rozana ka kam hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    rozana ka kam hai
    agar hum forex per posting aur trading rozana karte hain tau hum ko acha earning ka moqa milsakta hai hum kam rozana nahi karte aur chahte hain k rozana achy earning hasil karlain per aasa nahi hota so hum ko kam be rozana karna hoga tub he hum kamyab hosakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: rozana ka kam hai

    Nh janab ap pehli acha bonuse bano 100$ ya 200$ per trading Start karo Forex per profit karo per
    • #3 Collapse

      Re: rozana ka kam hai

      G han agar hum forex per rozana achi tarah se posting karen gay tou acha hoga kyu kay achi posting kar ke Hum forex se acha profit hasil kar sakty han is liye hamen koshish karni chahiye kay rozana forex per acha kaam karen aur forex se acha bonus hasil Karen
      :1f60e: 𝙂 𝙖 𝙈 𝙚 𝙍 :1f60e:
      • #4 Collapse

        Re: rozana ka kam hai

        Agar aap rojana ka kam Rozna Karenge to aapko Koi tension Nahin Hogi Kami Mukammal ho jaega aap ki daily limit bhi Puri ho jayegi aur aap aur Jyada thakawat bhi feel Rahi Hogi isliye aap gana ka kam Ruka na Karen Taki aapko Koi Yad tension Na Ho
        • #5 Collapse

          Re: rozana ka kam hai

          g bilkul rozana ke bunyaad par kaam karnay sy he hum earning kar sktay hain aur roteen main kam krnay sy he aap ko seknay ko b milta hy agar ap rozana kaam ka time table bna dain tow aap ziyda earning kar sktay hain
          • #6 Collapse

            Re: rozana ka kam hai

            Ji han ya business rozana kiya jai to humara results bohat acha honga in results sa muraad humara profit ha aur bonus jo hum adhr sa leta han. Rozana agar aik routine ka sath kam kiya jai to ya baat to bilkul theek ha ka huma faida hoga. Aur rozana kam krna sa humara kam ma barqat bhi aai gi.
            • #7 Collapse

              Re: rozana ka kam hai

              Ji dear aapki baat bilkul theek hai Hamen frocks ne a Apna daily ka kam daily karna chahie Agar Ham aaj ka kam cal per Chhodenge To Hamen kabhi bhi kamyabi nahin milegi isliye Humko jaaiye Ham Apna post karne ka target Hamen daily Pura karna chahie Jab Ham Aisi mehnat karte rahenge Forex mein aur sath sath rolls ko bhi follow karte rahenge To Ham Inshallah frocks mein Main Jaldi kamyabi ko Hasil kar sakte hain Agar Hamesha Nahin karte aaj ka kaam kal par chodte hain To Hamen kabhi bhi kamyabi nahin milegi
              • #8 Collapse

                Re: rozana ka kam hai

                Forex per rozana posting ki limits ko pura krne wale hi bhut jald kamyab ho jaty hyn daily ka work krty rehna chaye
                • #9 Collapse

                  Re: rozana ka kam hai

                  Bhair posting or forex dono different things hain. Laikin yae hai kai is website kai through bht sary beginners specially mujh jesy jinhon nai abhi start kia h unko bh help mil rhi pakistan jesy country m trading karny m. Hats off to the man who created this forum. And about rozana wali thing u are right nobody wants to work but everyone wants to eat the food. So, we should do what we can do best work hard and earn hard :) .
                  • #10 Collapse

                    Re: rozana ka kam hai

                    Ji haan Apna bilkul theek kaha hai Forex Mein posting ek gana kam hai aur trading bhi Roj ka kam hai isliye Ham Roj Karenge to hi Ham Kamyab trader Ban sakte hain Agar Ham ismein lazy aur ignore Karte Jaenge Aur Ek Din Ko Bhi skip kar denge to Fir Hamari trading improve Nahin ho sakti Hamen chahie ki Ham apni posting ko regularly Karen aur Delhi ka kaam daily current Aage Hamara bonus improve ho aur Hamen Achcha bonus Mile Agar Ham Apna bonus improve karna chahte hain To Hamen daily kam karna hoga aur apne trading co improve karne ki puri koshish Karni Hogi FIR Ham Kamyab trader Ban sakte hain bahut Shukriya
                    • #11 Collapse

                      Re: rozana ka kam hai

                      Ji han hamen apna rasana ka kam complete karna chahie hamen apni posting ka kam complete karna chahie Ham jitna jyada apna Kam quality wala karenge to hamen bhi thanks bhi milenge aur hamara bonus bhi achcha aaega hamen soch samajhkar imandari ke sath kam karna chahie tab hi hamen is mein acchi tarah se kamyabi Hasil kar sakte hain hamen apne kam ki limit ko pura karna chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: rozana ka kam hai

                        dear g han ap ki bat sahee hasy agar ham is main daily base per apnay kam ko karty rahein gye to bad main ja ker k he ham ko kamybi mil saky g is main ham ko itayt k sat apnay kam ko karna ho g is main ham ko jitna bhi ho saky apnay time ko waste nahi karna ho g is main ham ko irtyat k sat karty rahna ho g is main ham ko achi k sat he apay kam ko ast tak karty rahnay ki try karna ho g .
                        • #13 Collapse

                          Re: rozana ka kam hai

                          pak forum par hamain rooz ka kam rooz karna cheye jitna zeyda mehnat se kam kerty han utna hamain achi success bhe zror milty han ye business hamain knowledge or experience ko increase kerne kilye hamain posting ka target daily achieve kerna cheye then ache success bhe zror milty han analysis or market ko watch kerna cheye then achi success bhe zror milty han
                          • #14 Collapse

                            Re: rozana ka kam hai

                            Ji Bhai aapane bilkul theek kaha hai ke forex form per kam karna daily ka kam hai hamen chahie ki Ham forex mein daily apni 50 post Puri Karen aur kabhi bhi koshish karen ki hamari post uncomplete Na Ho aur post karte waqt hamen bahut ehtiat karni chahie Taki Ham post mein kisi bhi tarah ki mistake na Karen aur Daily ki post hamari acchi tasvir Ho aur ful try karenge kabhi bhi hamari Koi post delete Na Ho aur hamen is baat per bhi act karna hoga ki hamari ek hi post bar bar repeat Na Ho Varna hamari ek hi post Jo bar bar repeat hogi vah aik hi count hogi aur hamen ek hi post ka bonus milega jisse hamara loss ho jaega.... Isliye hamen chahie ki daily ka kam dairy Karen aur disciplined ho kr Karen
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: rozana ka kam hai

                              Ji Hamen chahie Roj ka kam Roj Karen Ham Apna Kam daily Karenge 2 weekend per Hamari quantity or ko increase Hogi Jiski vajah se Hamara bonus level increase hoga aur Hamare andar kam karne ka spirit Paida hoga Jo Pasand Roj ka kam Roj Karta Hai vah Kamyab Hota Hai kamyabi Uske Kadam chumti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X