Risk & Money Management
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk & Money Management
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Risk &amp; Money Management

    Risk management Jaisa ke naam se hi Shayar Hai Ki aapane Apne trading account mein aur isko manage karna hai means Jab Bhi aap Koi position lete hain to usmein Aapka Star Plus aur take profit Koi in between ratio hai use risk reward ratio Kahate Hain aapka stop plus for example Agar $50 ka hai to aap per take profit at least $200 Ka Hona chahie means one third risk reward ratio are won by forest reward ratio sabse best reward ratio have maximum earning ke liye aapane position Li aapka stop loss or profit kijo in between movement se Inko risk reward ratio Kahate Hain aur yah bahut hi effective Hoti Hai Aapke Kaun ke capital ko save rakhne ke liye aur aapke profit ko increase karne ke liye so follow Kijiye risk reward ratio
    • #3 Collapse

      Re: Risk &amp; Money Management

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Waqas8sadiq پيغام ديکھيے
      main aksar new traders ko mashwara deta hon k forex trading mai risk aur money management zarori hy,

      * What is Risk Management *
      Risk Management ka amrlab k aap aik order per kitna Loss bardasht ker sakty ho.
      New traders ko apny equity per 1% risk lena chahiey. Is risk ko calculate kerny k liey aik formula hy jo thread k end per mojood hy

      * What is Money Management *
      Money Management ka matlab hy k aap ko apny Balance k Hisab se lot size kia rakhna hy is ka formula bhi thread k end per mojood hy.
      Lekan ager kisi ko phir bhi samjh nhi aati to apna WhatsApp no mujhy msg ker den mai ap ko excel sheet provide ker don ga jis mai ye formula laga hua hy.

      *Formula Risk Management*
      =Total Balance x 1%

      *Formula Money management*
      = (Total Balance x %Risk per trade) � Stop Loss Distance � 10
      Jab Bhi aap log trading karne ke liye Jaate to iske liye bahut jaruri hai ki aap risk reward ratio ko Dekhen aur money management ko Achcha Banaya Kyunki Jab aap log market ke analysis Karte Hain To ismein aap Logon Ko Najar Aata Hai Aur isliye analyse karne ke bad aap log apni planning acchi tarike se karte hain aur apni importance of blogger Jyada Chitra Kaise Rakhenge aur money management ko Achcha banaenge To aap Logon Ko jyada fayda ho sakta isliye koshish Karenge apni money management Jitna chelekere aap log kar sakte hain usko Karen Taki aap log Apna profit target complete kar Saken.
      • #4 Collapse

        Re: Risk &amp; Money Management

        bat bohat hi simple si hy bhaio l koi bhee kam shuru karny sy pehly zaruri hy k apko apny risk ka oata ho aur ap money managment ach sy janty ho ye nahi k ap k pas jo amount hy us k hisab sy full lot k sath trade open karli ye koi trading nahi hy hum forex mein tabhi kamyab ho sakty hain jab hum aik safe tareqy sy trading karen g7y
        • #5 Collapse

          Re: Risk &amp; Money Management

          فوریکس ٹریڈنگ میں منی مینجمنٹ کا ہونا ضرورک ہے
          • #6 Collapse

            Re: Risk &amp; Money Management

            Forex mein achi kamyabi hasil karne ke liye hamen trading money management ke sath karni chahie aur is tarah se Forex mein ham achi trading kar sakte hain aur achi kamyabi hasil kar sakte hain aur Forex trading mein hamen koshish karni chahie ki ham apni trading mein zyada risk nahi lena chahie trading mein zyada risk ki wajah se hamara bonus account wash ho sakta hai isliye forex main achi aur safe trading ke liye hamen hamesha trading main small lot size use karna chahie jismein trading risk bhi bahut kam hota hai is tarah the forex main ham achi trading kar sakte hain aur acha profit hasil kar sakte hain aur forex mein hum loss se bhi bach sakte hain.
            • #7 Collapse

              Re: Risk &amp; Money Management

              Forex aik bahut acha business hai aur humain iss mein her kaam soch ker kerna chahyea balkay koi bhee kam shuru karny sy pehly zaruri hy k apko apny risk ka oata ho aur ap money managment ach sy janty ho ye nahi k ap k pas jo amount hy us k hisab sy full lot k sath trade open karli ye koi trading nahi hy hum forex mein tabhi kamyab ho sakty hain jab hum aik safe tareqy sy trading kerain iss sae hi humain forex mein kamyabi hoti hai aur achi income hasil hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: Risk &amp; Money Management

