
      • #18 Collapse

        Re: Forex ma galtiyo aur loss sa sekna chahiye.

        loss sa kabi galti ni ho sakti to iska matlb k hamen pehla galtiyan thek kerni hongi to loss khod bakhod khatam ho jaen ga. Aur galti khatam kerna k liye apko knowledge ki zarorat hoti ha. Is sa hamen ye sabaq milta ha knowledge sab sa zayada important quality ak successfull forex trader ki. Seniers b hamen isi k bara man apna thread aur post man knowledge aur experience man ye sab batata han. 😁
        ​Sadaf Khan
        • #19 Collapse

          Re: Forex ma galtiyo aur loss sa sekna chahiye.

          g haaan humain forex main gjaltiyon or loss day seekhna chahiyay agar hum es main kam kurtay waqt loss or ghaltiyon say sekhtaya jatay hain to aik din aisa hota hy jis main hum aik kamyab trader bun jatay hian or apna kam achay say kurtay hain to hum say agara es main loss ho jay ya koi mistake ho jay to humin es main es say seeeklhna chahiyay or es say seekh kur he hum acha kaam kur sakay gaaay
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Haan, forex trading mein galtiyan aur nuksan se sikhna mahatvapurn hai. Har trader apni tijarat ke safar mein galtiyon se guzarta hai, aur yeh galtiyan unke liye mahatvapurn anubhav hote hain. Yahan kuch mukhya batein hain jinse aap galtiyon se sikh sakte hain aur nuksan kam kar sakte hain:

            1. Galtiyan Se Seekhna: Har galti ko ek sikhne ka avasar maanen. Galtiyon se seekhkar aap apne tijarat ke tarike ko sudhar sakte hain. Har galti aapko ek nayi shiksha deti hai.

            2. Risk Management: Galtiyan se sikhne ka ek mahatvapurn hissa hai risk prabandhan. Aapko hamesha apne tijarat mein stop-loss aur take-profit orders ka istemal karna chahiye. Isse aap apne nuksan ko kam kar sakte hain.

            اب آن لائن

            Working...
            X