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Waqas8sadiq پيغام ديکھيے
                main aksar new traders ko mashwara deta hon k forex trading mai risk aur money management zarori hy,

                * What is Risk Management *
                Risk Management ka amrlab k aap aik order per kitna Loss bardasht ker sakty ho.
                New traders ko apny equity per 1% risk lena chahiey. Is risk ko calculate kerny k liey aik formula hy jo thread k end per mojood hy

                * What is Money Management *
                Money Management ka matlab hy k aap ko apny Balance k Hisab se lot size kia rakhna hy is ka formula bhi thread k end per mojood hy.
                Lekan ager kisi ko phir bhi samjh nhi aati to apna WhatsApp no mujhy msg ker den mai ap ko excel sheet provide ker don ga jis mai ye formula laga hua hy.

                *Formula Risk Management*
                =Total Balance x 1%

                *Formula Money management*
                = (Total Balance x %Risk per trade) � Stop Loss Distance � 10
                Market mein Main marriage Lena V chahie Kyunki Agar Ham market Mein risk Lenge Tu Hi Ham trading Mein Kamyab Honge lekin Hamen chahie ki risk Lene se pahle Hamen money management ko Jarur use ka Lena chahie Agar Ham money management ke metabot market Mein risk Lenge To Hamara account safe rahata hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Risk &amp; Money Management

                  Ji ap ne bahut acha explain kiya hai. Aik ache trader ko en sab cheezon pe dehan daina chahyea. Kyon ke jab tak ap ka risk manage nahi ho ga ya ap money management ko follow nahi karaen ge. Tu ap ache trader nahi ben sako ge. Kyon keh forex totally name hi achi management ka hai. Ap ko chahyea ke ap achi management karaen aur apni skills ko improve karaen.
                  • #10 Collapse

                    Re: Risk &amp; Money Management

                    Trading Mein risk Lena bahut acchi baat hai Kyunki risk Lene se aapke Andar Ka Dar khatm hota hai aur aap ek experience full trader bante Hain experience gain karne ke liye risk Lena bahut Jaruri hota hai iske liye aapka account Bada Hona bahut jaruri hai agar aapka Kaun Chhota Hai tab aap risk Kabhi Na len ki account Chhote account per sq Lene se account was ho jata hai isliye Hamesha tab is Klein Jab aapka Kaun bada hai aur aap experience game karna chahte hain Agar trader Apne trading life mein risky trader Nahin lagata to usko kabhi bhi experience game Nahin Hota isliye Hamesha risky trader ki taraf lajmi focus Karen Kyunki yah aapka experience aur knowledge improve karta hai bahut Shukriya
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Risk &amp; Money Management

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Waqas8sadiq پيغام ديکھيے
                      main aksar new traders ko mashwara deta hon k forex trading mai risk aur money management zarori hy,

                      * What is Risk Management *
                      Risk Management ka amrlab k aap aik order per kitna Loss bardasht ker sakty ho.
                      New traders ko apny equity per 1% risk lena chahiey. Is risk ko calculate kerny k liey aik formula hy jo thread k end per mojood hy

                      * What is Money Management *
                      Money Management ka matlab hy k aap ko apny Balance k Hisab se lot size kia rakhna hy is ka formula bhi thread k end per mojood hy.
                      Lekan ager kisi ko phir bhi samjh nhi aati to apna WhatsApp no mujhy msg ker den mai ap ko excel sheet provide ker don ga jis mai ye formula laga hua hy.

                      *Formula Risk Management*
                      =Total Balance x 1%

                      *Formula Money management*
                      = (Total Balance x %Risk per trade) � Stop Loss Distance � 10
                      Dear ap nay bahut achay say explain kea ha risk aur money management k baray yeh wala formula jo ap nay btaya ha sb k leay faida mand ha lekin ziyada faida mand new traders k leay ha jo abi abi life mn forex k safar ka aghaz kr rahay hain. Forex ki market aisi ha jahan koi pta nai chalta k agay kia honay wala ha mtlb aik ghair yakeeni wali market ha ic leay risk aur money management bahut ziyada zaroori ha agr hum in do bato ka khayal nai rakhin gay aur ic ko follow nai krain gay to hamra account risk pay lag jaye ga aur aksar to wash ho jaye ga. So dear me apki bahut shukar gyzar hun aur pak fourm ki bhi k itna acha paltform hamin mil gaya ha forex ko free mn seekhnay ka.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X